|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
Q |
|
|
|
|
V | W | X | Y |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
Q |
|
|
|
|
V | W | X | Y |
|
|
| .....Contd |
|
| Dhal
gaya din ho gayi shaam jaane do jaana hai Dhal gaya din ho gayi shaam jaane do jaana hai Abhi-abhi to aayi ho abhi-abhi jaana hai Dhal gaya din ho gayi shaam jaane do jaana hai Abhi-abhi to aayi ho abhi-abhi jaana hai Dhal gaya din ho gayi shaam jaane do jaana hai Sitam mere dil pe jo dhaaye qasam lage usko meri jo jaaye Sitam mere dil pe jo dhaaye qasam lage usko meri jo jaaye Na aise dekho mujhe na roko zara ye socho bura zamana hai Dhal gaya din ho gayi shaam jaane do jaana hai Guzari saath hamne kayi rate na jaane kab khatm hogi teri baate Guzari saath hamne kayi rate na jaane kab khatm hogi teri baate Abhi na jaana koyi tarana koyi fasaana abhi sunana hai Dhal gaya din ho gayi shaam jaane do jaana hai Banate ho ye roz hi bahana na jaane dega aaj tumko ye diwana Banate ho ye roz hi bahana na jaane dega aaj tumko ye diwana Maana ji maana tu hai diwana mera diwana bada sayana hai Dhal gaya din ho gayi shaam jaane do jaana hai Abhi-abhi to aayi ho abhi-abhi jaana hai Dhal gaya din ho gayi shaam jaane do jaana hai |
Smule
MEENU Smule ANITHA K |
| Dukh dard se jag mein koyee azaad nahin hai |
| Haye re haye neend nahin aaye Chain nahin aaye dil mein tu samaaye Aaya pyar bhara mausam deewana, deewana Haye re haye neend nahin aaye Chain nahin aaye dil mein tu samaaye Aaya pyar bhara mausam deewana, deewana Koi dekh le agar, gham na kar Koi dekh le agar, tu gham na kar Mujhe to lag raha hai dar, kyun magar Rut suna rahi hai preet ki kahaniyan Haye re haye, haye Mast ghata chhaaye, haye Pyaas na bujhaaye, haye Aag si lagaye Aaya pyar bhara mausam deewana, deewana Dil ne dil se kya kaha, kya pata Dil ne dil se kya kaha, yeh kya pata Zara sa mere paas aa, kyun bhala Aa tujhe main de doon prem ki nishaniyan Haye re haye jaan ghabaraaye Aankh jhuki jaaye, saans ruki jaaye Aaya pyar bhara mausam deewana, deewana Chhedti hai yeh hawa, kya hua Chhedti hai yeh hawa, to kya hua Jaga hai dil mein dard sa, kyun bhala Rang la rahi hain pyar ki jawaaniyan Haye re haye, haye Zulf ke yeh saaye, haye Hosh uda jaaye, haye Paanv dagmagaaye Aaya pyar bhara mausam deewana, deewana Ho aaya pyar bhara mausam deewana, deewana |
Smule
ANARKALI Smule PREETI |
| Smashits |
Kab tak terii duniyaa men
ye andher rahegaa -2
Paanii kii tarah khuun
gariibon kaa bahegaa-2
Kab tak terii duniyaa men
ye andher rahegaa
Sansaar men dukhiyon ko
tere chain nahiin hai-2
Rahane ke liye ghar hai
naa basane ko zamiin hai
Fariyaad fariyaad hai
fariyaad hai ye raaz nahiin hai
Ye zulm kahaan tak ko_ii
insaan sahegaa-2
Kab tak terii duniyaa men
ye andher rahegaa
Dhanvaalon kii duniyaa
men kafan ke bhii hain laale
Chiine liye jaate hain ye
ab muun ke nivaale
Panje se amiirii ke
gariibii ko sulaale-2
Varanaa teraa phir
puujanevaalaa naa rahegaa-2
Kab tak terii duniyaa men
ye andher rahegaa
Ham kyaa hain gariib aa_o
aa_o gariib aa_o amiiron ko bataaden
Mahlon kii utho iint se
ham iint bajaaden
Maanaa ke ye zaalim hamen
duniyaa se mitaaden
Duniyaa men gariibon kaa
magar naam rahegaa-2
Kab tak terii duniyaa men
ye andher rahegaa
Kab tak terii duniyaa
men
Bhagavaan bhagavaan
|
| Phuulon men nazar ye kaun aayaa
Kaun aayaa -2 Bholepan se aankh men aa kar Dil men jo muskaayaa Kaun aayaa -2 Phuulon men nazar ye kaun aayaa Jaane nazar men kyaa thaa jaaduu Dil pe nahiin jo apanaa qaabuu -2 Aise ik naakaam nahiin the Aise ik naakaam nahiin the Saaraa hosh ganwaayaa Kaun aayaa -2 Phuulon men nazar ye kaun aayaa Kaun aayaa Usane dikhaa ke mukhadaa sundar Bhar diin bijaliyaan dil ke andar -2 Chain nahiin ab aaye man ko Chain nahiin ab aaye man ko Kyaa zamaanaa aayaa Kaun aayaa -2 Phuulon men nazar ye kaun aayaa Kaun aayaa -2 |
| Smashits |
Ye desh
Ye desh hamaaraa
pyaaraa
Hindustaan jahaan se
nyaaraa -2
Hindustaan ke ham hain
pyaare
Hindustaan hamaaraa
pyaaraa -2
Ye desh
Ye desh hamaaraa
pyaaraa
Hindustaan jahaan se
nyaaraa
Maanaa ke hain ham hind
ke rahane
Waale bhuukhe marate hain
-2
Lekin isake ann se ab
bhii
Log jahaan ke palate hain
-2
Ye desh
Ye desh hamaaraa
pyaaraa
Hindustaan jahaan se
nyaaraa
Jaag uthe hain hind ke
baasii
Ham ye zaahir kar denge
-2
Waqt padaa to desh pe
apanii
Jaan nichhaawar kar denge
-2
Ye desh
Ye desh hamaaraa
pyaaraa
Hindustaan jahaan se
nyaaraa
Le ke rahenge ham
aazaadii
Wo din aane waalaa
hai
Wo din aane waalaa hai
-2
Jhandaa apanaa saarii
duniyaa
Par laharaane waalaa hai
-2
Ye desh
Ye desh hamaaraa
pyaaraa
Hindustaan jahaan se
nyaaraa
Hindustaan ke ham hain
pyaare
Hindustaan hamaaraa
pyaaraa
Ye desh
Ye desh hamaaraa
pyaaraa
Hindustaan jahaan se
nyaaraa
|
| Main
tainu samjhawa ki na tere bina lagda jee Main tainu samjhawa ki na tere bina lagda jee Tu ki jane pyar mera main karu intzaar tera Tu dil tuiyo jaan meri, jaan meri, jaan meri Mere dil ne chhun laiya ne tere dil diyan raha Mere dil ne chhun laiya ne tere dil diyan raha Tu jo mere naal tu rahta turpe meriya saha Jeena mera haye hun hai tera ki main kara Tu kar aitbaar mera main karu intzaar tera Tu dil tuiyo jaan meri, jaan meri, jaan meri Main tainu samjhawa ki na tere bina lagda jee Ve changa nahiyon keeta biba Ve changa nahiyon keeta biba dil mera tod ke Ve bada pachtaiyan akhan Ve bada pachtaiyan akhan naal tere jod ke |
Smule
SHARAN |
|
Dil ne kar liya aitbaar
|
|
[Kisi pathar
ki murat se mohabbat ka iraada hai
Parastish ki
tamanna hai, ibaadat ka iraada hai] -2
Kisi pathar
ki murat se
Jo dil ki
dhadhkane samjhe na aankho ki zubaan samjhe -2
Nazar ki
guftagoo samjhe na jazbon ka baiyaan samjhe -2
Ussi ke
saamne uski shikaayat ka iraada hai -2
Kisi pathar
ki murat se mohabbat ka iraada hai
Parastish ki
tamanna hai, ibaadat ka iraada hai
Kisi pathar
ki murat se
Suna hai har
jawaan pathar ke dil mein aag hoti hai -2
Magar jab tak
na chhedo sharmgi parde mein soti hai
Ye socha hai
ke dil ki baat uske roobaroo keh dein
Nateeja kuch
bhi nikle aaj apni aarzoo keh dein
Harek be-jaan
takkaluf se bagaawat ka iraada hai -2
Kisi pathar
ki murat se
Mohabbat
berukhi se aur badhhkegi woh kya jaane -2
Tabeeyat is
adaa pe aur phadkegi woh kya jaane -2
Woh kya jaane
ke apna kis qayaamat ka iraada hai -2
Kisi pathar
ki murat se mohabbat ka iraada hai
Parastish ki
tamanna hai, ibaadat ka iraada hai
Kisi pathar
ki murat se
|
| He neele gagan ke tale dharati ka pyaar
pale Aise hii jag mein, aatii hain subahen Aise hii shaam dhale Shabanam ke motii, phuulo.n pe bikhare
Balakhaatii belen, mastii men khelen
Nadiyaa kaa paanii, dariyaa se milake
|
| Na munh chhupa ke jeeyo aur na sar jhooka
ke jeeyo -2 Ghamo ka daur bhi aaye toh muskura ke jeeyo Na munh chhupa ke jeeyo, aur na sar jhooka ke jeeyo -2 Ghata mein chhup ke sitaare, fanaah nahi
hote -2 Na jaane kaun sa pal maut ki amaanat ho
-2 Ye zindagi kisi manzil pe ruk nahi sakti
-2 |
| nirmalshyamdelhi |
Tum agar saath dene ka
vaada karo
Main yunhii mast nagame
lutaataa rahun
Tum mujhe dekhakar
muskuraatii raho
Main tumhen dekhakar giit
gaataa rahuun, tum agar
Kitane jalave fizaaon
mein bikhare magar
Maine abatak kisiko
pukaraa nahiin
Tumako dekhaa to nazaren
ye kahane lagiin
Hamako chehare se hatanaa
gavaaraa nahiin
Tum agar merii nazaron ke
aage raho
Main har ek shah se
nazaren churaataa rahuun, tum agar
Maine Kvaabon mein
barason taraashaa jise
Tum vahii sa.ng-e-maramar
kii tasvir ho
Tum na samajho tumhaaraa
muqaddar hun main
Main samajhataa hun tum
merii taqadiir ho
Tum agar mujhako apanaa
samajhane lago
Main baharon kii mahafil
sajaataa rahun, tum agar
Main akelaa bahut der
chalataa rahaa
Ab safar zindagaanii ka
katataa nahiin
Jab talak koi rangiin
sahaaraa naa ho
Vaqt qaafir javaanii kaa
kaTataa nahiin
Tum agar hamaqadam banake
chalatii raho
Main zamiin par sitaare
bichhaataa rahun
Tum agar saath dene ka
vaadaa karo
|
| Tumsa koi dusra is zameen pe hua
To rab se shikaayat hogi Tumhaari taraf rukh kisi gair ka hua To qayaamat se pehle qayaamat hogi Tune zindagi mein aake Ab gawaara nahin, koi aur bhi ho
Teri taareef gar aaina bhi kare
|
|
|
Dil tu bhi
gaa pyaar me muskara
Dil tu bhi
gaa pyaar me muskara
Sapne me jo aate hain akasarMehfil men un
ko bulaa
Kal jo hua so
hua bhool ja
Sapne me jo aate hain akasar
Mehfil men un
ko bulaa
Vo bhi na bole ham bhi na bole aankh mili pahachaan hui Koyee chala
jab saath safar men
Ham ko dagar aasaan hui Ham ko dagar
aasaan hui
Dil
tu bhi gaa pyaar me muskara
Sapne me jo aate hain akasarMehfil
men un ko bulaa
Kal
jo hua so hua bhool ja
Sapne me jo aate hain akasar
Mehfil
men un ko bulaa
khud ko bhulaana seekh liya Mast nagar ke
jaam me humne
Ghum ko dubana seekh liya Ghum ko
dubana seekh liya
Dil tu
bhi gaa pyaar me muskara
Sapne me jo aate hain akasar
Mehfil
men un ko bulaa
Kal jo hua so hua bhul jaMehfil men
un ko bulaa
Dard bala ka dard hai lekin hosh nahin to kuchh bhi nahin Aaj jahaan ko
ham duniya ko
Chhod ke aaye door kahin Chhod ke aaye
door kahin
Dil tu
bhi gaa pyaar me muskara
Sapne me jo aate hain akasar
Mehfil
men un ko bulaa
Kal jo hua so hua bhul jaMehfil men
un ko bulaa
|
| Mujhko apne gale laga
lo aye mere humrahee - (2) Tumko kya batlau mai ke tumse kitna pyar hai Mujhko apne gale laga lo aye mere humrahee Tum ko kya batlau mai ke tumse kitna pyar hai Mujhko apne gale laga lo..... Jab tum mujhse dur rehte ho jiya meraa ghabarata hai Nind aankho se udd jatee hai chand gagan barsata hai Dono pehlu jal jate hai aag me aag lagata hai Jaise tadpe bin jal machhlee (pyar mujhe tadpata hai -2) Iss uljhan se mujhko bachalo aye mere humrahee Tumko kya batlau mai ke tumse kitna pyar hai Mujhko apne gale laga lo aye mere humrahee Tumko kya batlau mai ke tumse kitna pyar hai Mujhko apne gale laga lo Jin raho par hanske chalo tum phul wahan khil jate hai Dam lene ko jahan ruko tum madhushale ban jate hai Tumko chhu kar pawan jhakore khushbu lekar jate hai Lekin ham toh dekh ke surat (dil thame reh jate hai -2) Dil se dil ke tar mila lo aye mere humrahee Tumko kya batlau mai ke tumse kitna pyar hai |
Smule
Sony Smule ANITHA K Smule ARA RSG |
| Wo chale jhatak ke daaman meri aarzoo
mitaake Mera dil wo le gaye hain mujhe rah mein bithaa ke Wo chale jhatakte daaman meri aarzoo mitaake Koyee unse itna kah de main unhee ka ho
chuka hoon -2 Na bhujhegi baadlon se na bhujhegi
aansuon se -2 |
Smule
DoctorKC Smule NEETA SHARMA |
| Ye aansoo mere dil kee zubaan hain
Main rooo to ro de aansoo, main has doo to has de aansoo Aankh se tapakee jo chingaaree, har
aansoo mein chhabee tumhaaree Jeewan path par jeewan saathee, saath
chale ho munh naa modo |
Smule Kamal
Verma Smule SVK Sharma Smule Ashwini Dhiman Smule Dr SK Bhopale Smule Naidamma Smule Rekha Baxi Smule David |
|
Dil ki awaaz
bhi sun mere fasaane pe na jaa
Meri nazron
ki taraf dekh zamaane pe na jaa
Ik nazar pher
le jinhe ki ijaazat de de
Ruthhne waale
woh peheli si mohabbat de de
Ishq maasoom
hai
Ishq maasoom
hai ilzaam lagaane pe na jaa
Meri nazron
ki taraf dekh zamaane pe na jaa…
Waqt insaan
pe aisa bhi kabhi aata hai
Raah mein
chhodke saaya bhi chala jaata hai
Din bhi
niklega kabhi
Din bhi
niklega kabhi raat ke aane pe na jaa
Meri nazron
ki taraf dekh zamaane pe na jaa…
Main haqeeqat
hun ye ik roz dikhaaunga tujhe
Begunaahi pe
mohabbat ki rulaaunga tujhe
Daag dil ke
nahin mit-te hain mitaane pe na jaa
Meri nazron
ki taraf dekh zamaane pe na jaa…
|
Smule
Archana Shukla Smule MAYA SINGH |
| Ae mekhi hawa mujhe le jaa wahan
Mile zameen se jahan jhuk jhuk aasman Jahan aankhon mein ho ek pyaara sama Jahan waadiyon se uthe ruk ruk ke dhuan Sheher door se hain kahin woh jagah
Ae mekhi hawa mujhe le jaa wahan
Mein wahan hoon ho tanhaiyan
Ae mekhi hawa mujhe le jaa wahan
|
| Asmaan ke hain sare taare Hai Mera chaand kahan Ankhein hai num Dil mein hai gum Ho kuch to rehem khuda OuouOO Oo Mere Pyaar se Mila OuouOO Oo Sun Le meri dua Hai char din zindagi Gum hain Bepanaah Yeh dil mera ho gaya Dard-e-be-dawa Berang hai Mera jahan Kismat meri Saja zara Asmaan ke hain sare taare Hai Mera chaand kahan Ankhein hai num Dil mein hai gum Ho kuch to rehem khuda OuouOO Oo Mere Pyaar se Mila OuouOO Oo Sun Le meri dua Chahat ki rasmon ko Hum nibahye Jaate hain Ishq ke dard ko sehte hain Aahon mein Ashko Mein Raaatein Guzre Sanam Imtehaan Sab De Chuke Abb to Dede Sila OuouOO Oo Mere Pyaar se Mila OuouOO Oo Sun Le meri dua Dil-e-Nada Maane Abb Na Yeh zid pe hai Yahan Chahton De Nishani Ya Mita Mere Nishan Berang Hai Mera Jahan Kismat meri saja zara [OuouOO Oo Mere Pyaar se Mila OuouOO Oo Sun Le meri dua]2 |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
Q |
|
|
|
|
V | W | X | Y |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
Q |
|
|
|
|
V | W | X | Y |
|
|