.....Contd
Youtube videos may not stay for long. In
case you find a linked video missing, please message
at facebook.com/doctorkc
Singh Is King
|
Ou better put
your fist up aa right nowaa aa aa
One for the
treble, two for the base, king is in the
place, you better watch this space
One for the
treble, two for the base, king is in the
place, you better watch this space
One for the
treble, two for the base, king is in the
place, you better watch this space
One for the
treble, two for the base, king is in the
place, you better watch this space
Put you fist
up, put you fist up, put you fist up, put you
fist up, put you fist up…
Put you fist
up, put you fist up, put you fist up, put you
fist up, put you fist up…
Hain ek colour
ke tera patte, lekin sab mein bas ek king,
Ace bhi hum
hai, base bhi hum hai, aur jigar mein hain
daringright now…now
Hain ek colour
ke tera patte, lekin sab mein bas ek king,
Ace bhi hum
hai, base bhi hum hai, aur jigar mein hain
daring
Hum, hum kare
dil ki jo marzi, karte karte bas had kar di,
Dil agar
sachcha ho rab sab karde setting
Singh is king,
singh is king, singh is king, singh is king,
singh is king, singh is king
Singh is king,
singh is king, singh is king, singh is king,
singh is king, singh is king
Yo yo yo yo…you
know we bring the rockers in the place,
Don’t be
messing with me punkers, I hit you in the
face,
You know you
better salute to the king you know you better
bow down to the singh
Chak de phatte
,coz we are the greatest, kabhi naa darte coz
we are the bravest,
Nachde, hasde
bad as hell, punjabis in the house, you better
watch yourself
Ek nahi dus dus
baari, jeet lo ji duniya saari,
Dil kisi ka jo
agar tum jeeto, phir to ki gal hai,
Daag lo dus
bandukhe, koyalein phir bhi kookein,
Gar samajh pao
unki boli ko, phir to ki gal hai
Aaodil ka raag
sunao o o o
Gao, apna
gaana, morning to evening
Singh is king,
singh is king, singh is king, singh is king,
singh is king, singh is king
Singh is king,
singh is king, singh is king, singh is king,
singh is king, singh is king
You better pump
it up, singh is the house, you better turn it
up,
I say, you
better pump it up, singh is the house, you
better turn it up
When I say
singh,you say king, singh is king singh is
king
When I say
singh,you say king, singh is king singh is
king
When I say
singh,you say king, singh is king singh is
king
Shaan thi naa
shaano shaukat, na na na thi koi shauhrat,
Ek din mein hi
khula, kaise yeh kismat ka taala,
Na to mera kal
tha kuch bhi, na to mera ab hai kuch bhi,
Ek bas dil tha,
ab to woh bhi kisi ko de daala
Jeena ishq bina
kya jeena o o o o
Jeena, aise
jeena oonchi ho thinking
Singh is king,
singh is king, singh is king, singh is king,
singh is king, singh is king
Hain ek colour
ke tera patte, lekin sab mein bas ek king,
Ace bhi hum
hai, base bhi hum hai, aur jigar mein hain
daring
Hain ek colour
ke tera patte, lekin sab mein bas ek king,
Ace bhi hum
hai, base bhi hum hai, aur jigar mein hain
daring
Hum, hum kare
dil ki jo marzi, karte karte bas had kar di,
Dil agar
sachcha ho rab sab karde setting
Singh is king,
singh is king, singh is king, singh is king,
singh is king, singh is king
Singh is king,
singh is king, singh is king, singh is king,
singh is king, singh is king
|
Dil kho gaya, ho gaya kisi
ka,
Ab raasta mil gaya, khushi
ka
Aankhon mein hai khwab sa, kisi
ka
Ab raasta mil gaya, khushi
ka
Rishta naya rabba, dil chhoo raha
hai,
Kheeche mujhe koi dore, teri
ore
Teri ore, teri ore, teri ore, hai
rabba teri ore, teri ore, teri ore
Teri ore, teri ore, teri ore, hai
rabba teri ore, teri ore, teri ore
Khulti fizaein, khulti
ghatayein,
Sar pe naya hai aasamaan,
Chaaro dishayein, hass ke
bulaye,
Yu sab hue hai meharbaan
Haaan hume to yahi rabba,
Kasam se pata hai,
Dil pe nahi, koi zor, koi
zor
Teri ore, teri ore, teri ore, hai
rabba teri ore, teri ore, teri ore
Teri ore, teri ore, teri ore, hai
rabba teri ore, teri ore, teri ore
Ek heer thi aur tha ek
raanjha,
Kehte hai mere gaon mein,
Sacha ho dil to, sau mushkilen
ho
Jhukta naseeba pao mein,
Ho hoaanchal tera rabba;
Falak ban gaya hai,
Ab iska nahi, koi ore, koi
chore
Teri ore, teri ore, teri ore, hai
rabba teri ore, teri ore, teri ore
Teri ore, teri ore, teri ore, hai
rabba teri ore, teri ore, teri ore
Dil kho gaya, ho gaya kisi
ka,
Ab raasta mil gaya, khushi
ka
Aankhon mein hai khwab sa, kisi
ka
Ab raasta mil gaya, khushi
ka
Rishta naya rabba, dil chu raha
hai,
Kheeche mujhe koi dore, teri
ore
Teri ore, teri ore, teri ore, hai
rabbateri ore, teri ore, teri ore
Teri ore, teri ore, teri ore, hai
rabbateri ore, teri ore, teri ore |
|
Sir
| Sun sun sun barsaat ki dhun |
|
Sitamgar
|
Chand roz aur
meri jaan, chand roz
Chand roz aur
meri jaan, chand roz
Chand roz aur
meri jaan, chand roz
Tere gum ke
din, mere gum ke din
Tere gum ke
din, mere gum ke din
Chale jaayenge
kahan maan chand roz
Chand roz aur
meri jaan, chand roz
Aansoo abhi
zara aur hai peena
Kuch din isi
tarah aur hai jeena
Aansoo abhi
zara aur hai peena
Kuch din isi
tarah aur hai jeena
Zyaada nahin,
mere haseen
Rehna hoga
pareshaan chand roz
Chand roz aur
meri jaan, chand roz
Phir zindagi
hogi pyar ki khaatir
Marna jeena
hoga yaar ki khaatir
Phir zindagi
hogi pyar ki khaatir
Marna jeena
hoga yaar ki khaatir
Hoga jaaneman,
apna milan
Dil mein abhi
yeh armaan chand roz
Chand roz aur
meri jaan, chand roz
Main abhi maang
teri bhar na sakoonga
Rusvaayee main
teri kar na sakoonga
Main abhi maang
teri bhar na sakoonga
Rusvaayee main
teri kar na sakoonga
Haath khul
jaaye, daag dhul jaaye
Phir yeh hawaa
hai mehmaan chand roz
Chand roz aur
meri jaan, chand roz
Tere gum ke
din, mere gum ke din
Chale jaayenge
kahan maan chand roz
Chand roz aur
meri jaan, chand roz
|
Hum kitne naadan they yaaron
Aaj yeh samjhe aaj yeh jaana
Sach hai agar to ek mohabbat
Jhooth hai baaki sara fasana
Par gaye jaise inn aankhon mein
Zulm ke nafrat ke parde
Zindagi tera mujrim hoon main
Ho sakey to maaf karde
Andhi raah ke andhi safar mein
Beet gaya jeene ka bahana
Hum kitne naadan they yaaron
Aaj yeh samjhe aaj yeh jaana
Ab yeh mohabbat ka ehsaan hai
Yeh jo thodi jaan hai mujhme
Aakhir main jiska kaatil hoon
Zinda woh insaan hai mujhme
Iss dil ke armaan hai kya kya
Yeh to abhi dekhega zamana
Hum kitne naadan they yaaron
Aaj yeh samjhe aaj yeh jaana
Sach hai agar to ek mohabbat
Jhooth hai baaki sara fasana
Hum kitne naadan they yaaron
Aaj yeh samjhe aaj yeh jaana |
|
| YouTube
Video |
Pyaar jab naa
diyaa zindagii ne kabhii
Phir sitamagar
kaun huaa aadamii yaa zindagii
Jurm kii hai
sazaa, ye to jaanen sabhii
Koii mujarim
kyuun banaa ye nahiin maanen kabhii
Saath jab naa
diyaa zindagii ne kabhii
Phir sitamagar
kaun huaa aadamii yaa zindagii
Daag lagataa
rahe, phir bhii jiinaa pade
Zillaton
rusavaa_iyon kaa zahar bhii piinaa pade
Raham jab naa
kiyaa zindagii ne kabhii
Phir sitamagar
kaun huaa aadamii yaa zindagii
Wo to kahataa
rahaa, zindagii ke liye
Ek muhabaat ke
sivaa kuchh na mujhako chaahiye
Pyaar jab naa
diyaa zindagii ne kabhii
Phir sitamagar
kaun huaa aadamii yaa zindagii
|
Sohlavan Saal
Hai apna dil to
awaara
hm hm hm hmm hmm
hm hm hm hmm hmm
Hai apna dil to awaara
na jaane kis pe aayega
Hai apna dil to awaara
na jaane kis pe aayega
Haseeno ne bulaaya
gale se bhi lagaaya
Bahut samjhaaya
yahi na samajha
Haseeno ne bulaaya
gale se bhi lagaaya
Bahut samjhaaya
yahi na samajha
Bahut bhola hai bechaara
na jaane kis pe aayega
Hai apna dil to awaara
na jaane kis pe aayega…
Ajab hai diwaana
na dar na thhikaana
Zameen se begaana
falak se juda
Ajab hai diwaana
na dar na thhikaana
Zameen se begaana
falak se juda
Ye ek toota huwa taara
na jaane kis pe aayega
Hai apna dil to awaara
na jaane kis pe aayega…
Zamaana dekha saara
hai sab ka sahaara
Ye dil hi hamaara
huwa na kissi ka
Zamaana dekha saara
hai sab ka sahaara
Ye dil hi hamaara
huwa na kissi ka
Safar mein
hai ye banjaara
na jaane kis pe aayega
Hai apna dil to awaara
na jaane kis pe aayega…
Huwa jo kabhi raazi
to mila nahi kaazi
Jahaan pe lagi baazi
wahin pe haara
Huwa jo kabhi raazi
to mila nahi kaazi
Jahaan pe lagi baazi
wahin pe haara
Zamaane bhar ka naakaara
na jaane kis pe aayega
Hai apna dil to awaara
na jaane kis pe aayega |
|
|
(yahii to hai
vo,yahii to hai)-2
(dekhiye
dekhiye gaur se phir dekhiye)-2
(yahii to hai
vo,yahii to hai)-2
(sunaa hogaa
aap ne,kissaa ye chaupaal me
Ek raajaa phans
gayaa thaa ik parii ke jaal men)-2
O parii aaii
hai phir naye jalave liye
Are dekhiye
dekhiye gaur se phir dekhiye
Yahii to hai
vo
(shaayaron ka
ye kahaa,hoge tumhe yaad bhii
Bholii bholii
suurat vaale,hote hain jallaad bhii)-2
Siine men dil
nahiin,phirate hain pathar liye
Are dekhiye
dekhiye gaur se phir dekhiye
Yahii to hai
vo
(haan vohii
jinake liye,jaan dii farhaad ne
Jangal jangal
rotaa thaa,majanuu bhii jinakii yaad
men)-2
##romeo## chal
basaa jinake tamanna liye
Dekhiye dekhiye
gaur se phir dekhiye
Yahii to hai
vo
(tum ise kahalo
hansii,par ye sahii baat hai
Kuchh to hai jo
inaka meraa galii galii saath hai)-2
Aur ham kyaa
kahe khud hii samajh liijiye
O dekhiye
dekhiye gaur se phir dekhiye
Yahii to hai vo
|
Sohni Mahiwal
|
Aye
meri zindagi ke sahaare
kahaan hai tu
Mujhko
bhi apne paas bula le
jahaan hai tu
Aaj
galiyon me teri
aaya hai deewana tera
Aaj
galiyon me teri
aaya hai deewana tera
Dil me le kar ghum tera
hoton pe afsaana tera
Aaj
galiyon me teri....
Bheekh
de deedaar ki
parda utha jalwa dikha
Bheekh
de deedaar ki
parda utha jalwa dikha
Maangta hai husn ki
khairaat mastaana tera
Maangta
hai husn ki
khairaat mastaana tera
Aaj galiyon me teri
aaya hai deewana tera
Aaj
galiyon me teri....
Tu
hi dil ko husn ki
chingaarion se phoonk de
Tu
hi dil ko husn ki
chingaarion se phoonk de
Aag me
ghum ki jalaa
jaata hai parwaana tera
Aag
me ghum ki jalaa
jaata hai parwaana tera
Aaj
galiyon me teri....
Teri
marzi hai banaade
ya mita de tu mujhe
Teri
marzi hai banaade
ya mita de tu mujhe
Zindagi tujh par hai sadke
dil hai nazraana tera
Zindagi
tujh par hai sadke
dil hai nazraana tera
Aaj galiyon me teri
aaya hai deewana tera
Dil
me lekar ghum tera
hoton pe afsaana tera
Aaj galiyon me teri....
|
|
Sohni Mahiwal
Duniya hai isee ka naam kahin
Shaadi kahin barbaadi,
Kahin shaadi kahin barbaadi,
Kabhi subah kabhi hai shaam kahin,
Shaadi kahin barbaadi....
Nagma hai kahin shehenayee kaa,
Maatam hai kahin tanhayee kaa,
Koyee zaher piye koyee jaam, re
Koyee zaher piye koyee jaam
Duniya hai isee ka naam kahin,
Shaadi kahin barbaadi,
Kahin shaadi kahin barbaadi....
Tum gair se nataa jod chale,
Aur mujhko tadapta chhod chale,
Socha na mera anjaam re,
Socha na mera anjaam,
Duniya hai isee ka naam kahin,
Shaadi kahin barbaadi,
Kahin shaadi kahin barbaadi....
Ho tumko mubarak duniya nayi.
duniya nayi.
Kar lena hamen bhi yaad kabhi
Kar lena hamen bhi yaad kabhi
Tum shaad ho hum nakaam, re
Tum shaad ho hum nakaam
Duniya hai isee ka naam kahin,
Shaadi kahin barbaadi,
Kahin shaadi kahin barbaadi
Kabhi subah kabhi hai shaam
kahin,
Shaadi kahin barbaadi....
|
|
Sohni Mahiwal
[Chaand chhupa aur taare doobe
raat gazab ki aayee
Husn chala hai ishq se milne zulm
ki badli chhayee
O....Raat gazab ki aayee]-2
Toot padi
hai aandhi ghum ki .....
Toot padi
hai aandhi ghum ki aaj pawan hai paagal
aaj pawan
hai paagal
Kaamp rahi hai dharti saari cheekh
rahe hain baadal
cheekh rahe hain baadal
Duniya ke toofan hazaaron husn ki
ek tanhaayee
Husn chala hai ishq se milne zulm
ki badli chhayee
O.... Raat gazab ki aayee
Maut ki
naagan aan khadi hai raah mein fan failaaye
Jungle jungle naach rahe hain
shaitaanon ke saaye
O.... shaitaanon ke saaye
Aaj khuda khaamosh hai jaise bhool
gaya ho khudaayee
Husn chala hai ishq se milne zulm
ki badli chhayee
O.....Raat gazab ki aayee
Ghor andhera
mushkil raahen kadam kam pe dhoke-2
Aaj mohabat ruk na sakegi chaahe
khuda bhi roke
O.... chaahe khuda bhi roke
Rahe wafa mein peechhe hatna pyar
ki hai rusvaayee
Husn chala hai ishq se milne zulm
ki badli chhayee
O.....Raat gazab ki aayee
Paar nadi ke
yaar ka dera O.......
Paar nadi ke
yaar ka dera aaj milan hai tera
aaj milan
hai tera
Od le tu lahron ki chunari baandh
le mauj ka sehra
O.... baandh le mauj ka sehra
Dole mein majhdhaar ke hogee teri
aaj bidaayee
Husn chala hai ishq se milne zulm
ki badli chhayee
O.....Raat gazab ki aayee
Doob ke in
oonchi lehron mein nayaa paar laga le
Ulfat ke toofan mein zinda rahte
hain marne waale
O... rahte hain marne waale
Jeete ji sansaar mein kisne pyaar
ki manzil paayee
Husn chala hai ishq se milne zulm
ki badli chhayee
O.....Raat gazab ki aayee
Tere dil ke
khoon se hoga laal chanaab ka paani
Duniya ki taarikh mein likhee
jaayegi ye kurbaani
Sohni aur Mahiwal ne apni ishq
mein jaan gawaayee
Ishq mein jaan gawaayee..... |
|
| YouTube Video |
Mera bichhada
yaar mila de - 2
Sadaka rasool
ka,
Ho... sadaka
rasool kaa
Mere dil ka
dard mita de
Sadaka rasool
ka
Ho... sadaka
rasool kaa
Maalik tune duniya bhar ki bigadi
baat banaai
Haan bigadi
baat banaai
Meri bhi
taqadir banaa to
Jaanun teri
khudaai
To Jaanun teri
khudaai
Meraa ujada
pyaar basa de
Mera bichhada
yaar milaa de
Sadaka rasool
ka
Tu hi bataa de-2
jaaun kidhar
ko
Na manzil na
dera-2
Us nagari ki
raah dikha de
Yaar jahaan ho
mera-2
Meri naiya paar
laga de
Mera bichhada
yaar mila de
Sadaka rasool
ka
Mere dil ka
dard mita de
Sadaka rasool
ka
Ho... sadaka
rasool kaa
|
Sohni Mahiwal
|
aaaaaaa
aaaaaaa aaaaaaa
aaaaaaa
aaaaaaa
aaaaaaa aaaaaaa
aaaaaaa
aaaaaaa aaaaaaa
aaaaaaa
aaaaaaa
aaaaaaa aaaaaaa
Teri
mehfil tera jalwa
teri soorat dekh lee
Meri aankho ne
isee
duniya me jannat dekh lee
Teri mehfil
tera jalwa
teri soorat dekh lee
Meri aankho
ne isee
duniya men jannat dekh lee
Ae meri
jaane tamana
Ae meri jaane tamana
ai meri jaane wafa
Pyar kee
manzil dikhadee
toone tera shukriya
toone tera
shukriya
Tere dar pe
muskraati
maine kismat dekh li
Meri aankhon
ne
Meri aankhon ne isee
duniya mein jannat dekh lee
Ek dil aur
uspe laakhon
Ek dil aur uspe laakho
girne waali bijliyaan
Ye jawaani ye
addayen
ye tadap ye shokhiyan
ye tadap ye
shokhiyan
Sar se lekar paanv tak
maine kayamat dekh lee
Meri aankho
ne
Meri aankho ne isee
duniya mein jannat dekh lee
Umr bhar
zinda rahoonga
Umr bhar zinda rahoonga
main sahare par tere
Zindagi apni
luta doonga
ishare par tere
main ishare
par tere
Maine teri
mast nazaron
mein mohabbat dekh lee
Meri aankhon
ne o o
Meri aankhon ne isee
duniya mein jannat dekh lee
Teri mehfil tera jalwa
teri soorat dekh lee
|
|
Soldier
Yun milaake
nazar, kar ke jaadugari
Deke
dard-e-jigar, aage pichhe dol kar
Soldier
soldier mithi baate bol kar
Dil tu churaa
le gayaa
Soldier
soldier mithi baate bol kar
Dil tu churaa
le gayaa
Soldier
soldier mithi baate bol kar
Dil tu churaa
le gayaa
Yun milaake
nazar, kar ke jaadugari
Deke
dard-e-jigar, aage pichhe dol kar
Soldier
soldier mithi baate bol kar
Dil teraa
udaa le gayaa
Na na na meri
haan ban gayi
Tu tu tu meri
jaan ban gayi
Aji kyo kyo
kyo mujhe pyaar ho gayaa
Yun yun yun
iqaraar ho gayaa
Qasam se tu
badaa jhuthaa
Ho sanam tune
mujhe lutaa
Ho yun
milaake nazar, kar ke jaadugari
Deke
dard-e-jigar, aage pichhe dol kar
Soldier
soldier mithi baate bol kar
Dil tu churaa
le gayaa
Aa aa aa mere
paas to zaraa
Jaa jaa jaa
koi pyaas na jagaa
Kyaa kyaa
kyaa koi dard uthaa kyaa
Haan haan
haan meraa haal hai buraa
Tujhe aaye
koi jaadu
Meraa mujhape
nahi qaabu
Hey yun
milaake nazar, kar ke jaadugari
Deke
dard-e-jigar, aage pichhe dol kar
Soldier
soldier mithi baate bol kar
Dil teraa
udaa le gayaa
Soldier
soldier mithi baate bol kar
Dil tu churaa
le gayaa
Soldier
soldier mithi baate bol kar
Dil teraa
udaa le gayaa |
Smule
SHARAN
|
Son Of India
|
Dil
todane waale tujhe dil dhoondh rahaa
hain
Aawaaj
de toooo kaunasee nagaree mein chhoopaa
hain
Too
hum ko jo mil jaaye, to haal apanaa
sunaaye
Khud
roye kabhee aaur kabhee tuzako rulaaye
Wo
daag dikhaaye jo humei toone diyaa hain
Aye
dil ke sahaare, tuze dil dhoondh rahaa
hain
Seene
mein teree yaad kaa tufaan uthhaa hain
Dil
mein to ye hasarat hai, tere paas main
aaoo
Najaron
se giraa hoo to, najar kaise milaaoo
Badanaam
hoo, naakaam hoo, kyaa muz mein rahaa
hai
Dikhalaa
ke kanaaraa muze mallaah ne lootaa
Kashtee
bhee gayee haath se, patawaar bhee
chhootaa
Ab
aaur naa jaane meree takadeer mein kyaa
hain
Bechain
udhar too hai, to majaboor idhar hum
Baithhe
hain chhupaaye, ashkon mein teraa gam
Har
chot ubhar aayee hain, hye jakhm haraa hain
|
|
Nanhaa munnaa raahi hoon desh
kaa sipaahi hun
Bolo mere sang, jay hind, jay
hind, jay hind ...
Raste pe chaluungaa na dar dar
ke
Chaahe mujhe jiinaa pade mar mar
ke
Manzil se pahale naa luungaa
kahiin dam
Aage hii aage badhaaungaa kadam
Daahine baaen daahine baaen,
tham! nanhaa ...
Dhuup mein pasiinaa bahaaungaa
jahaan
Hare-bhare khet laharaaenge
vahaan
Dharatii pe faake na paaenge
janam
Aage hii aage ...
Nayaa hai zamaanaa merii nayee
hai Dagar
Desh ko banaaungaa mashiinon kaa
nagar
Bhaarat kisii se na rahegaa kam
Aage hii aage ...
Badaa ho ke desh kaa sitaaraa
banuungaa
Duniyaa kii aankhon kaa taaraa
banuungaa
Rakhuungaa uunchaa tirangaa
haradam
Aage hii aage ...
Shaanti ki nagarii hai meraa ye
vatan
Sabako sikhaauungaa pyaar kaa
chalan
Duniyaa mein girane na duungaa
kaheen bam
Aage hii aage ...
|
|
Son Of India
Sone Ki Chidiya
Sach bataa tu
mujh pe fidaa
Are kyun huaa
aur kaise huaa
Maar gayi
teri baanki adaa
Yun huaa aur
aise huaa
Sach bataa tu
mujh pe fidaa
Kyun huaa aur
kaise huaa
Maar gayi
teri baanki adaa
Yun huaa aur
aise huaa
Sach bataa tu
mujh pe fidaa
Naazani mai
hi nahi hai yahaan laakho hasi
Naazani mai
hi nahi hai yahaan laakho hasi
Mujhase hi
tujhe pyaar kyun huaa
Dil pe nazaro
kaa vaar kyun huaa
Mujhase hi
tujhe pyaar kyun huaa
Dil pe nazaro
kaa vaar kyun huaa
Maar gayi
teri baanki adaa
Yun huaa aur
aise huaa
Sach bataa tu
mujh pe fidaa
Are kyun huaa
aur kaise huaa
Maar gayi
teri baanki adaa
Chand si
surat teri, mohani murat teri
Chand si
surat teri, mohani murat teri
Teri dhun
mujhe be-sabab nahi
Aur jalavo me
ye gazab nahi
Teri dhun
mujhe be-sabab nahi
Aur jalavo me
ye gazab nahi
Sach bataa tu
mujh pe fidaa
Are kyun huaa
aur kaise huaa
Maar gayi
teri baanki adaa
Yun huaa aur
aise huaa
Sach bataa tu
mujh pe fidaa
Shukariyaa,
ae meharabaan
Mil gaye
mujhe do jahaan
Shukariyaa,
ae meharabaan
Mil gaye
mujhe do jahaan
Besaharaa thi
tum nahi mujhe
Aaj duniyaa
kaa gam nahi mujhe
Besaharaa thi
tum nahi mujhe
Aaj duniyaa
kaa gam nahi mujhe
Maar gayi
teri baanki adaa
Yun huaa aur
aise huaa
Sach bataa tu
mujh pe fidaa
Are kyun huaa
aur kaise huaa
Maar gayi
teri baanki adaa |
Smule
Sierra Swagyomom
Smule
Ruchi Mathur
|
Souten
Zindagi pyar
ka git hai, ise har dil ko gana padega
Zindagi pyar
ka git hai, ise har dil ko gana padega
Zindagi gum
ka sagar bhi hai, has ke us par jana padega
Zindagi ek
ehsas hai, tute dil ki koi aas hai
Zindagi ek
ehsas hai, tute dil ki koi aas hai
Zindagi ek
vanwas hai kat kar sabko jana padega
Zindagi pyar
ka git hai, ise har dil ko gana padega
Zindagi
bewafa hai to kya, apne ruthe hai humse to kya
Zindagi
bewafa hai to kya, apne ruthe hai humse to kya
Hath me hath
na ho to kya, sath phir bhi nibhana padega
Zindagi pyar
ka git hai, ise har dil ko gana padega
Zindagi ek
musakan hai, dard ki koi pahchan hai
Zindagi ek
musakan hai, dard ki koi pahchan hai
Zindagi ek
mehman hai, chhod sansar jana padega |
Smule
LALITH D'SOUZA
Smule
TRUPTI BHATKAL
Smule
LEENA APHATERPEKAR
|
Student Of The
Year
Vele
Assi vehle sab vehle aa vela ho ja re...
(x4)
O o motoron mein dhik-chik dhik-chik
gedi-shedi maare hai
Fursaton ko dhuaan dhuaan kar ke shaam
udaa de
Kar rahe badmashiyan bole
Uncle-Auntiyan
Apni asi yaariyaan duniya pe mukti
paaye
Saanu vele kehnde.. saanu vi
Assi kehnde kehnde.. saanu vi
Inna shining shining future bright
si
Saanu vele kehnde.. saanu vi
Bas kehnde hi rehnde.. saanu vi
Oye mitran de sang sab kuch all right
si
Tadi tadi apni aisi hai ki kit-pit saare
dekhenge
Badi badi aankhein kholege deewana humko
bolenge
Yaar hai apne favour mein
Ghoome hai phir toh tevar mein
Changi saariyaan apni yaariyan hai forever
hoye
Bottlon mein pagshag dale karobar
banate
Vekhenge hum totta shotta peeke do
Patiyale
Saanu vele kehnde.. saanu vi
Bas kehnde hi rehnde.. saanu vi
In a shining shining future bright
si
Saanu vele kehnde.. saanu vi
Bas kehnde hi rehnde.. saanu vi
Oye mitran de sang sab kuch all right
si
You think you go fast
But I know I'm faster
I'm school ya I'm party ninja master
You think strike like you never ever
imagine
Drop the boom from million fathoms
..
Dil mein topein chalti hain
O dhadkan gote khati hai
O waare nyare hote hain
Jo humse ankh lad jaati hai
Karti hai kissy wissy oye
Kehti hai miss you miss u oye
Dil ki haarti jaan saarti
Sab mutiyare hoye
Ladkiyon ke nede tedhe
Gaddi tez chala ke
Karte hain hum hello bye bye po po horn
baja ke
Saanu vele kehnde.. saanu vi
Bas kehnde hi rehnde.. saanu vi
In a shining shining future bright
si
Saanu vele kehnde.. saanu vi
Bas kehnde hi rehnde.. saanu vi
Oye mitran de sang sab kuch all right si
Assi vele sab vele aa vela ho ja re...
(x4)
|
|
Suhaagan
|
Mere pyaar men
tujhe kyaa milaa
Mere dil kaa
phuul na khil sakaa
Mere pyaar
men
Teraa rang-ruup
ujad gayaa ye hasiin cheharaa utar gayaa
Na bahaar hai
na singaar hai na ko_ii kushii na qaraar
hai
Mujhe apane aap
se hai gilaa
Mere pyaar
men
Rahii dil kii
dil men hii hasaraten baniin zahar pyaar kii
raahaten
Merii
majabuuriyaan baniin terii bediyaan tujhe khaa
ga_iin ye kaamoshiyaan
Ke gamon pe
kuchh bhii na bas chalaa
Mere pyaar
men
Mere dil yahaan
se tuu chal kahiin mujhe ko_ii jiine kaa haq
nahiin
Main karuungaa
teraa hii kaatmaa tere saath apanaa bhii
kaatmaa
Meraa aaj hai
yahii faisalaa -3
Mere pyaar men
|
Tu mere saamne hai
teri zulfein hain khuli
tera aanchal hai dhala
Main bhala hosh mein kaise rahun
Tu mere saamne hai...
Teri
aankhen to chhalakte huye
paimaane hain
aur tere hont, larazate huye
maikhaane hain
mere armaan issi baat pe deewane
hain
main bhala hosh mein kaise rahun
kaise rahun
Tu mere saamne hai...
Tu jo
hansti hai to
bijli si chamak jaati hai
teri saanson se gulaabon ki
mahek aati hai
tu jo chalti to
kudrat bhi bahek jaati haiii
main bhala hosh mein kaise rahun
kaise rahun
Tu mere saamne hai
teri zulfein hai khuli
tera aanchal hai dhala
main bhala hosh mein kaise rahun
tu mere saamne hai
|
|
|
Tumhi to meri pooja
ho
Aaa aaa
Tumhi to meri pooja ho
Tumhe dil mein basaaya hai
Tumhi to meri duniya ho
Haan aaa aaa
Tumhi to meri duniya ho
Tumhe dil se lagaya hai
Tumhi to meri duniya ho
Ibaadat hai nigaahon ki
Tujhi ko dekhte rehna
Ibaadat hai mere dil ki
Teri har baat ko sehna
Teri har baat ko sehna
Tumhi to mere saathi ho
Tumhe apna banaaya hai
Tumhi to meri pooja ho
Tamanna hai in aankhon ki
Tumhare hi nazare hon
Jahan dekhoon tumhe dekhoon
Haseen jalwe tumhaare hon
Haseen jalwe tumhaare hon
Tumhi ne meri manzil ko
Bahaaron se sajaya hai
Tumhi to meri duniya ho
Tumhaare haath mein hai ab
Hamaari laaj ka aanchal
Na beh jaaye kahin dekho
Hamaari aankh ka kaajal
Hamaari aankh ka kaajal
Tumhi to meri pooja ho
Tumhi to meri duniya ho
Tumhi to meri pooja ho.
|
|
|
Suhaag Raat
Are o re -2
Dharatii kii tarah har dukh sah le
suuraj kii tarah tuu jalatii jaa -2
Sinduur kii laaj nibhaane ko
chup-chaap tuu aag pe jalatii jaa -2
Are o re
Dekhii na kushii tuune re ko_ii -2
Jiivan se pyaar bhii ruuth gayaa
Jis ghar ko mandir maanaa thaa
Vo ghar bhii tujhase chhuut gayaa
Are o re
Apane yug kii har siitaa ko -2
Sholon pe bithaayaa jaataa hai
Daaman kitanaa hii paavan ho
Par dosh lagaayaa jaataa hai -2
Are o re
Sansaar tujhii se chalataa hai -2
Terii kokh se maut bhii haarii hai
Bhagavaan kii tarah mahaan hai tuu
Kahane ko abalaa naarii hai
Are o re |
|
|
Khush
raho har khushi hai tumhaare liye -2
Chhod
do aansu_on ko hamaare liye -2
Kush
raho har kushii hai tumhaare liye
Kyon
udaasii kii tasviir ban kar khade
Gam
uthaane ko duniyaa men ham to pade
Muskaraane
ke din hain na aahen bharo -2
Mere
hote na kud ko pareshaan karo
Kush
raho har kushii hai tumhaare liye -2
Bijalii
chamake tumhen dar kii kyaa baat hai
Roshanii
kii yahii to shuruuwaat hai
Tuutanii
hai jo bijalii meraa sar to hai -2
Jo
andhere hain beghar meraa ghar to hai
Kush
raho har kushii hai tumhaare liye -2
Tum
bahaaron se shikawaa na karanaa kabhii
De
do kaante hamen phuul le lo sabhii
Phuul
ko_ii kuchal jaaye jab bhuul men -2
Soch
lenaa ke ham mil chuke dhuul men
Kush
raho har kushii hai tumhaare liye
Chhod
do aansu_on ko hamaare liye -2
Kush
raho har kushii hai tumhaare liye -2
|
|
Suhaana Safar
Saari khushiyaan hain muhabbat
ki zamaane ke liye
Main ne to pyaar kiyaa aansuu
bahaane ke liye
Saarii khushiyaan hain
Kaash ye jazabaa-e-dil kaam to aa
jaataa kabhii
Unake honthon pe meraa naam to aa
jaataa kabhii
Yaad kar lete mujhe bhuul hii
jaane ke liye
Saarii khushiyaan hain
Khuun-e-dil khuun-e-jigar
khuun-e-tamannaa ke sivaa
Saarii duniyaa men mujhe rang na
koii bhii milaa
Apane aramaanon kii tasaviir
banaane ke liye
Saarii khushiyaan hain |
|
Sujaata
Jalte hain jis ke liye
teri aankhon ke diye
Dhoondh laayaa hun vahi
geet main tere liye
Jalte hain jis ke liye
Jalte hain jis ke liye
teri aankhon ke diye
Dhoondh laayaa hun vahi
geet main tere liye
Jalte hain jis ke liye
Dil me rakh lenaa ise haathon se
ye
chhoote na kahin
Geet naazuk hai mera sheeshe se
bhi
toote na kahin
Dil men rakh lenaa ise haathon se
ye
chhoote na kahin
Geet naazuk hai mera sheeshe se
bhi
toote na kahin
Gungunaaunga yahi geet main tere
liye
Jalte hain jis ke liye
Jab talak na ye tere ras ke bhare
honthon se mile
Yun hi aavaaraa phiregaa ye
teri zulfon ke tale
Jab talak na ye tere ras ke bhare
honthon se mile
Yun hi avaaraa phiregaa ye
teri zulfon ke tale
Gaaye jaauungaa yahi geet main
tere liye
Jalte hain jis ke liye
Dard ban ke jo mere dil men
rahaa
dhal naa sakaa
Jaadu ban ke teri aankhon men
rukaa
chal na sakaa
Dard ban ke jo mere dil men rahaa
dhal naa sakaa
Jaadu ban ke terii aankhon men
rukaa
chal naa sakaa
Aaj laayaa hun vahi geet main tere
liye
Jalte hain jis ke liye
teri aankhon ke diye
Dhoondh laayaa hun vahi
geet main tere liye
Jalte hain jis ke liye
|
Smule
SAUMYA BASU
Smule
ANARNALI
Smule
NAINA ROY
Smule
SEEMA CHATTERJEE
|
| Audio
Karaoke |
Sun mere bandhu
re sun mere mitavaa
sun mere
saathii re
hotaa tuu
piipal, mai.n hotii amar lataa terii
tere gale
maalaa ban ke, pa.Dii musakaatii re
sun mere
saathii re
sun mere
ba.ndhuu re ...
diiyaa kahe tuu
saagar, mai.n hotii terii nadiyaa
lahar bahar kar
tuu apane, piiyaa chaman jaatii re
sun mere
saathii re
sun mere
ba.ndhuu re ...
|
Tum jiyo hazaaron saal
Saal ke din hon pachaas
hazaar
Sooraj roz
aataa rahe roz gaataa rahe
Leke kiranon ke mele
Palachhin kaliyaan gin gin teraa
har din
Tab tak rangon se khelen
Rang jab tak baakii hai bahaaron
men
Tum jiyo hazaaron saal
Saal ke din hon pachaas
hazaar
Yahaan
vahaan shaam ho chaahe jahaan
Yuun hii jhuume shamaa sunake
tumhaarii baaten
Pyaar liye chaand kaa tiikaa
liye
Yuun hii juganuu liye chamake
tumhaarii raaten
Nuur jab tak baakii hai sitaaron
men
Tum jiyo hazaaron saal
Saal ke din ho pachaas hazaar |
|
Sun Ke Main Hun Jawaan
Dil mere rolay
Kya kya tu bolay
Mein sun raha huun sadaa
Kese kahoon mein
Patthar bohat hein
Phoolon ke raste jaa
O saathi re
Inn raahon ko tu jaan le
Diya na baati
Sangi na saathi
Koi nahin he tera
Kese kahoon mein
Patthar bohat hein
Phoolon ke raste ja
O saathi re
Inn raahon ko pehchaan le
Hum bhoolay, dunyaa bhoolay
Hum bikhray, ab kya ronaa
Ho, Beeti yaadon ke saaye
Ab hein paraaye
Iss chhaon ko tu bhool ja
Sun le
Dil mere rolay
Kya kya tu bolay
Mein sun raha hoon sadaa
Darya na saahil
Toofan manzil
Kaanon mein he shor saa
Kese kahoon mein
Maujein bohat hein
Phoolon ke raste jaa
O saathi re
Inn maujon ko tu jaan le
Hum bhoolay, dunya bhoolay
Hum bikhray, ab kya rona
Beeti yaadon ke saaye
Ab hein paraaye
Iss chhaon ko tu bhool ja
Sun le
Dil mere rolay
Kya kya tu bolay
Mein sun raha hoon sadaa
|
|
|
Ye dil ab manne
na en raho ko janne na
Bole hoe en
baton man jewan ko pehchane na
Jaage hai mere
man kahi armaan dohnd na paye khushi oo ki
rango mein gum bi hai mere jaan
Dode kahi
Yaara nend aye
na ki dil ab tut jaya na ki
Yaara ab nend
aye na ki hum kahi bole jaya na
Sunle sada ae
khuda abb mere dil ab tanha roie ha
Ye dil ab
dundie na en haha lav bole na
Jo vade toti ha
on vado ko boli na
Apni zameen
mein kouho hai jaha dhund na paya man kui rado
men dubi hoi hum kaha bulo ye nai
Yaara neend aye
na ki dil ab tut jai na
Yaara ab nend
aye na ki hum kahi bole jaya na
Sunle sada ae
khuda abb mere dil ab tanha roie ha
Basti hai mere
dil men kahi armmaan dund na payi khushio ki
rango mein gum bi hai mere jaan
Bolo ye
nai
Yaara neend aye
na ki dil ab tut jai na
Yaara ab nend
aye na ki hum kahi bole jaya na
Yaara ab neend
aye na ki dil kahi tut jai na
Yaara ab neend
aye na ki hum kahi bol jai na
Yaara ab neend
aye na ki dil ab tut jayi na
Yaara ab neend
aye na ki dil bol jayi na
Yaara ab neend
aye na ki dil kahi tut jayi na
Yaara ab neend
aye na
|
Sur
|
Aa
bhi jaa aa bhi jaa ae subaah aa bhi jaa
Aa
bhi jaa aa bhi jaa ae subaah aa bhi jaa
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi
jaa
Aa
bhi jaa aa bhi jaa ae subaah aa bhi jaa
Aa
bhi jaa aa bhi jaa ae subaah aa bhi jaa
Raat
ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa
bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Mere, mere dil
ke paagalpan ki aur seema kya hai
Yun
to tu hai meri, chhaaya tujh mein aur tera kya
hai
Main
hoon gagan tu hai zameen, adhoori si mere bina
Raat
ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa
bhi jaa aa bhi jaa ae subaah aa bhi jaa
Aa
bhi jaa aa bhi jaa ae subaah aa bhi jaa
Dekhoon chaahe
jisko, kuch kuch tujhsa dikhta kyoon hai
Jaanoon,
jaanoon na main, tera mera rishta kyoon hai
Kaise
kahoon kitna bechain hai dil mera tere bina
Raat
ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa
bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa - 2
|
|
Aao tumhen ek nayee baat
bataaoon main - 2
Saaz bajaaye mausam, aur geet
sunaaoon main
Aao tumhe ek nayi baat bataaoon
main
Saaz bajaaye mausam, aur geet
sunaaoon main
Aao tumhe ek nayi baat bataaoon
main
Dharti
bheege baahon mein baadal ke
Patte gaaye raste mein peepal ke
Panchhi bhanwre titli aur
hawaayein
Apni apni dhun mein sab gaaye
Inko sur, inko taal, inko geet
kisne sikhaaye
Aao tumhe ek nayi baat bataaoon
main
Saaz bajaaye mausam, aur geet
sunaaoon main
Aao tumhe ek nayi baat bataaoon
main
Girti uthti
dil mein jo laherein hain
In mein hi to geeton ke dhere hain
Aage peechhe jitna yeh jeevan hai
Meri teri saanson ka aangan hai
Roz hi subaah nayi, rah nayi,
sooraj dikhaaye
Aao tumhe ek nayi baat bataaoon
main
Saaz bajaaye mausam, aur geet
sunaaoon main
Mm mm hm mm, mm mm hm mm, mm mm mm
mm mm |
|
| YouTube Video |
Jaane kya
dhoondta hai ye mera dil
Tujhko kya
chaahiye zindagi
(Jaane kya
dhoondta hai, ae mera dil
Tujhko kya
chaahiye zindagi) - 2
Raaste hi raaste hain, kaisa hai
yeh safar
Dhoondti hain
jisko nazrein, jaane hai voh kidhar
(Jaane kya
dhoondta hai, ae mera dil
Tujhko kya
chaahiye zindagi) - 2
Bechehra sa koi sapna hai voh
Kahin nahin hai
phir bhi apna hai voh
Aise mere andar
shaamil hai voh
Main hoon behta
dariya, saahil hai voh
Hai kahan voh,
voh kidhar hai, raaste kuch to bata
Kaun sa uska
nagar hai, rehguzar kuch to bata
Dhoondti hain
jisko nazrein, jaane hai voh kidhar
(Jaane kya
dhoondta hai, ae mera dil
Tujhko kya
chaahiye zindagi) - 2
Soona sa hai mandir, moorat nahin
Khaali hai
aaina, soorat nahin
Jeene ka jeevan
mein kaaran to ho
Maheke kaise
kaliyaan, gulshan to ho
Shamma hai jo
mujh mein roshan, voh viraasat kisko doon
Door tak koi
nahin hai, apni chaahat kisko doon
Dhoondti hain
jisko nazrein, jaane hai voh kidhar
(Jaane kya
dhoondta hai, ae mera dil
Tujhko kya
chaahiye zindagi) - 2
|
Aa, aa aa aa aa, aa, aa aa aa aa
Aa aa aa aa, aa aa aa aa
(Kabhi shaam dhale to mere dil
mein aa jaana
Kabhi chaand khile to mere dil
mein aa jaana) - 2
Magar aana is tarha tum ke yahan
se phir na jaana
Kabhi shaam dhale to mere dil mein
aa jaana
Kabhi chaand khile to mere dil
mein aa jaana
Aa aa, aa aa aa aa aa aa
Oh oh, oh oh oh oh oh oh oh oh oh
Tu nahin hai
magar phir bhi tu saath hai
Baat ho koi bhi teri hi baat hai
Tu hi mere andar hai, tu hi mere
baahar hai
Jab se tujhko jaana hai, maine
apna maana hai
Magar aana is tarha tum ke yahan
se phir na jaana
(Kabhi shaam dhale to mere dil
mein aa jaana
Kabhi chaand khile to mere dil
mein aa jaana) - 2
Oh oh aa, aa aa aa, aa aa
Aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa, aa
aa aa
Raat din ki
meri dilkashi tumse hai
Zindagi ki kasam zindagi tumse hai
Tum hi meri aankhen ho sooni tanha
raahon mein
Chaahe jitni doori ho, tum ho meri
baahon mein
Magar aana is tarha tum ke yahan
se phir na jaana
Kabhi shaam dhale, aah
Kabhi chaand khile, aah
Kabhi shaam dhale to mere dil mein
aa jaana
Kabhi chaand khile to mere dil
mein aa jaana
Aa, aa aa aa aa, aa, aa aa aa aa |
|
(Khoya hai tune jo ae dil
Vohi To Rooh Tha, Jaan Tha) - 3
(Thukra Diya Maine Jisse, Kismat
Thi Meri
Kudrat Ne Jo Bakshi Thi Voh Daulat
Thi Meri) - 2
Khoya Hai Tune Jo Ae Dil
Vohi To Rooh Tha, Jaan Tha
(Qaatil Hoon Main, Mujrim Hoon
Main, Dushman Khud Apna
Jalta Hoon Main, Mujh Mein Meri
Jalti Hai Duniya) - 2
(Khoya Hai Tune Jo Ae Dil
Vohi To Rooh Tha, Jaan Tha) - 2 |
|
Suraj
Bahaaro phool barsaao mera
mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai
Hawaaon raagini gaao, mera mehboob
aaya hai
Mera mehboob aaya hai
Oh laali phool ki mehndi laga
in gore haathon mein
Utar aa eh ghata kaajal, laga in
pyaari aankhon mein
Sitaaron maang bhar jaao, mera
mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai
Nazaaron har taraf ab taan do
ik noor ki chaadar
Baaa sharmeela dilbar hai, chala
jaaye na sharma kar
Zara tum dil ko behlaao, mera
mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai
Sajaayi hai jawaan kaliyon ne
ab ye sej ulfat ki
Inhein maalum tha aayegi ik din
ritu mohabbat ki
Fizaaon rang bikhraao, mera
mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai
Bahaaro phool barsaao, mera
mehboob aaya hai…
|
|
Suraj
|
Chehere pe giri
zulphen kehdo to hatadun main
Gustakhi Maaf,
Gustakhi Maaf..
Ek Phool Tere
Jode Mein Kehedo Tho Lagadun Mein,
Gustakhi Maaf,
Gustakhi Maaf..
Yeh Roop Hasin
Dhoop, Bahut Khub Hein Lekin,
Ulphat Ke Bina
Phika., Chehera Tera Rangeen,
Ek Deep
Mohobbat Ka, Kehedo Tho Jaladun Mein,
Gustakhi Maaf,
Gustakhi Maaf..
Sarkar Huva
Pyar, Khata Ham Se Huyi Hai,
Ab Dil Mein
Tumhi Tumho, Yeh Jaan Bhi Teri Hai,
Ab Cheer Ke Is
Dil Ko, Kehedo Tho Dikhadun Mein,
Gustakhi Maaf,
Gustakhi Maaf..
Chehere Pe Giri
Zulphen Kehdo Tho Hatadun Mein,
Gustakhi Maaf,
Gustakhi Maaf..
Ek Phool Tere
Jode Mein Kehedo Tho Lagadun Mein,
Gustakhi Maaf,
Gustakhi Maaf..
|
|
Itna hai tumse pyaar
mujhe mere raazdaar
Jitne ke aasmaan par
taare hai beshumaar
Itna hai tumse pyaar
mujhe mere raazdaar
Jitne ke iss zameen
par zarre hai beshumaar
Itna hai tumse pyaar
mujhe mere raazdaar
Tere siwaa kissi ko na
laaya nigaah mein
Laakhon haseen aaye
jawaani ki raah mein
Sadiyon se kar raha
tha tumhaara hi intezaar
Itna hai tumse pyaar
mujhe mere raazdaar
Jitne ke aasmaan par
taare hai beshumaar
Itna hai tumse pyaar
mujhe mere raazdaar
Maine bhi tere waaste
kitne janam liye
Tab dil ke raasto pe
jale pyaar ke diye
Ek din jaroor paaugi
itna tha aitbaar
Itna hai tumse pyaar
mujhe mere raazdaar
Jitne ke iss zameen
par zarre hai beshumaar
Itna hai tumse pyaar
mujhe mere raazdaar
Bekhud banaa diya
mujhe tere saaam ne
Jannat agar mile to na
loon tere saamne
Yeh pyaar woh nasha
hai ke jisska nahin utaar
Itna hai tumse pyaar
mujhe mere raazdaar
Jitne ke aasmaan par
taare hai beshumaar
Itna hai tumse pyaar
mujhe mere raazdaar
Jitne ke iss zameen
par zarre hai beshumaar
Itna hai tumse pyaar
mujhe mere raazdaar |
Smule
REKHA BAXI
Smule
NEENA AGARWAL
|
|
Aa
aa
aaa aaaaaa
Aa aaaa
aaaa aaaaa.
Kaise samjhaaun badi nasamjh ho
Kaise samjhaaun badi nasamjh ho
Hum se na jeetogi tum rahne do ye baazi
Kaise samjhaaun.....
Aa aa aa
aa aaa..
Kaise samjhaaun bade nasamjh ho
Kaise samjhaaun bade nasamjh ho
Aaye gaye tum jaise sainkdo anaadi
Kaise samjhaaun..
Hum dil ka saaz bajaate hain
Duniya ke hosh udaate hain
Hum dil ka saaz bajaate hain
Duniya ke hosh udaate hain
Hum sqat suron ke saagar hain
Har mehfil me lehraate hain
Har mehfil me lehraate hain
Kaise samjhaaun badi nasamjh ho
Kaise samjhaaun..
Tum saaz bajaana kya jaano
Tum rang jamaana kya jaano
Tum saaz bajaana kya jaano
Tum rang jamaana kya jaano
Mehfil to hamaare dam se hai
Tum hosh udaana kya jaano
Tum hosh udaana kya jaano
Kaise samjhaaun bade Uh.. samjh ho
Kaise samjhaaun...
Main naachun chaand sitaaron par
Sholon par aur sharaaron par
Main naachun chaand sitaaron par
Sholon par aur sharaaron par
Hum aise kala ke deewane
Chhaa jaayen nasheeli bahaaron par
Chhaa jaayen nasheeli bahaaron par
Kaise samjhaaun
O o oooo....
Badi nasamjh ho
ooooooo.....
Kaise samjhaaun
O o oooo....
badi nasamjh ho
Ho o o aaye gaye tum jaise sainkdon anaadi
Kaise samjhaaun
Badi nasamjh ho
kaise samjhaaun
|
|
|
| Titali udi ud jo chali phool ne
kahaa |
|
Suraj Aur Chanda
Tere nam ka diwana,
tere ghar ko dhundhta hai
Tere nam ka diwana,
tere ghar ko dhundhta hai
Jis najar pe dil fida
hai, us najar ko dhundhta hai
Tere nam ka diwana,
tere ghar ko dhundhta hai
Awaz dil ki pahchan
le, mai kaun tu ye jan le
Awaz dil ki pahchan
le, mai kaun tu ye jan le
Ik rat ka sitara ik
sahar ko dhundhta hai
Tere nam ka diwana
tere ghar ko dhundhta hai
Jan-e-wafa o
jan-e-jigar, ye zindagi hai to ek safar
Jan-e-wafa o
jan-e-jigar, ye zindagi hai to ek safar
Is safar me ek musafir
humsafar dhundta hai
Tere nam ka diwana
tere ghar ko dhundhta hai
Phulo me jaise rang o
phul mujhko chhupale aankho me tu
Phulo me jaise rang o
phul mujhko chhupale aankho me tu
Mera dil tadap tadap
kar dil war ko dhundta hai
Tere nam ka diwana
tere ghar ko dhundhta hai
Jis najar pe dil fida
hai us najar ko dhundhta hai
Us najar ko dhundhta
hai, us najar ko dhundhta hai |
Smule
Singervoiceking
Smule
Er Abhinav Jha
|
Suryavansham
Swades
Swami
Kaa karun sajani aaye na
baalam
Khoj rahii hain piyaa paradesii
ankhiyaan - 2
Aae na baalam
Jab bhii koii, aahat hoe, manavaa
moraa bhaage
Dekho kahiin, tuute nahiin, prem
ke ye dhaage
Ye matavaarii priit hamaarii
Chhupe na chhupaae - (2)
Saavan ho tum main huun torii
badariyaa
Aaye na baalam, kaa karuun
Bhor bha_ii aur, saanjh dhalii re,
samay ne lii angadaaii
Ye jag saaraa, niind se haaraa,
mohe niind na aaii
Main ghabaraauun, dar dar
jaauun
Aae vo na aae - (2)
Raadhaa bulaae kahaan khoe ho
kanhaiyyaa
Aae na baalam, kaa karuun |
|
|
Yaadon men vo
sapanon men hai jaa_en kahaan
Dhadakan kaa
bandhan to dhadakan se hai
Saanson se huun
kaise judaa
Apanon ko duun
main kaise bhulaa
Yaadon men
vo
Ye phuul ye
kaliyaan sabhii rok rahiin raahen merii
Ye miit ye
sakhiyaan sabhii dhuundh rahiin nigaahen
merii
Har mod par ek
sapanaa khadaa
Jaanaa hai
mushkil meraa
Yaadon men
vo
Nainaa mere
ansu_an bhare puuchh rahe chalii hai
kahaan
Bahatii nadii
kahane lagii teraa to hai ye hii jahaan
Har mod par
ko_ii apanaa khadaa
Dekhuun main
mud ke jahaan
Yaadon men vo
|
Swarg Nark
Aag hai lagi huyee
(aag hai lagi huyee har taraf
yahaan wahaan
Jal rahii hai ye zamiin jal rahaa
hai aasamaan ) -2
Aag hai lagii hu_ii
Dil kyaa hai
Kaanch kaa khilaunaa hai
Sapn ek salonaa hai
( dil badaa naazuk hai ye tuut naa
jaaye kahiin
Khelate hain dil se jo ye kabar
unako nahiin ) -2
Dil gayaa to kyaa rahaa dil ke
saath hai jahaan
Jal rahii hai ye zamiin jal rahaa
hai aasamaan
Aag hai lagii hu_ii
Chiiz kyaa hai pyaar ye
Ik dawaa hai yaar ye
Ye dawaa kabhii kabhi gam kaa jaam
ban ga_ii
Zindagii kii har subah ek shaam
ban ga_ii
Roshanii chalii ga_ii
Roshanii chalii ga_ii rah gayaa
dhu_aan dhu_aan
Jal rahii hai ye zamiin jal rahaa
hai aasamaan
Dor tuut jaatii hai
Jode gaanth aatii hai
( shaadii aur byaah hai rishtaa
aitabaar kaa
Saat janam ke waaste ek waadaa
pyaar kaa ) -2
Ek pal men ho gaye
Ek pal men ho gaye phir bhii log
badagumaan
Jal rahii hai ye zamiin jal rahaa
hai aasamaan
( aag hai lagii hu_ii har taraf
yahaan wahaan
Jal rahii hai ye zamiin jal rahaa
hai aasamaan ) -2 |
|
|
Leenaa -2
Hu hu hu hu hu
hu
Leena o leena
dil toone chheenaa
He leena o
leena dil toone chheena
Saare shahar
men nahiin tujh sii koyee hasinaa
leena o leena
dil tuune chheena
He leena o
leena dil tuune chheena
Jo tere ruup ke jaaduu men kho
gayaa
Jo terii zulf
ke saaye men so gayaa
Usakaa hai
maranaa-maranaa
Usakaa hai
jeenaa-jeenaa
leena o leena
dil toone chheena
He leena o
leena dil toone chheena
Aisii hain aankhen terii
Jaise kii koyee
gazal
Yaa kisii jhiil
men
Tairate do
kamal
Inamen na duub
jaaye
Is dil kaa ye
safiinaa
leena o leena
dil tuune chheena
He leena o
leena dil tuune chheena
|
Sweekar Kiya Maine
Swyamber
Naari kuchh aisan aage nikal
rahi hai
Mardan ke paanv tale dharatii
phisal rahii hai
Vo din ga_e ki ghar ke chuulhe
maan sar khapaayaa
Ek pair ab zamiin par ek chaand
par jamaayaa
Badalii hai jab se aurat duniyaa
badal rahii hai
Mardan ke paanv tale
Mardan ko de ke penashan ladatii
hai ab ilek{}shan
Kahate the jisako sistar ab hu_ii
ministar
Mardan kii momabattii tap-tap
pighal rahii hai
Mardan ke paanv tale
Chaabii kaa chhallaa kholaa
aanchal se naariyon ne
Banduuk bhii uthaa lii ab faujii
naariyon ne
Har desh auratan kii paltan nikal
rahii hai
Mardan ke paanv tale |
|
|
|