Songbook Zipped
Free download 2MB
Ownwith Free Karaoke
A
B
C
D
E
F
G
H
I
J
K
L
M
N
O
P
Q
R
S
T
U
V W X Y
Z
Masood Rana
English songs =>
A
B
C
D
E
F
G
H
I
J
K
L
M
N
O
P
Q
R
S
T
U
V W X Y
Z
<=English songs
     .....Contd


Youtube videos may not stay for long. In case you find a linked video missing, please message at facebook.com/doctorkc

Hill Station
Mohabat mein tadapane se qaraar aata hai is dil ko-2 
Jo zaalim dil ko tadapaaye wahi bhaata hai is dil ko 
Muhabbat mein tadapane se qaraar aata hai is dil ko 
Muhabbat mein 
Khushi ki zindagi mein gam agar thoda sa shaamil ho-2 
To sach maano ke jeene ka maza aata hai is dil ko 
Muhabbat mein tadapane se qaraar aata hai is dil ko 
Muhabbat mein 
Bhulaana bhi agar chaaho to wo bhuula nahin jaata-2 
Koyi to baat hai aisi jo yaad aata hai is dil ko 
Muhabbat mein tadapane se qaraar aata hai is dil ko 
Muhabbat mein 
Akeli shamma kab jalati hai parawaana bhi jalata hai-2 
Wo khud bhi to tadapata hai jo tadapaata hai is dil ko
Muhabbat mein tadapane se qaraar aata hai is dil ko 
Jo zaalim dil ko tadapaaye wahi bhaata hai is dil ko 
Muhabbat mein tadapane se qaraar aata hai is dil ko 
Muhabbat mein 
YouTube Video
Lafango
    

Nayee manzil nayee raahein naya hai maharbaan apana 
Na jaane jaake thaharega kahaan yah kaarvaan apana 
Na chamakegi jahaan bijali na aayega jahaan tuufaan 
Banaaenge usi daali pe jaake aashiyaan apana 
Bharosa hai muqaddar par tumhaara bhi sahaara hai 
Kahin dushman na ban jaaye yah zaalim aasmaan apana 
Dikhaaenge hamein yeh chaand taare raah manzil ki 
Balaa se ho agar dushman to ho saara jahaan apana
    
[Vo khushnasib hain jin ko yahaan qaraar mila 
Hamein to dil jo mila voh bhi beqaraar mila]-2
Vo khushnasib hain
Mili hain pyaar mein dar dar ki thokarein ham ko-2 
Lagaaye rakhate hain seene se har ghadi gam ko 
Jo khatm ho na kabhi aisa intazaar mila 
Hamein to dil jo mila voh bhi beqaraar mila
Vo khushnasib hain 
Sitam hai gam ke samandar mein har khushi duubi-2
Hamaare ashaqon mein khud apani zindagi duubi 
Sahaara de koi aisa na ek baar mila 
Hamein to dil jo mila voh bhi beqaraar mila
Vo khushnasib hain jin ko yahaan qaraar mila 
Hamein to dil jo mila voh bhi beqaraar mila
Vo khushnasib hain

    
Mp3Hungaama
Ye maaraa wo maaraa 
Ye maaraa wo maaraa ko_ii jiitaa aur ko_ii hai haaraa 
Haar jiit kaa khel ye dekho kitanaa hai pyaaraa 
Ye maaraa 
Terii zindagii men aise mauqe suhaane na aayenge -2 
Tere yahii patte teraa bigadaa muqaddar banaayenge 
Yahiin chamakegaa tere nasiib kaa taaraa 
Haar jiit kaa khel ye dekho kitanaa hai pyaaraa 
Ho maaraa 
Ye maaraa wo maaraa ko_ii jiitaa aur ko_ii hai haaraa 
Haar jiit kaa khel ye dekho kitanaa hai pyaaraa 
Ye maaraa 
Dekh o matawaale aag se apanaa daaman bachaaye jaa -2 
Sun ai bhole bhaale kabhii qismat se dhokhaa bhii khaaye jaa 
Ronaa hansanaa to jiiwan kaa khel hai saaraa 
Haar jiit kaa khel ye dekho kitanaa hai pyaaraa 
Ho maaraa 
Ye maaraa wo maaraa ko_ii jiitaa aur ko_ii hai haaraa 
Haar jiit kaa khel ye dekho kitanaa hai pyaaraa -2 
Ye maaraa
    
Himalaye Ki God Mein
Youtube Karaoke
Chaand si mehbooba ho meri kab aisa maine socha tha
Haan tum bilkool waisi ho, jaisa maine socha tha
Chand si mehbooba ho meri, kab aaisa maine socha tha
Haan tum bilkool waisi ho, jaisa maine socha tha 
Na kasmey hain na rasmey hain, na shikwe hain na wadey hain
Na kasmey hain na rasmey hain, na shikwe hain na wadey hain
Ek surat bholi bhaali hai, do naina seedhe saade hain
Do naina seedhe saade hain
Aaisa hi roop khayalon mein tha, aaisa maine socha tha
Haan tum bilkool waisi ho, jaisa maine socha tha 
Meri khushiyan hi na baate, mere gam bhi sehna chahe
Meri khushiyan hi na baate, mere gam bhi sehna chahe
Dekhe na khwab woh mehlon ke, mere dil mein rehna chahe
Mere dil mein rehna chahe
Is duniya mein kaun tha aaisa, jaisa maine socha tha
Haan tum bilkool waisi ho, jaisa maine socha tha
Chand si mehbooba ho meri, kab aaisa maine socha tha
Haan tum bilkool waisi ho, jaisa maine socha tha
Haan tum bilkool waisi ho, jaisa maine socha tha
    

Himalaye Ki God Mein
Main to ek khwaab hu, is khwaab se tu
    
Himmatwala
Ta thaiya ta thaiya ho o
Ta thaiya ta thaiya ho o
Naino me sapna, sapno me sajna
Sajna pe dil aa gaya, kyun sajna pe dil aa gaya
Naino me sapna, sapno me sajna
Sajna pe dil aa gaya, kyun sajna pe dil aa gaya
Kayi albele dekhe, jawani ke rele dekhe
Hasino ke mele dekhe dil pe o ho
Tuhi chha gaya, tuhi chha gaya
Are naino me sapna, sapno me sajni
Sajni pe dil aa gaya, ke sajni pe dil aa gaya
Ta thaiya ta thaiya ho o
Ta thaiya ta thaiya ho o
Na mila koi bhi tujhsa maine dekhi har gali
Maine chhod a zamana saara main tere sang chali
Tan tera khila khila chaman tu jawani ki kali
Teri khushboo hi meri saanso me pal pal hai pali
Baaho ka sahara mila tera jo ishara mila
Mujhe jag saara mila main to ho ho
Tujhe paa gaya, tujhe paa gaya
Naino me sapna, sapno me sajna
Sajna pe dil aa gaya, kyun sajna pe dil aa gaya
Sun jara anadi sun jara kahe kya meri chudiya
Nagin ban ban ke dasti hai mujhko ab ye duriya
Duriya ye majburiya hai bas kuchh hi sal ki
Leke aaunga tere ghar main to ek din palki
Neela gagan hoga sacha bandhan hoga
Apna milan hoga man ko ho ho
Tuhi bha gaya haa tuhi bha gaya
Naino me sapna, sapno me sajna
Sajna pe dil aa gaya, kyun sajna pe dil aa gaya
Are naino me sapna, sapno me sajni
Sajni pe dil aa gaya, ke sajni pe dil aa gaya

Hindustan Ki Kasam

Har taraf ab yahi afsaane hain
Ham teri aankho ke diwaane hain
Har taraf ab yahi afsaane hain…
Itni sachchaai hai in aankho mein
Khote sikke bhi khare ho jaaye
Tu kabhi pyaar se dekhe jo udhar
Sukhe jangal bhi hare ho jaaye
Baag ban jaaye, baag ban jaaye jo viraane hain
Ham teri aankho ke diwaane hain
Har taraf ab yahi afsaane hain…
Ek halka sa ishaara inka
Kabhi dil aur kabhi jaan lootega
Kis tarha pyaas bujhegi uski
Kis tarha uska nasha tootega
Jiski qismat mein, jiski qismat mein ye paimaane hain
Ham teri aankho ke diwaane hain
Har taraf ab yahi afsaane hain…
Neechi nazro mein hain kitna jaadu
Ho gaye pal mein kayi khwaab jawaan
Kabhi uthhne kabhi jhukne ki adaa
Le chali jaane kidhar jaane kaha
Raaste pyaar ke, raaste pyaar ke anjaane hain
Ham teri aankho ke diwaane hain -2
Har taraf ab yahi afsaane hain…
    
Hogi Pyaar Ki Jeet
Dil deewana kehta hai ke pyaar kar 
Jaa kisi ladki se aankhey chaar kar 
Dil Deewana Kehta Hai Ki Pyaar Kar 
Are, Jaa Kisi Ladki Se Aankhey Chaar Kar 
Khuli Zulfein, Baji Paayal 
Nigahoon Ne, Kiya Ghayal 

Hey, Dil Deewana Kehta Hai Ki Pyaar Kar 
Jaa Kisi Ladki Se Aankhey Chaar Kar 
Dil Deewana Kehta Hai Ki Pyaar Kar 
Are, Jaa Kisi Ladki Se Aankhey Chaar Kar 
Khuli Zulfein, Baji Paayal 
Nigahoon Ne, Kiya Ghayal 

Nashe Mein Zindgani Hai 
Ragoon Mein Bhi Rawani Hai 
Badi Pagal Deewani Hai 
Jawani To Jawani Hai 

Nashe Mein Zindgani Hai 
Ragoon Mein Bhi Rawani Hai 
Badi Pagal Deewani Hai 
Jawani To Jawani Hai 

Koi Khaabon Mein Aata Hai 
Koi Neendein Churata Hai 
Koi Chehraa, Koi Jaadu 
Khayaloon Ko Sajataa Hai 
Husn Ke Jalwon Ka Tu Deedar Kar 
Are, Jaa Kisi Ladki Se Aankhey Chaar Kar 
Dil Deewana Kehta Hai Ki Pyaar Kar 
 Jaa Kisi Ladki Se Aankhey Chaar Kar 
Khuli Zulfein, Baji Paayal 
Nigahoon Ne, Kiya Ghayal 

Koi Majnoo, Koi Laila 
Koi Chamiyya, Koi Chaila 
Koi Nehlaa, Koi Dehlaa 
Jawan Aisa Saahed Phela 

Koi Majnoo, Koi Laila 
Koi Chamiyya, Koi Chaila 
Koi Nehlaa, Koi Dehlaa 
Jawan Aisa Saahed Phela 

Koi To Paas Aayega 
Koi To Dil Churayega 
Koi Palkoon Mein Rakhlega 
Koi To Muskurayega 

Aashiqui Mein Khud Ko Beqaraar Kar 
Are, Jaa Kisi Ladki Se Aankhey Chaar Kar 
Dil Deewana Kehta Hai Ki Pyaar Kar 
 Jaa Kisi Ladki Se Aankhey Chaar Kar 
Khuli Zulfein, Baji Paayal 
Nigahoon Ne, Kiya Ghayal 

Come On, Everybody!!! 

Dil Deewana Kehta Hai Ki Pyaar Kar 

Pyaar Kar 

Jaa Kisi Ladki Se Aankhey Chaar Kar 
Dil Deewana Kehta Hai Ki Pyaar Kar 

Pyaar Kar 

Jaa Kisi Ladki Se Aankhey Chaar Kar 
Khuli Zulfein, Baji Paayal 
Nigahoon Ne, Kiya Ghayal 
Khuli Zulfein, Baji Paayal 
Nigahoon Ne, Kiya Ghayal...


    

Contd.....


 

    
Songbook Zipped
Free download 2MB
Ownwith Free Karaoke
A
B
C
D
E
F
G
H
I
J
K
L
M
N
O
P
Q
R
S
T
U
V W X Y
Z
Masood Rana
English songs =>
A
B
C
D
E
F
G
H
I
J
K
L
M
N
O
P
Q
R
S
T
U
V W X Y
Z
<=English songs
     An author of a dozen medical books and Janampatri software, prize winner in most extempore contests participated as student, DoctorKC (1944 born MBBS) solicits invitations to attend debates, declamation contests and such other literary/cultural activities in/around Delhi. No obligations either way.
Dr K Chaudhry
B-1/104 Paschim Vihar, New Delhi-110063 +91-9810570740 http://ukmall.net/doctorkc