.....Contd
Youtube videos may not stay for long. In
case you find a linked video missing, please message
at facebook.com/doctorkc
Sarfarosh
| Hosh waalon ko khabar kya |
|
|
Jo haal dil ka idhar ho rahaa
hai
|
|
Mujhe raat din
bas mujhe chaahti ho - 2
Kaho Na Kaho
Mujhko Sab Kuch Pataa Hai
Haan, Karoon
Kya Mujhe Tum Bataati Nahin Ho
Chhupaati Ho
Mujhse Yeh Tumhaari Khataa Hai
Aa Mujhe Raat
Din, Bas Mujhe Chaahti Ho
Meri Beqaraari
Ko Had Se Badhaana
Tumhe Khoob
Aata Hai Baatein Banaana
Nigaahein
Milaake Yun Mera Chain Lena
Sataake
Mohabbat Mein Yun Dard Dena
Mujhe Dekhke
Aise Palkein Jhukaana
Sharaarat Nahin
Hai To Phir Aur Kya Hai
Aa Mujhe Raat
Din, Bas Mujhe Chaahti Ho
Tumhe Neend
Aayegi Ab Na Mere Bin
Mujhe Hai
Yakeen Aisa Aayega Ek Din
Khuli Teri
Zulfon Mein Soya Rahoonga
Tere Hi
Khayaalon Mein Khoya Rahoonga
Kabhi Gaur Se
Meri Aankhon Mein Dekho
Meri Jaan
Tumhaara Hi Chehraa Chhupaa Hai
Aa Mujhe Raat
Din, Bas Mujhe Chaahti Ho
Kaho Na Kaho
Mujhko Sab Kuch Pataa Hai
Haan, Karoon
Kya Mujhe Tum Bataati Nahin Ho
Chhupaati Ho
Mujhse Yeh Tumhaari Khataa Hai
Aa Mujhe Raat
Din, Bas Mujhe Chaahti Ho
Mm, Hmm Hmm
Hmm, Eh Hey, La La La
|
Zindagi maut na ban jaaye
sambhaalo yaaro - 2
Kho raha chain-o-aman
Kho raha chain-o-aman
Haan, mushkilon mein hai watan
Mushkilon mein hai watan
Sarfaroshi ki shama dil mein jala
lo yaaron
Zindagi maut na ban jaaye,
sambhaalo yaaron
Zindagi maut na ban jaaye,
sambhaalo yaaron
Kho raha chain-o-aman
Kho raha chain-o-aman
Haan, mushkilon mein hai watan
Mushkilon mein hai watan
Sarfaroshi ki shama dil mein jala
lo yaaron yaaron yaaron
Zindagi maut na ban jaaye,
sambhaalo yaaron
Ek taraf pyaar hai chaahat hai
vafaadaari hai
Ek taraf desh mein, desh mein
Ek taraf desh mein dhoka hai
gaddaari hai
Bastiya sehmi hui sehma chaman
saara hai
Gham mein kyoon dooba hua aaj sab
nazaara hai
Aag paani ki jaga ab jo
barsaayenge
Lehlaate hue sab khet jhulas
jaayenge jaayenge jaayenge
Kho raha chain-o-aman
Kho raha chain-o-aman
Haan, mushkilon mein hai watan
Mushkilon mein hai watan
Sarfaroshi ki shama dil mein jala
lo yaaron
Zindagi maut na ban jaaye,
sambhaalo yaaron
Zindagi maut na ban jaaye,
sambhaalo yaaron
Haan, kho raha chain-o-aman
Kho raha chain-o-aman
Haan, mushkilon mein hai watan
Mushkilon mein hai watan
Sarfaroshi ki shama dil mein jala
lo yaaron
Zindagi maut na ban jaaye,
sambhaalo yaaron
Zindagi maut na ban jaaye,
sambhaalo yaaron
Chand sikkon ke liye tum na
karo kaam bura
Na karo kaam bura, na karo kaam
bura
Na karo kaam bura
Na karo kaam bura
Har buraayi ka sada hota hai
anjaam bura
Har buraayi ka hota hai bas
anjaam bura anjaam bura
Anjaam bura anjaam bura
Anjaam bura anjaam bura
Jurm waalon ki kahan umr badi
hai yaaron
Inki raahon mein sada maut khadi
hai yaaron
Zulm karne se sada zulm hi
haazil hoga
Jo na sach baat kahe voh koi
buzdil hoga
Sarfaroshon ne lahoon deke jisse
seencha hai
Aise gulshan ko ujadne se bacha
lo yaaron
Sarfaroshi ki shama dil mein
jala lo yaaron yaaron yaaron
Zindagi maut na ban jaaye,
sambhaalo yaaron
Zindagi maut na ban jaaye,
sambhaalo yaaron
Kho raha chain-o-aman
Kho raha chain-o-aman
Mushkilon mein hai watan
Mushkilon mein hai watan
Sarfaroshi ki shama dil mein
jala lo yaaron
Zindagi maut na ban jaaye,
sambhaalo yaaron - 4
(Aah, aah, aah...)
|
|
Sargam
| YouTube Video |
Hum to chale
pardes hum pardesi ho gaye
Choota apna des
hum pardesi ho gaye...
Yeh Galiyan
path Panghat, Yeh Mandir,
Barson Purana,
Barason Purana,
Kal Tak Yeh Sab
Apna Tha, Ab Lagata Hai Begana,
Badala Jag Ne
Bhes, Badala Jag Ne Bhes,
Hum Pardesi
Hogaye, Chuta Apna Des Hum Pardesi Ho gaye
Ay Panchi Hum
Kismat Ke Maaron Ko,
Bhul Na Jaana,
Bhul Na Jaana,
Aate Jaate
Khair Khabar Sab Logon Ki De Jaana,
Le Jaana
Sandes, Le Jaana Sandes,
Hum Pardesi
Hogaye, Chuta Apna Des Hum Pardesi Ho gaye
Hum Tho Chale
Pardes Hum Pardesi Ho gaye,
Chuta Apna Des
Hum Pardesi Ho gaye...
|
Sarswati Chandra
| Chandan saa badan chanchal
chitawan
Dheere
se teraa ye musakaanaa
Mujhe
dosh naa denaa jagawaalon
Ho
jaaoon agar main deewaanaa
Ye
kaam kamaan bhawen teree
Palako
ke kinaare kajaraare
Maathe
par sindooree suraj
hothhon
pe dahakate angaare
saayaa
bhee jo teraa pad jaaye
aabaad
ho dil kaa wiraanaa
tan
bhee sundar, man bhee sundar
too
sundarataa kee murat hai
kisee
aaur ko shaayad kam hogee
muze
teree bahot jarurat hai
pahale
bhee bahot dil tarasaa hai
too
aaur naa dil ko tarasaanaa
|
|
Sarswati Chandra
| Hamne apna sab kuchh khoya pyaar |
|
|
Phool tumhe bheja hai
khat me
Phool nahi mera dil
hai
Phool tumhe bheja hai
khat me
Phool nahi mera dil
hai
Priytam mere mujhko
likhna
Kya yeh tumhare kabil
hai
Pyar chupa hai khat me
itna
Jitne saagar me moti
Pyar chupa hai khat me
itna
Jitne saagar me moti
Chum hi leta haath
tumhara
Paas jo tum mere hoti
Phool tumhe bheja hai
khat me
Neend tumhe to aati
hogi
Kya dekha tumne sapna
Neend tumhe to aati
hogi
Kya dekha tumne sapna
Aankh khuli to tanhai
thi
Sapna ho na saka apna
Tanhai hum dur karege
Le aao tum sahnai
Le aao tum sahnai
Preet bada kar bhul na
jana
Preet tumhi ne
sikhlayi
Phool tumhe bheja hai
khat me
Phool nahi mera dil
hai
Phool tumhe bheja hai
khat me
Khat se ji bharta hi
nahi
Ab nain mile to chen
mile
Khat se ji bharta hi
nahi
Ab nain mile to chen
mile
Chand hamare agna utre
Koi to aisi rain mile
Milna ho to kaise mile
hum
Milne ki surat likh do
Milne ki surat likh do
Nain bichaye baithe
hai hum
Kab aaoge khat likh do
Phool tumhe bheja hai
khat me
Phool nahi mera dil
hai
Priytum mere muhjko
likhna
Kya yeh tumhre kabil
hai
Phool tumhe bheja hai
khat me
Phool nahi mera dil
hai
priytam mere muhjko
likhna
kya yeh tumhare kabil
hai
Phool tumhe behja ha
khat me |
Smule RIDHIMA
|
Sassi Punnu
| Lagee waale te kadi naeeon
saunde |
|
Sasural
| Ja apni hasraton pe aansu bahaa ke so ja |
|
|
Teri
pyaari pyaari surat ko kissi nazar na lage
chashme baddur (2)
Mukhde
ko chhupa lo aanchal mein kahin meri nazar na
lage chashme-baddur
Yoon
na akele phira karo sab ki nazar se daraa karo
(2)
Phool
se jyada nazuk ho tum jaal sambhal kar chala
karo
Zulfon
ko gira lo gaalo par mausam ki nazar na lage
chashme-baddur
Teri
pyaari pyaari surat ko kissi nazar na lage
chashme-baddur
Ek
jhalak jo paata hai raahi wahin ruk jaata hai
(2)
Dekh
ke tera roop salona chaand bhi sir ko
chhupaata hai
Dekha
na karo tum aaina kahin uss ki nazar na lage
chashme-baddur
Teri
pyaari pyaari surat ko kissi nazar na lage
chashme-baddur
Mukhde
ko chhupa lo aanchal mein kahin meri nazar na
lage chashme-baddur
|
|
Sati Naari
| |
Namaami brahma,
namaami vishnu, namaami maheshwaraay
Tum naacho ras
barse, barse -2
Tum naacho ras
barse
Bheege
ghunghat, bheege aanchal
Bheege naina,
bheege kaajal
Praan praan
tarse
Tum naacho ras
barse, barse -2
Tum naacho ras
barse
Ga Re Sa Ni, Ni
Re Ma Ga, Pa Ma Ma Re, Dha Pa, Dha Ma
Pa,
Ma Re Ga Sa Ga
Re Ni Pa Pa Ni Re Pa Ma Ma Re
Pa Ma Dha Pa Ni
Dha Ma Re Sa
Ude gandh swar
disha disha mein
Bhed rahe na
usha nisha mein
Bhuvan bhuvan
sar se
Tum naacho ras
barse, barse -2
Tum naacho ras
barse
Ghunghroo thir
ke aangan aangan
Ranana ranana
nupoor dhun gungun
Swar mridang
garje…aa…aa…
Swar mridang
garje…
Tum naacho ras
barse, barse -2
Tum naacho ras
barse
|
Satta
Gungunaati hai geet gaati hai
zindagi
Tum jo aaye to
Muskuraati hai, khilkhilaati hai
zindagi
Tum jo aaye to
Dil mein ab jaise kaliyaan si
khilti hai - 2
Gul khilaati hai, maheke jaati hai
zindagi
Tum jo aaye to
Gungunaati hai, geet gaati hai
zindagi
Tum jo aaye to
Muskuraati hai, khilkhilaati hai
zindagi
Tum jo aaye to
Bechain ek
laher thi, ab use mil gaye hain kinaare-2
Betaab ek nazar thi, ab use mil
gaye hain nazaare
Dil mein ab jaise tasveerein banti
hain - 2
Gudgudaati hai, chhed jaati hai
zindagi
Tum jo aaye to
Gungunaati hai, geet gaati hai
zindagi
Tum jo aaye to
Paaya jo dil
ne tumko zindagi har khushi paa gayi hai - 2
Mere hamsafar ho tum jo raah mein
raushni chhaa gayi hai
Dil mein ab jaise kirne si
chhanati hai - 2
Jhilmilaati hai, jagmagaati hai
zindagi
Tum jo aaye to
Gungunaati hai, geet gaati hai
zindagi
Tum jo aaye to
Muskuraati hai, khilkhilaati hai
zindagi
Tum jo aaye to |
|
Satta Bazaar
| YouTube Video |
Suno bhaayee
[Aankade ka
dhandhaa, ek din tezi sau din mandaa
Pyaare chhod ye
kaam nahin to
Bolo e raam -
3]-2
Bure kaam kaa buraa natijaa
Kah gae gyaani
dhyaani-2
Race ke ghode
par aati hai Pal bhar mast javaani-2
Mindi bhii ban
jaaegaa phanda
Baabu mat kar
aisa dhandhaa
Pyaare chhod ye
kaam nahin to
Bolo e raam - 3
Aankade ka
dhandhaa, ek din tezi sau din mandaa
Pyaare chhod ye
kaam nahin to
Bolo e raam - 3
Sach buzurgon ne faramaayaa
Rakh le isako
dil men-2
Jisane ki botal
se yaarii, band Huaa botal men -2
Sar pe pade
pulis ka dandaa
Baabu mat kar
aisaa dhandhaa
Pyaare chhod ye
kaam nahin to
Bolo e raam -
3
Aankade ka
dhandhaa, ek din tezi sau din mandaa
Pyaare chhod ye
kaam nahin to
Bolo e raam - 3
Pattebaazi men laakhon
Ke patte katate
dekhe-2
Mahalon vaale
bebhaav Baazaar men bikate dekhe-2
Jokar ban jaata
hai bandaa
Baabu mat kar
aisaa dhandhaa
Pyaare chhod ye
kaam nahin to
Bolo e raam - 3
Aankade ka
dhandhaa, ek din tezi sau din mandaa
Pyaare chhod ye
kaam nahin to
Bolo e raam - 3
Jeet gayaa ye haath hain kaale
Haaraa to munh
kaala-2
Sattebaaji men
laakhon ka Nikalaa hai deevaala-2
Khaanaa pade
maang kar chandaa
Baabu mat kar
aisaa dhandhaa
Pyaare chhod ye
kaam nahin to
Bolo e raam - 3
Aankade ka
dhandhaa, ek din tezi sau din mandaa
Pyaare chhod ye
kaam nahin to
Bolo e raam - 3
|
Chaandi ke chand tukadon ke
liye
Imaan ko bechaa jaata hai
Imaan ko bechaa jaata hai
Masjid mein khudaa aur mandir
mein
Bhagavaan ko bechaa jaataa
hai
Bhagavaan ko bechaa jaataa
hai
Yahaan aise
bhi kuchh kaliyaan hain
Jo naa bole, naa muh kholen
Daulat ke taraazuu me inako
Khud fainkne vaale hi tole
Saiyaadon ki is basti mein
Anjaan ko bechaa jaataa hai
Anjaan ko bechaa jaataa hai
Chaandi ke chand tukadon ke
liye
Imaan ko bechaa jaata hai
Imaan ko bechaa jaata hai
Har cheez ka
saudaa hotaa hai
Har cheez yahaan par bikati hai
Dhanavaano ke aage nirdhan
kyaa
Ab saari khudaai jhookati
hai
Bebas inasaanon ke har ik
Aramaan ko bechaa jaataa hai
Aramaan ko bechaa jaataa hai
Chaandi ke chand tukadon ke
liye
Imaan ko bechaa jaata hai
Imaan ko bechaa jaata hai
Ai maalik
tune likhi hain
Patthar ki kalam se taqadiren
Majabur musabir dekh rahaa
Ye khun-e-jigar ki
tasaviiren
Insaan ke haathon hi ab to
Insaan ko bechaa jaataa hai
Inasaan ko bechaa jaataa hai
Chaandi ke chand tukadon ke
liye
Imaan ko bechaa jaata hai
Imaan ko bechaa jaata hai
Imaan ko bechaa jaata hai |
|
|
Tumhe
yaad hogaa
kabhee hum mile the
Tumhe
yaad hogaa
kabhee hum mile the
Mohabbat kee raahon me
mil ke chale the
Bhulaa
do mohabbat me
hum tum mile the
Sapna
hee samajho ke
mil ke chale the
Bhulaa
do mohabbat me
hum tum mile the
Dooba hun ghum kee
gaharaeeyon me
Sahaara
hai yaadon kaa
tanahaeeyon men
Dooba
hun ghum kee
gaharaeeyon me
Sahaara
hai yaadon kaa
tanahaeeyon me
Sahaara hai yaadon kaa
tanahaeeyon me
Bhulaa
do mohabbat me
hum tum mile the
Kahin aur dil kee
duniya basaa lo
Kasam
hai tumhe wo
kasam tod daalo
Kahin
aur dil kee
duniya basaa lo
Kasam
hai tumhe wo
kasam tod daalo
Kasam hai tumhe wo
kasam tod daalo
Tumhe yaad hogaa
kabhee hum mile the
Nayee dil kee duniyaan
basaa naa sakoonga
Jo
bhoole ho tum wo
bhula naa sakoonga
Nayee
dil kee duniyaan
basaa naa sakoonga
Jo
bhoole ho tum wo
bhula naa sakoonga
Jo
bhoole ho tum wo
bhula naa sakoonga
Bhulaa do mohabbat me
hum tum mile the
Agar zindagi ho apne hi bas me
Tumhaari
kasam hum
na bhoolen wo kasme
Agar zindagi ho apne hi
bas me
Tumhaari
kasam hum
na bhoolen wo kasme
Tumhaari kasam hum
na bhoolen wo kasme
Tumhe yaad hogaa
kabhee hum mile the
Mohabbat kee raahon me
mil ke chale the
Bhulaa do mohabbat me
hum tum mile the
Sapna
hee samajho ke
mil ke chale the
Bhulaa
do mohabbat me
hum tum mile the
|
Smule VEENA
Smule WASIM BAIG
Smule MAJYKU |
Satte Pe Satta
| Dilbar mere kab tak mujhe |
|
Satya
Golii maar bheje men
Dhichaki_uun
Ke bhejaa shor karataa hai -2
Bheje kii sunegaa to maregaa
kalluu -2
Are tuu karegaa duusaraa bharegaa
kalluu
Maamaa kalluu maamaa
He maamaa kalluu maamaa
Golii maar bheje men
Dhichaki_uun
Bhejaa shor karataa hai
Bheje kii sunegaa to maregaa
kalluu
Are tuu karegaa duusaraa bharegaa
kalluu
Maamaa kalluu maamaa
He maamaa kalluu maamaa
E soch woch chhod bhejaa kaahe ko
kharonchanaa
Maamaa kalluu maamaa
Waah
Apanaa kaam maal haath aaye to
dabochanaa
Maamaa kalluu maamaa
Soch woch chhod bhejaa kaahe ko
kharonchanaa
Apanaa kaam maal haath aaye to
dabochanaa
Akkaa akkaa jo bhii phatakaa
jhatakaa de
Latakaa latakaa daal matakaa are
satakaa de
Yede wo maregaa jo daregaa kalluu
Bheje kii sunegaa to maregaa
kalluu
Maamaa kalluu maamaa
He maa aamaa kalluu maamaa
Maa maa maa maa -2
Din men kholii raat tiin battii pe
guzaar dii
Thodii chadh ga_ii to tiin pattii
men utaar dii
Din men kholii raat tiin battii pe
guzaar dii
Thodii chadh ga_ii to tiin pattii
men utaar dii
Are khopadii kii jhopadii men
phatakaa de
Aad phaad maar chhaad katakaa de
katakaa de
Chhokaron kii naukarii karegaa
kalluu
Bheje kii sunegaa to maregaa
kalluu
Maamaa kalluu maamaa
He maamaa kalluu maamaa
E golii maar bheje men
Dhichakeuun
Ke bhejaa shor karataa hai
Bheje kii sunegaa to maregaa
kalluu
Tuu karegaa duusaraa bharegaa
kalluu
Maamaa kalluu maamaa
Maamaa
He maamaa kalluu maamaa
Maamaa kalluu maamaa
Maamaa
He maamaa kalluu maamaa
Maamaa kalluu maamaa
Maamaa |
|
Satyakaam
Satyam Shivam
Sundaram
| Yashomati maya se poochhe |
|
Satyamev Jayte
Satyavaan
Satyavaadi
| Haal-e-dil hamaara, jaane na
bewafa ye |
|
Saudagar
|
| Tera mera saath rahe |
|
|
Sajna hai
mujhe, sajna ke liye
Jara uljhi
latein sanwaar loon
Har ang ka rang
nikhaar loon ..... Sajna hai mujhe ......
Paani pade tan
pe to shola nikle
Jaane kaisi
agan mein badan jale, din bhar ki thakan utaar
loon
Har ang ka rang
nikhaar loon, sajna hai mujhe ......
Ang ang dholoon
jara mal mal ke
Phool si mahek
uthoon main khilke
Titali se pankh
udhaar loon
Har ang ka rang
nikhaar loon, sajna hai mujhe ......
Sajdhaj ke mein
jara banthan ke
Baan chalaongi
mein nainan ke
Aaina jara
nihaar loon, khud apni nazar utaar loon
Main to saj gai
re sajna ke liye
Main to saj gai
re sajna ke liye.
|
Har haseen cheez ka main
talabgar hoon
Rakta phoolon ka geeton ka bhi
maan hoon
Har haseen cheez ka
Sara gaon mujhey rasiya kahey
Jo bhi dekke man basiya kahey
Sab ki nazaron ka ik main hi didar
hoon
Har haseen cheez ka
Koi kahey bhanwra mujhey koi
diwana
Bedh mere man ka magar
Kisine na jaana
Rona maine kabhi sikha nahin
Chakha jeevan main phal fika nahin
Main toh har maul dene ko taiyar
hoon
Rasta phoolon phoolon ka
Geeton geeton ka bhi maan hoon
Har haseen cheez ka |
|
|
Gopi jan ras
raas abhilaashi
Kaurav kaaling
kans vinasi
Himkar baanuk
saan prakasi
Sarva bhut hi
vas vaiyakhi
Bolo jai
kanhaiyya ki
Natkhat bansi
wale gokul ke raja
Meri ankhiyaan
taras gayi ab toh aaja
Aaja..
(natkhat bansi
wale gokul ke raja
Meri ankhiyaan
taras gayi ab toh aaja
Aaja)...
Jamuna ke tat
par jab natkhat bansiwale ki
Bansi baajegi
raadha naachegi...
Sunkar sunkar
dafli shankh manjeere bhor bhaye
Bhor bhaye
nadiya ke teere
Sunkar sunkar
dafli shankh manjeere
Bhor bhaye
nadiya ke teere
Neendiya
jaagegi radha nachegi - 2
Bansi baajegi
raadha naachegi...
Laaj sharam
rastaa na roke aaj na koi isko toke - 2
Aaj na maanegi
radha nachegi - 2
Natkhat bansi
wale gokul ke raja
Meri ankhiyaan
taras gayi ab toh aaja
Aaja...
Natkhat bansi
wale gokul ke raja
Meri ankhiyaan
taras gayi ab toh aaja
Aaja aaja aa
bhi jaa - 2
|
Deewane tere naam ke khade hai
dil thaam ke - 2
Ke ham tere pyar mein - 2
Rahe na kisi kaam ke khade hai dil
thaam ke
Deewane tere naam ke khade hai dil
thaam ke
Deewane tere naam ke khade hai dil
thaam ke
Khanakti hai paas hi kahi pe teri
chudiyaan - 2
Magar badi duuriyan badi
majbooriyan - 2
Mita de lag ke gale - 2
Gile yeh subah shaam ke khade hai
dil thaam ke
Deewane tere naam ke khade hai dil
thaam ke
Jo chaahe saluk kar na mujhse bol
tu
Utha de zara haath hi zubaan mat
khol tu
Salaam toh kar magar - 2
Badale salaam ke khade hai dil
thaam ke
Deewane tere naam ke khade hai dil
thaam ke
Ke ham tere pyar mein - 2
Rahe na kisi kaam ke khade hai dil
thaam ke
Deewane tere naam ke khade hai dil
thaam ke
Deewane tere naam ke khade hai dil
thaam ke |
|
|
Ilu...
Ilu ilu...
Yeh ilu ilu kya
hai yeh ilu ilu - 2
Jab baag mein
koi phool khila toh bhanvre ne kaha
Ilu ilu - 2
Parvat pe
chhayi kaali ghata toh boli hawaa
Ilu ilu - 2
Jab koi achha
lagta hai bada pyara pyara lagta hai
To dil karta
hai
Ilu ilu - 2
Yeh ilu ilu kya
hai yeh ilu ilu
Ilu ka matlab I
l you I l you
Ilu ka matlab I
love you I love you
Hey I love
you...
Ilu...
Ilu ilu...
Yeh ilu ilu kya
hai yeh ilu ilu
Jab baag mein
koi phool khila toh bhanvre ne kaha
Ilu ilu - 2
Parvat pe
chhayi kaali ghata toh boli hawaa
Ilu ilu - 2
Jab koi achha
lagta hai bada pyara pyara lagta hai
To dil karta
hai
Ilu ilu - 4
Ilu ka matlab I
l you I l you
I love you I
love you
Ilu ilu - 4
Yeh ilu ilu kya
hai yeh ilu ilu
Jab meethe bol
koi bole misri ki meesri ki meethi daliyon se
Jab mast
baharon ka mausam gujre ganv ki galiyon se
Jab mitti se
aaye khushbu
To dil karta
hai
Ilu ilu - 4
Ilu ka matlab I
l you
I love you I
love you dadu I love you
Ilu ilu - 4
Saawan ke
mahine mein shayad saare paagal ho jaate hai
Jab mor papeeha
koyal sab baagon mein shor machate hai
Aawaz aate hai
harsu
To dil karta
hai
Ilu ilu - 4
Ilu ka matlab I
l you
I love you I
love you haa I love you
Ilu ilu - 4
Yeh ilu ilu kya
hai yeh ilu ilu
Kehte hai log
mohabbat mein yeh dil dil se jud jaata hai
Yeh toh aaisa
panchhi hai jo pinjraa lekar udd jaata hai
Jab pyar ka
chalta hai jaadu
To dil karta
hai
Ilu ilu - 4
Ilu ka matlab I
l you
I love you I
love you I love you
Ilu ilu - 4
Yaaron iss
jhuthi duniya mein jab koi sachhi baat kahe
Jab bhor bhaye
panchhi jaage aur shiv mandir mein shankh baje
Jab masjid mein
ho allahu
To dil karta
hai
Ilu ilu - 4
I love you I
love you
Ilu ilu I love
you...
|
Sa re ga ni sa ni
Pa pa re ga re sa
Aa~
Tinak tinak tin tara tinak tinak
re - 2
Imli ka boota beri ka ped
Imli khatti meethe ber
Iss jungle mein hum do sher
Chal ghar jaldi ho gayi der - 2
Imli ka boota beri ka ped
Imli khatti meethe ber
Ho~
Imli ka boota beri ka ped
Imli khatti meethe ber
Iss jungle mein hum do sher
Chal ghar jaldi ho gayi der - 2
Imli ka boota beri ka ped
Imli khatti meethe ber
Main kuchh bhi kar jaaunga tere
liye marr jaaunga - 2
Mere liye tu itna kar geet wahi
bachpan ka chhed
Tinak tinak tin tara tinak tinak
re - 2
Imli ka boota beri ka ped
Imli khatti meethe ber |
|
|
He Raaju chal
Veeru chal
Tinak tinak
chinataara
Imali ka boota
beri ka ped imali khatti meethe ber
Is jangal mein
ham do sher chal ghar jaldi ho gayi der
Imali ka boota
...
Jis din se tu
rooth gaya teri kasam dil toot gaya
Na jaane kab
raat hui na jaane kab saver
Imali ka boota
...
Raunak pyaar ke
naam ki hai ye daulat kis kaam ki hai
Tere bina heere
moti lagate hain mitti ke dher
Imali ka boota
...
|
Kee kee kee kee
Kee kee kee
Kee kee kee
Mohabbat kee kee kee
Mohabbat kee kee kee
Zamane se bagawat kee
Zamana kar le ab kuchh bhi
(jee haa jee mohabbat kee kee kee
Zamane se bagawat kee
Zamana kar le ab kuchh bhi) - 2
Jee haa jee mohabbat kee kee kee
Mohabbat kee kee kee
(sabko daal diya mushkil mein) - 2
Humne aaj bhari mehfil mein
Yeh tohmat -2 apane sar par li
Jee haa jee mohabbat kee kee kee
Mohabbat kee kee kee
Zamane se bagawat kee
Zamana kar le ab kuchh bhi
Jee haa jee mohabbat kee kee kee
Mohabbat kee kee kee
(dil ko banakar pyar ka mandir) -
2
Hamne is mandir ke andar
Sajan ki sajan ki murat ya rakh li
Jee haa jee mohabbat kee kee kee
Mohabbat kee kee kee
Zamane se bagawat kee
Zamana kar le ab kuchh bhi
Jee haa jee mohabbat kee kee kee
Mohabbat kee kee kee
(aap agar yeh dil todenge) - 2
Ghar kya hum duniya chhodenge
Na bichhadenge - 2 hum markar bhi
Jee haa jee mohabbat kee kee kee
Mohabbat kee kee kee
Zamane se bagawat kee
Zamana kar le ab kuchh bhi
Jee haa jee mohabbat kee kee kee
Mohabbat kee kee kee... |
|
|
Tu panchhi, paradesi, tu jogi hai
ke jaadugar
Inmein se koi
bhi nahi, main sapanon ka saudaagar
Saudaagar, saudaagar, dil le le,
dil dekar
Dil le le, dil dekar
Soch samajh le,
baad mein na pachhataana ye kah kar
Saudaagar,
saudaagar, dil le le, dil dekar
Ma: haath kisi
ka vo pakade jo chhode jag saara
Tu oonche
mahalon-waali, main beghar banjaara
Ek dooje ke dil mein rahenge kya
karna hai ghar
Saudaagar, saudaagar, dil le le,
dil dekar
Dil le le, dil dekar
Tere saath main
kaise, pyaar ka vaada kar loon
Aisa koi vaada
kar, main tujhape bharosa kar loon
Jo chaahe likhavaale mujhase kore
kaagaz par
Saudaagar, saudaagar, dil le le,
dil dekar
Dil le le, dil dekar
Dil to hai, par
dilke armaan kahaan se laaoon
Doli, saharaa,
kangan, sab saamaan kahaan se laaoon
Thoda sa sindoor kahi se le aa,
bas jaakar
Saudaagar, saudaagar, dil le le,
dil dekar
Dil le le, dil dekar
Soch samajh le, baad
mein na pachhataana ye kah kar
Saudaagar,
saudaagar, dil le le, dil dekar
|
Jab tak gam ke parvat apane
jagah se hil na jaaye
Aur hum mil na jaaye
Koi faryaad na karna
Tu mujhko yaad na karna - 2
Haai kya karu hothon pe faryaad
aati hain
Nahi rukti -2
Teri yaad aati hain - 2
Jab tak apane armaanon ke gulshan
khil na jaaye
Aur hum mil na jaaye
Neenden barbaad na karna tu
Tu mujhko yaad na karna - 2
Haai kya karu hothon pe faryaad
aati hain
Nahi rukti -2
Teri yaad aati hain - 2
Haai aaga lage rasmon ko main todd
du sab kasmon ko
Bas ginti jaa tu zakhmon ko
Jitne zakham lage hain jab tak
saare sil na jaaye
Aur hum mil na jaaye
Koi faryaad na karna
Tu mujhko yaad na karna - 2
Haai kya karu hothon pe faryaad
aati hain
Nahi rukti -2
Teri yaad aati hain - 2
Prem hain koi rog ya jogi ka jog
Pyar ke dushman log
Prem hain koi rog ya jogi ka jog
Pyar ke dushman log
Jab tak kaaton pe chalte yeh paanv
chhil na jaaye
Aur hum mil na jaaye
Koi faryaad na karna
Tu mujhko yaad na karna - 2
Haai kya karu hothon pe faryaad
aati hain
Nahi rukti -2
ri yaad aati hain - 2 |
|
|
Door hai
kinaara
|
| Intezaar Karogi |
|
Saugandh
Teri baaho me jina
hai, teri baaho me marna hai
Teri baaho me marna
hai, teri baaho me jina hai
Patjhad ka na sawan ka
Ye pyar ka mahina hai,
ye pyar ka mahina hai
Teri baaho me jina
hai, teri baaho me marna hai
Teri baaho me marna
hai, teri baaho me jina hai
Patjhad ka na sawan ka
Ye pyar ka mahina hai,
ye pyar ka mahina hai
Teri baaho me jina
hai, teri baaho me marna hai
Gore badan se, lipta
aachal, aankho me sharmaye kajal
Ho gore badan se,
lipta aachal, aankho me sharmaye kajal
Hotho ko shabnam
chume, gaalo pe pasina hai
O teri baaho me jina
hai, teri baaho me marna hai
Teri baaho me marna
hai, teri baaho me jina hai
Patjhad ka na sawan ka
Ye pyar ka mahina hai,
ye pyar ka mahina hai
Dilbar mere, tere
jaisa dekha na, deewana aisa
Dilbar mere, tere
jaisa dekha na, deewana aisa
Chehra hai, bhola
bhala tu dil ka, nagina hai
O teri baaho me jina
hai, teri baaho me marna hai
Teri baaho me marna
hai, teri baaho me jina hai
Patjhad ka na sawan ka
Ye pyar ka mahina hai,
ye pyar ka mahina hai
Dil kehta hai, o
diljani, tujhpe luta du, ye jindgani
Dil kehta hai, o
diljani, tujhpe luta du, ye jindgani
Naam tere likh di, hai
jawani
Naam tere likh di, hai
jawani, tere liye du, har kurbani
Bin tere sathi mere,
jindagi, jindagi na hai
Teri baaho me jina
hai, teri baaho me marna hai
Teri baaho me marna
hai, teri baaho me jina hai
Patjhad ka na sawan ka
Ye pyar ka mahina hai,
ye pyar ka mahina hai |
Smule
Radhika Saraswat
|
Sauten
Sawaal
Faasla to hai magar koyee faasla
nahi
Nazron say to tum door ho par dil
main tum sada rahee
Har pal
Har dum tujh ko
Yunhee daikha karoon
Saaree Umar Taira saaath ho
agar
Labon say jo na keh sakee who
keh gayeen aankhein
Na chalee jao tum mujhay chor
kay yaad aayein gee baatein tairee
Who kal
Kabhee to aayay gaa
Tairay haath main maira haath
ho
Chalain door hum kaheen
Woh sahar aik din aayay
gee
Aur too mairee ho jaayay
gee
Who sahar aik din aayay
gee
Aur too mairee ho jaayay
gee
Tum sochna hargiz nahi ho
jaayein gay judaa kabhee
Tiara saath jo mairay saath ho
hon gay aik din hum kareeb
Woh sahar aik din aayay gee
Aur too mairee ho jaayay
gee
Who sahar aik din aayay
gee
Aur too mairee ho jaayay gee
|
|
|
Jab say aayee
ho jeevan main
Har pal ik
khuwab lagta hai
Yeh aasmaan
choo loon gaa mein
Jaanay kyun
aisa lagta hai
Yeh haseen
aankhein tairee
Yeh jhukee
jhukee see palkein yeh saadgee
Jab say dilmain
samaayee ho
Har soo tumheen
dikhaayee do
Yeh taaray tor
laaoon main
Jaanay kyun
aisa lagta hai
Yeh samaa phir
ho kahan
Yeh fiza yeh
din aur pal yeh daastaan
Mairee aankhon
main daikho main tumhara ho gaya
Mairay jeevan
ka har pal bus tumahra ho gaya
Yeh ibtida hai
lekin mujh ko hai yeh yakeen
Koyee rok naa
paayay gaa urr jaayaein hum kaheen
|
Sawan Ki Ghatta
Meri jaan tum pe sadqe, ahsaan
itnaa kar do
Meri zindagi mein apni, chaahat
kaa rang bhar do
Meri jaan tum pe sadqe, ahsaan
itnaa kar do
Kisi chaand
ki zaroorat nahin meri zindagi ko
Ki taras rahaa hoon kab se main
tumhaari roshni ko
Mujhe roshni dikhaa ke ehsaan
itnaa kar do
Meri zindagi mein apni, chaahat
kaa rang bhar do
Meri jaan tum pe sadqe, ahsaan
itnaa kar do
Ye tumhaari
zulf jisko mili shokhiyaan ghataa ki
Inhin baadlon ke neeche meri har
nazar hai pyaasi
Meri pyaas tum bujhaa ke ehsaan
itnaa kar do
Meri zindagi mein apni, chaahat
kaa rang bhar do
Meri jaan tum pe sadqe, ahsaan
itnaa kar do |
|
|
Zulfon ko hataa
le chehere se
Thoda sa,
ujala, honede, --- 2
Suraj ko, zara,
sharaminda kar,
Muh raat, kaa
kaala, hone de
Zulfon ko,
hatale, chehere se
Hojo mausam ko pata,
Yeh teri zulf
hai kya,
Chumle maang
teri
Jhuke saavan ki
ghata, -- 2
Zulf leheraaye,
leheraake, badal bane,
Jo bhi deken
tujeh, tera, paagal bane,
Aisa bhi,
nazaara, hone de
Zulfon ko,
hatale, chehere se,
Thoda sa,
ujala, honede,
Suraj ko, zara,
sharaminda kar,
Muh raat, kaa
kaala, hone de
Zulfon ko,
hatale, chehere se
Dekh naaraaz na ho,
Mere maasom na
sanam,
Mein koyi gair
nahin,
Teri aakhon ki
kasam, -- 2
De
ijazzat ke, tere kadam, chum lun,
Saath, mein
bhi, tere do ghadi, jhoom lun,
Halka sa,
ishaara, hone de
Zulfon ko,
hatale chehere se,
Thoda sa,
ujala, honede,
Suraj ko, zara,
sharaminda kar,
Muh raat, kaa
kaala, hone de
Hai zulfon ko,
hatale, chehere se
|
School Master
O dildar,
bolo ik baar kya mera pyar pasand hai tumhe
O gori
sukumar, hamari sarkar bada tera pyar pasand
hai hame
Ye uljhe
uljhe bal ye masti bhari chal o ho
Ye uljhe
uljhe bal ye masti bhari chal
Kya khayal
hai, kya khayal hai
Teri har
chal-dhal gori jadu rahi dal
O kamal hai,
o kamal hai
Piya dekh lo,
piya dekh lo javani ka suhana ikarar
O dildar,
bolo ik baar kya mera pyar pasand hai tumhe
O gori
sukumar, hamari sarkar bada tera pyar pasand
hai hame
Karoge ji kab
mere dil me ghar bolo jadugar
Ham to kabhi
ke hue tere dilbar ab kahe ki fikar
Karoge ji kab
mere dil me ghar bolo jadugar
Ham to kabhi
ke hue tere dilbar ab kahe ki fikar
To phir aao
ji
To phir aao
ji mera dil bada hai beqarar
O dildar,
bolo ik baar kya mera pyar pasand hai tumhe
O gori
sukumar, hamari sarkar bada tera pyar pasand
hai hame
Aao jivan
bita le piya mauj mana le
Aao jivan
bita le piya mauj mana le mil-jul ke, mil-jul
ke
Zara hamko
bata de ab kya hai irade bulbul ke, bulbul ke
Piya beech me
Piya beech me
na ho koi hamare diwar
O dildar,
bolo ik baar kya mera pyar pasand hai tumhe
O gori
sukumar, hamari sarkar bada tera pyar pasand
hai hame |
Smule
ARUNA WARHADE
|
Seema
| Jab bhi ye dil udaas hota hai |
Karaoke
|
| YouTube Video |
Kahaan jaa raha
hai tu aye jaane waale (2)
Andhera hai man
ka diya to jalaa le
Kahaan jaa raha
hai tu aye jaanewale
Kahaan jaa raha
hai
Yeh jeevan
safar ek andha safar hai (2)
Behekna hai
mumkin bhatakne ka darr hai (2)
Sambhalta nahin
dil ki kissi ke sambhaale
Kahaan jaa raha
hai tu aye jaanewale (2)
Jo thokar na
khaaye nahin jeet uss ki (2)
Jo gir ke
sambhal jaaye hai jeet uss ki (2)
Nishaan
manzilon ke yeh pairon ke chhaale
Kahaan jaa raha
hai tu aye jaanewale (2)
Kabhi yeh bhi
socha manzil kahaan hai (2)
Bade se jahaan
mein tera ghar kahaan
Tera ghar
kahaan hai (2)
Jo baandhe the
bandhan woh kyon tod daale
Kahaan jaa raha
hai tu aye jaanewale (2)
Kahaan jaa raha
hai (4)
|
Seema
Tu pyaar ka saagar hai - 2
Teri ek boond ke pyaase hum - 2
Lauta jo diya tune - 2
Chale jaayenge jahaan se hum - 2
Ghaayal mann ka paagal panchhi
Udne ko beqaraar - 2
Pankh hai komal, aankh hai
dhundli
Jaana hai saagar paar - 2
Ab tu hi isse samjha - 2
Raah bhoole the kahan se hum - 2
Idhar jhoomke gaaye zindagi
Udhar hai maut khadi - 2
Koi kya jaane kahan hai seema
Uljhan aan padi - 2
Kaanon mein zara keh de - 2
Ke aaye kaun disha se hum - 2
Tu pyaar ka saagar hai
Teri ek boond ke pyaase hum - 2
Tu pyaar ka saagar hai - 2
|
|
Sehra
| YouTube
Video |
Lagii mast
nazar kii kataar dil ke utar gayii paar
In pyaar kii
raahon men
Dil bhii gayaa
ham bhii gaye
Zakhm-e-jigar
hai bahaar
Cheharaa
chamakiilaa suuraj ho jaise pyaar kaa
Baahen
laharaatii naqshaa hai ik talavaar kaa
Ham to lut gaye
Khushii se ham
to lut gaye
Khaamosh
nazaaron men
Pyaasii adaa
jis pe fidaa
Ham to hue sau
baar
Mast nazar kii
kataar
Aankhen
matavaalii ulfat ke jaise raaste
Palaken
alabelii chhaayaa hai mere vaaste
Ghuume zindagii
nashe men jhuumen zindagii
Dilabar ke
khayaalon men
Ham to magan
gaate chale
Pyaar ke nagame
hazaar
Mast nazar kii
kataar
Khushabuu
zulfon kii aatii hai sard havaaon se
Khoyaa chaahat
men ab guzaruun huun jis gaanv se
Yaaden gher len
hamako yaaden gher len
Jangal kii
fizaaon men
Vo jo nahiin
phiikaa lage
Rang bharaa
sansaar
|
| |
Taqdeer ka
fasana jaa kar kise sunaayen
Is Dil Mein Jal
Rahi Hai, Armaanon Ki Chitaayen,
Taqdeer Kaa
Fasana...
Sanson Mein Aaj
Mere, Toofan Ut Rahe Hein,
Shahenaayiyon
Se Kehedo, Kahin Aur Jaake Gaayen,
Is Dil Mein Jal
Rahi Hai, Armaanon Ki Chitaayen,
Taqdeer Kaa
Fasana...
Matawale Chand
Suraj, Tera Utaaye Dola,
Tukh Ko Khushi
Ki Pariyan, Kahin Aur Leke Jaayen,
Is Dil Mein Jal
Rahi Hai, Armaanon Ki Chitaayen,
Taqdeer Kaa
Fasana...
Tumto Raho
Salaamat, Sehera Tumeh Mubarak,
Mera Har Ik
Aasun, Dene Laga Duvayen,
Is Dil Mein Jal
Rahi Hai, Armaanon Ki Chitaayen,
Taqdeer Kaa
Fasana...
Taqdeer Kaa
Fasana, Jaa Kar Kise Sunaaye,
Is Dil Mein Jal
Rahi Hai, Armaanon Ki Chitaayen,
Taqdeer Kaa
Fasana…
|
Shaadi Se Pehle
Maare dank tanhaai meri iss jaan
pe aayi - 3
Bijuriya bijuriya bijuriya
Giri mujhpe tere ishaq ki bijuriya
- 2
I think of you all the time
baanwariya - 2
Bijuriya bijuriya bijuriya
Giri mujhpe tere ishaq ki bijuriya
Haa giri mujhpe tere ishaq ki
bijuriya
Giri mujhpe tere ishaq ki bijuriya
Baanwariya re baanwariya
Aaya tera - 2 saanwariya
Baanwariya re baanwariya
Aaya tera - 2 saanwariya
Badi bechaini hai mere har dhadkan
mein
Kadak si garmi hai meri har tadpan
mein
Main tere pehlu mein simat ke so
jaaun
Mera dil kehta hai main tujh mein
kho jaaun
In adaaon ne mujhe maara hai meri
chahat ka tu sharara hai
Maine dil tujhpe hi haara hai
Teri hi bekhudi chhayi meri toh
jaan pe aayi - 2
Bijuriya bijuriya bijuriya
Giri mujhpe tere ishaq ki bijuriya
I think of you all the time
baanwariya
Giri mujhpe tere ishaq ki bijuriya
I think of you all the time
baanwariya
Bada tadpati hai khayalon ki
baaten
Akele katt ti na jawani ki raaten
Yeh mausam doori ka saha na
jaayega
Tere bin tanha ab raha na jaayega
Meri saanson ki khushbu hai tu
Mere khwaabon ki aarzoo hai tu
Armaanon mein bas tu hai tu
Mohabbat rang hai laayi haai haai
haai
Meri toh jaan pe aayi haai haai
haai
Mohabbat rang hai laayi meri toh
jaan pe
Bijuriya bijuriya bijuriya
Giri mujhpe tere ishaq ki bijuriya
I think of you all the time
baanwariya
Giri mujhpe tere ishaq ki bijuriya
I think of you all the time
baanwariya
Giri mujhpe tere ishaq ki bijuriya
I think of you all the time
baanwariya |
|
|
Dil lagane ki
baaten karte ho
Kis zamane ki
baaten karte ho
Dil lagane ki
baaten karte ho
Kis zamane ki
baaten karte ho
Ham sachhe
aashiq hai
Bas itani
khwaahish hai
Rabba tu dil ko
mere sachha pyar dila de
Aaja nachle
shava shava
Aaja nachle
jind meriye
Aaja nachle
shava shava
Aaja nachle
jind meriye
Aaja nachle
shava shava
Aaja nachle
jind meriye
Aaja nachle
shava shava
Aaja nachle
jind meriye
Dil lagane ki
baaten karte ho
Kis zamane ki
baaten karte ho
Dil lagane ki
baaten karte ho
Kis zamane ki
baaten karte ho
Ham sachhe
aashiq hai
Bas itani
khwaahish hai
Rabba tu dil ko
mere sachha pyar dila de
Aaja nachle
shava shava
Aaja nachle
jind meriye
Aaja nachle
shava shava
Aaja nachle
jind meriye
Aaja nachle
shava shava
Aaja nachle
jind meriye
Aaja nachle
shava shava
Aaja nachle
jind meriye
Kudiyaanu de de
dil de de kudiyaanu de de dil
Dil ka lena dil
dena lekin hai mushkil
Kudiyaanu de de
dil de de kudiyaanu de de dil
Dil ka lena dil
dena lekin hai mushkil
Lekin iss
mushkil ko aasan hamko karna hai
Dilbar ke saaye
mein din raat hamko rehna hai
Duniya kuchh
bole hamko yaar nayyo darna hai
Darna hai
Ham sachhe
aashiq hai
Bas itani
khwaahish hai
Rabba tu dil ko
mere sachha pyar dila de
Dila de
Ham sachhe
aashiq hai
Bas itani
khwaahish hai
Rabba tu dil ko
mere sachha pyar dila de
Ishq toh yaara
o yaara karta hai paagal
Ishq bina toh
ek lamha katt ta nahi ek pal
Ishq toh yaara
o yaara karta hai paagal
Ishq bina toh
ek lamha katt ta nahi ek pal
Jo ishq na ho
toh bekaar zindagaani hai
Chaahat ke dam
se hi mehboob har kahani hai
Koi maane na
maane baat hamne maani hai
Maani hai
Ham sachhe
aashiq hai
Bas itani
khwaahish hai
Rabba tu dil ko
mere sachha pyar dila de
Ham sachhe
aashiq hai
Bas itani
khwaahish hai
Rabba tu dil ko
mere sachha pyar dila de
Dila de
Aaja nachle
shava shava
Aaja nachle
jind meriye
Aaja nachle
shava shava
Aaja nachle
jind meriye
Aaja nachle
shava shava
Aaja nachle
jind meriye
Aaja nachle
shava shava
Aaja nachle
jind meriye
|
Haayo rabba - 2
Mundeya aa bhi jaa - 3
Lai jaa dil lai ke jaa
Mundeya aa bhi jaa lai jaa dil lai
ke jaa
Meri aankhon se aankhen mila dil
ki baat aage badha - 2
Sochta kya maahiya
Mundeya aa bhi jaa lai jaa dil lai
ke jaa - 2
Haayo rabba
Khayalon mein tu nigaahon mein tu
Machalti hui panaahon mein tu
Haayo rabba
Teri aarzoo mujhe har ghadi
Ab dooriyan mushkil badi
Kahe doori ke nazdeek aa
Mere hothon ki narmi chura
Sochta kya maahiya
Mundeya aa bhi jaa - 2 lai jaa dil
lai ke jaa
Mundeya aa bhi jaa lai jaa dil lai
ke jaa
Haayo rabba
Yahi hai sanam jawani ke pal
Jo hai aaj woh milenge na kal
Haayo rabba
Kahe chaahaten tujhe pyar doon
Tere ishq mein jahaan vaar doon
Meri chaah kar le zara
Mujhe baahon mein bhar le zara
Sochta kya maahiya
Mundeya aa bhi jaa lai jaa dil lai
ke jaa - 2
Mundeya aa bhi jaa - 2
Mundeya aa bhi jaa lai jaa dil lai
ke jaa - 2
Haayo rabba |
|
|
Kyu mere dil
mei yeh baat aaj aayi hai
Oh mere yaara
tu deewana harjaai hai
Kabhi milo to
hum batayen tumhe
Aye sanam
kitni hai
mohabbat iss dil mein tere liye
Kabhi milo tu
hum batayen tumhe
Aye sanam
kitni hai
mohabbat iss dil mein tere liye
Kahin milo tu
hum jatayen tumhe
Aye sanam
Kitni hai
mohabaat iss dil mei
Tere liye
Kabhi milo tu
hum jatayen
Kitni hai
isidaat is dil mein
Tere liye ...
Tanha main
rehta hoon
Mehfil
mein
Tu hi hai
raahoon mein
Manzil
mein
Haan main
tujhase
Oh maine
tujse lagan lagayi re
Tu mera saaya
hai mere parchaai hai
Yeh jism jaan
tere liye
Mera jahaan
tere liye
Kabhi milo tu
hum bataye tumhen aye sanam ...
Thehari hai
teri tasveer
Ankhoon
mein
Yaara tu hi hai
shaamil hai
Sasoon
mein
Haan maine
tujhpe
Ha maine tujh
pe sab kuchh vaara hai
Tere
chahathon ko saanson mein utaara
hai
Main hoon bana
tere liye
Har dastaan
tere liye
Kabhi milo tu
hum bataye tumhe aye sanam ..
|
Aye dil...
Aye dil...
Aye dil...
Tutiya na tutiya ve dhaaga hai
ikraar ka
Chhutiya na chhutiya ve rang hai
yeh pyar da
Ho chhutiya na chhutiya ve rang
hai yeh pyar da
Aye dil..
Tutiya na tutiya ve dhaaga hai
ikraar ka
Chhutiya na chhutiya ve rang hai
yeh pyar da
Ho chhutiya na chhutiya ve rang
hai yeh pyar da
Aag lagaye dil jalaye mausam
mausam lamha lamha mere yaar da
Tutiya na tutiya ve dhaaga hai
ikaraar ka
Chhutiya na chhutiya ve rang hai
yeh pyar da
Aag lagaye dil jalaye mausam
mausam lamha lamha mere yaar da
Tutiya na tutiya ve dhaaga hai
ikaraar ka
Aye dil aye dil aye paagal dil tu
na jaane ishq dil mushkil
Rasm-e-mohabbata jaane na yeh
jaane na
Laakh samjhaun par rabba dil maane
na
Peed bekaraari ki bada tadpaati
hain
Yaara bin lagaye hi laagi lag
jaati hain
Aag lagaye dil jalaye mausam
mausam lamha lamha mere yaar ka
Tutiya na tutiya ve dhaaga hai
ikarar da
Chhutiya na chhutiya ve rang hai
yeh pyar da
Aye dil aye dil
Guzre woh lamhe yaad mujhko aate
hai
Ek anjaana sa dard deke jaate hai
Aye dil
Khwaabon mein khayalon mein tujhko
basaya hai
Maine tanhaai mein tujhko hi paaya
hai
Aag lagaye dil jalaye mausam
mausam lamha lamha mere yaar ka
Tutiya na tutiya ve dhaaga hai
ikarar da
Chhutiya na chhutiya ve rang hai
yeh pyar da
Tutiya na tutiya ve dhaaga hai
ikarar da
Chhutiya na chhutiya ve rang hai
yeh pyar da |
|
Shaan
Aksar kyun yuun lage ki tum koyi
aur ho
Hum tum jahaan the mile woh gujra
huva daur ho
Aksar phir yuun lage ke tum meri
jaan ho
Tumse meri zindagi
Tum hi meri pehchaan ho
Aksar dil hi dil aksar
Haan tumhein sochkar dil hi dil
Aksar
Aksar di ko
hai gila ki tumse mujhe kya mila
Meri jindagi mere pyaar ka tumne
diya kya sila
Phir kabhi jab kareeb se main khud
ko dekh loo agar
Dil ke aayine mein bas tum hi tum
aayogi nazar
Aksar dil hi dil aksar
Haan tumhein sochkar dil hi dil
aksar
Aksar ek
sawaal sa mere zehan mein uthe
Hum tum gar bichhad gaye honge
kaise silsilein
Ghabaraake iss khayaal se main
tumse phir lipat gaya
Tum ho toh main bhi hoon abb tumse
main jaanu kahaan
Tumse jaanu main kahaan
Haan tumhein sochkar dil hi dil
aksar
Aksar dil hi dil aksar
Haan tumhein sochkar dil hi dil
Aksar
Haan tumhein sochkar dil hi dil
aksar |
|
Shabaab
Aaye naa baalam vaadaa kar ke
Aaye naa baalam vaadaa kar ke-2
Thak gaye nainaa dheeraj dhar ke
dheeraj dhar ke
Aaye naa baalam vaadaa kar ke
Aaye naa baalam
Chhup gayaa chandaa lut gayi
jyoti-2
Taare ban gaye jhoothe moti-2
Pad gaye pheeke rang najar ke-2
Aaye naa baalam vaadaa kar ke
Aaye naa baalam
Aao ke tum bin aankhon men dam
hai-2
Raat hai lambi jeevan kam hai-2
Dekh luun tum ko main ji bhar
ke-2
Aaye naa baalam vaadaa kar ke
Aaye naa baalam
|
|
|
Bhagat ke bas
mein hai bhagawaan - 2
Maango milegaa
sab ko daan
Ho o o maango
milegaa sab ko daan
Bhed anokhe
tore daataa
Nyaare tore
dhande kanhaiyaa
Nyaare tore
dhande
Muurakh
buddhhimaan bane hai
Aankhonwaale
andhe raamaa
Aankhonwaale
andhe
De tuu inako
gyaan - 2
Bhagat ke bas
mein
Mohe pukaare
sab sansaari
Aur main tohe
pukaaruun kanhaiyaa
Aur main tohe
pukaaruun
Aaj lagi hai
laaj ki baazi
Jitaa daav naa
haaruun raamaa
Jitaa daav naa
haaruun
Bhagati kaa
rakh maan - 2
Bhagat ke bas
mein
Tuu hi maare
tuu hi jilaaye
Govardhan
giridhaari
Tuu hi maare
tuu hi jilaaye
Govardhan
giridhaari
Aaj dikhaa
sangit ki shakti aa o o
Aaj dikhaa
sangit ki shakti
Rakh le laaj
hamaari
Ho rakh le laaj
hamaari
Nirjiv ko de
jaan
Jai jai
sitaram
Nirjiv ko de
jaan
Jai jai
radheshyam
Nirjiv ko de
jaan
Jai jai sitaram
jai jai radheshyam - 4
|
Sangit hai shakti ishwar ki har
sur mein base hain raam
Raagi ko sunaaye raag madhur, rogi
ko mile aaraam
Ho
Chandan kaa palanaa resham ki
dori
Jhuulaa jhulaauun nindiyaa ko
tori
Chandan kaa palanaa
So jaa tuu aise mori
sajaniyaa
So jaa tuu aise mori
sajaniyaa
Sajiyaa pe soye jaise
dulhaniyaa
Chandaa kaa tikaa maathe
lagaauun
Taaron ki maalaa tujhako
pahanaauun
Taaron ki maalaa tujhako
pahanaauun
Tohe sulaauun gaa gaa ke
lori
Jhuulaa jhuulaauun nindiyaa ko
tori
Chandan kaa palanaa
Uunche gagan se koi bulaaye
Laayin hain pariyaan dolaa
sajaaye
Sajan se milane duur chali
jaa
Udake tuu nindiyaa phurr chali
jaa
Udake tuu nindiyaa phurr chali
jaa
Chandaa pukaare aajaa
chakori
Jhuulaa jhuulaauun nindiyaa ko
tori
Chandan kaa palanaa |
|
|
Mar gaye ham
jite ji maalik tere sansaar men
Chal diyaa
hamako khivaiyaa chhod ke manjhadhaar
men
Maalik tere
sansaar men
Mar gaye
ham
Unakaa aanaa
unakaa jaanaa bas khel thaa taqadir kaa
Kvaab the vo
zindagi ke din jo guzare pyaar men
Maalik tere
sansaar men
Mar gaye
ham
Le gaye vo
saath apane saaj bhi aavaaz bhi - 2
O rah gayaa
nagamaa adhuuraa dil ke tuute taar men
Maalik tere
sansaar men
Mar gaye ham
|
Marana teri gali mein - 2
Jinaa teri gali mein
Marana teri gali
Mit jaayegi hamaari duniyaa teri
gali mein - 2
Marana teri gali
Aaye hain tere dar pe ham zindagi
lutaane
Tuu dekhe yaa naa dekhe tuu jaane
yaa naa jaane
Puuraa karenge ham to vaadaa teri
gali mein
Marana teri gali
Dil se teri mohabbat kam umr bhar
naa hogi
Ham tujhape mar mitenge tujhako
kabar naa hogi
Marane ke baad hogaa charchaa teri
gali mein
Marana teri gali |
|
|
Yahi araman
lekar aaj apane ghar se ham nikale
Jahan hai
zindagi apani, usi kuche mein dam nikale
Yahi
Sitaro
jagamagao tum, baharon muskurao tum
Meri ujadi
muhabbat ki, hansi mil kar udao tum
Jinhen sajade
kiye hamane, vo patthar ke sanam nikale
Yahi
Tamanna hai
yahi ab to, mera sar ho tera dar ho
Na ansu koyee
ankhon mein, naa shikava koyee lab par
ho
Agar yun maut a
jaye to apane dil se ghum nikale
Yahi
|
Shabnam
| |
Maine rakhaa
hai muhabbat apne afsaane ka naam
Tum bhi kuchh
achchha sa rakh do apne diwaane ka naam
Kis qadar
khubasoorat hai tere deedaar ki duniya
Meri nazron ki
jannat hai zulf-o-rukhsaar ki duniya
Tumhein
pehchaana hai khuda ko samjha hai, khuda ko
jaana hai
Maine rakhaa
hai muhabbat apne afsaane ka naam
Tum bhi kuchh
achchha sa rakh do apne diwaane ka naam
Dil pe tum
haath jo rakh do meri taskin ho jaaye
Jaaneman
zindagi meri kuchh to rangeen ho jaaye
Dil pe tum
haath jo rakh do meri taskin ho jaaye
Nazar mil jaane
do qayaamat aati hai Qayaamat aane do
Maine rakhaa
hai muhabbat apne afsaane ka naam
Tum bhi kuchh
achchha sa rakh do apne diwaane ka naam
Ishq par kya
guzarti hai husn ye raaz kya jaane
Mere dil ke
tadapne ka koyee andaaz kya jaane
Haaye dil
parwaane ka koyee hum se poochhe mazaa jal
jane ka
Maine rakhaa
hai muhabbat apne afsaane ka naam
Tum bhi kuchh
achchha sa rakh do apne diwaane ka naam
|
Terii nigaahon pe mar-mar ga_e
ham
Baankii adaa_on pe mar-mar ga_e
ham
(kyaa karen ) -3
Terii nigaahon pe
Zulfon men leke saarii raat
chale
Saaraa zamaanaa li_e saath
chale
Aise men jiine kaa mazaa hai
sanam
Aankhon se terii-merii baat
chale
Bevafaa ek nigaah dekh le dekh
bhii le
Terii nigaahon pe
Terii adaa kaa to javaab
nahiin
Merii vafaa kaa bhii hisaab
nahiin
Suurat tumhaarii badii kuub
sahii
Dil to hamaaraa bhii karaab
nahiin
Bevafaa ek nigaah dekh le dekh
bhii le
Terii nigaahon pe |
|
| YouTube Video |
Ye teri saadagi
ye teraa baankpan
Jaan-e-bahaar
jaan-e-chaman-2
haay... Taubaa
shikan ...-3
Chaal men
shokhiyaan yaa nasheeli bijaliyaan-2
Har taraf ye
shor hai gir padegaa aasmaan
Par teri
khaamoshi allaamaa allaamaa
Ye teri saadagi
...
Yun khafaa na
hoiye surkh gaalon ki qasam-2
Pyar hoga aur
doona aur bhi tarhpenge hum
Ye sharam ye
hayaa marhabaa marhabaa
Ye teri saadagi
...
Tirchhi nazaron
se na dekho, aashiq-e-dilgir ko-2
Kaise teer
andaaz ho, seedhaa to kar lo teer ko
Ye gayaa dil
meraa, alvidaa alvidaa
Ye teri saadagi
...
|
Shaggy
Shagird
Bade miya
diwane aise naa bano
Hasina kya
chaahe hamse suno
O bade miya
diwaane aise naa bano
Hasina kya
chaahe, yahi to maalum nahi hai, hamse suno
Sabse pahle
suno miya karke warjish bano jawaan
Sabse pahle
suno miya karke warjish bano jawaan
Chehra polish
kiya karo, thodi maalish kiya karo
Style se uthe
qadam, sina zyaada to pet kam
Ai kibla ujle
baalo ko rang daalo ban jaao gulfaam
Bade miya
diwane aise naa bano
Hasina kya
chaahe hamse suno
Sikho kartab
naye-naye fashion ke dhang naye-naye
Sikho kartab
naye-naye fashion ke dhang naye-naye
Dhila-dhaala
libaas kyu, resham pahno kapaas kyu
Fan ye
jaadugari ka hai, armaan tumko pari ka hai
To kibla
maaro mantar dainty ban kar niklo waqt-e-shaam
Bade miya
diwane aise naa bano
Hasina kya
chaahe hamse suno
Tanhaai me agar kahi aa jaaye wo nazar kahi
Tanhaai me
agar kahi aa jaaye wo nazar kahi
Kahiye haatho
me haath daal ae gul-chehra pari-jamaal
Muddat se dil
udaas hai tere hontho ki pyaas hai
Ae dilbar
mere lab par kab chhalkega tere lab ka jaam
Bade miya
diwaane aise naa bano
Hasina kya
chaahe hamse suno
O bade miya
diwaane aise naa bano
Hasina kya
chaahe, yahi to maalum nahi hai, hamse suno
Is tanhai me
ai hasin itni duri bhali nahi
Aaya mausam
bahaar ka rakh le dil bekaraar ka
Mere haatho
tho tho me haath daal ae gul-chehra
pari-jamaal
Muddat se dil
udaas da da daas hai tere hontho ki pyaas hai
Ae dilbar
mere lab par kab chhalkega tere lab ka jaa jaa
jaam |
Smule
Hemant Singh
|
|
Woh hai zara khafa khafa to nain
yu milaaye hain ke ho ho
Na bol du to kya karu, woh hans ke
yu bulaaye hain ke ho ho
Hans rahi hai chaandni, machal
ke ro na du kahi
Aise koyi roothhta nahi, ye tera
khayaal hai
Qareeb aa mere haseen mujhko
tujhse kuchh gila nahi
Baat yu banaaye hain ke o ho ...
Woh hai zara khafa khafa…
Aise mat sataaiye, zara taras
to khaaiye
Dil ki dhadhkan mat jagaaiye,
kuchh nahi kahunga main
Na ankhiya jhukaaiye, sar ko
kaandhe se uthhaaiye
Aise neend aaye hai ki ham ...
Woh hai zara khafa khafa…
Woh ham se chup hai, ham unse
chup hai
|
Usha
Iyers
|
Shagun
|
Bujhaa diye
hain khud apane haathon mohabbaton ke diye
jalaa ke
Meri vafaa ne
ujaad di hain, ummid ki bastiyaan basaa ke
Tujhe bhulaa
denge apne dil se, ye faisalaa to kiyaa hai
lekin
Na dil ko
maaluum hai na ham ko, jiyenge kaise tujhe
bhulaa ke
Kabhi milenge
jo raasate men, to munh phiraa kar palat
padenge
Kahin sunenge
jo naam teraa, to chup rahenge nazar jhukaa ke
Na sochane par
bhi sochati huun, ke zindagaani men kyaa
rahegaa
Teri tamannaa
ko bas men kar ke, tere khayaalon se duur
jaake
|
Shaheed
| |
Pagadi sambhaal
oye Pagadi sambhaal oy aa..
Pagadi sambhaal
o jatta pagadi sambhaal oye-2
Pagadi sambhaal
o jatta
Pagadi sambhaal
tera lut gaya maal oye
Pagadi sambhaal
o jatta pagadi sambhaal oye
Pagadi sambhaal
o jatta.....
Tu dharti ki
maang sanvaare soye khet jagaaye-2
Saare jag ka
pet bhare tu annadaata kehlaaye
Phir kyon
bhookh tujhe khaati hai
Phir kyon
bhookh tujhe khaati hai aur tu bhookh ko
khaaye
Lut gaya maal
tera lut gaya maal oye
Pagadi sambhaal
jatta Pagadi sambhaal oye
Pagdi sambhaal
jatta ...
Deke apna khoon
paseena toone fasal ugaayi-2
Aandhi dekhi
toofaan jhele bipda sabhi uthaayi
Fasal paki to
le gaye zaalim
Fasal paki to
le gaye zaalim teri nek kamaayi
Lut gaya maal
tera lut gaya maal oye
Pagadi sambhaal
jatta Pagadi sambhaal oye
Pagdi sambhaal
jatta ...
Uth aur uth ke
khaaq se zarre ek sitaara ban ja -2
Bujha bujha
kyon dil hai tera ik angaara ban ja
O sadiyon ke
thehare paani
O sadiyon ke
thehare paani behti dhaara ban ja
lut gaya maal
tera lut gaya maal oye
Pagadi sambhaal
jatta Pagadi sambhaal oye
pagdi sambhaal
jatta ...
|
|
|