Songbook Zipped
Free download 2MB
Ownwith Free Karaoke
A
B
C
D
E
F
G
H
I
J
K
L
M
N
O
P
Q
R
S
T
U
V W X Y
Z
Masood Rana
English songs =>
A
B
C
D
E
F
G
H
I
J
K
L
M
N
O
P
Q
R
S
T
U
V W X Y
Z
<=English songs
Smule Song Search : Song Titles with Spelling variations listed together
Happy smuling .....
     
 12 O'Clock
YouTube Video
Main kho gaya yahin kahin jawaan hai rut sama haseen
Kahaan hai dil kise pata kahaan hun main khabar nahin          -2
Main kho gaya Main kho gaya Main kho gaya Main kho gaya
Yun kissee se hua saamna dil ne awaaz di thaamna-2
Jaane kya kah gayee vo nigaahen naazneen-2
Main kho gaya yahin kahin jawaan hai rut sama haseen
Kahaan hai dil kise pata kahaan hun main khabar nahin
Main kho gaya Main kho gaya
Haale dil kahe to doon jhoom ke pyaar se zulf ko choom ke-2
Sochata hun magar vo khafa na ho kahin-2
Main kho gaya yahin kahin jawaan hai rut sama haseen
Kahaan hai dil kise pata kahaan hun main khabar nahin
Main kho gaya Main kho gaya
Sun yahi jo rahi pyaar ki ho rahegi meri vo kabhi-2
Mere dil mere dil thahar ja machal nahin-2
Main kho gaya yahin kahin jawaan hai rut sama haseen
Kahaan hai dil kise pata kahaan hun main khabar nahin          -2
Main kho gaya Main kho gaya Main kho gaya Main kho gaya
|   
 (Tum jo hue mere humsafar raste badal gaye
 Lakho diye mere pyar ki raho me jal gaye) - (2)
 
 Kya manzile kya karawa baho me teri hai sara jaha
 Aa jane jaa chal te waha milate jaha hai zami aasma
 Manzil se bhi kahi dur hum aaj nikal gaye
 Lakho diye mere pyar ki raho me jal gaye
 
 Aaya maza laya nasha tere labo ki baharo ka rang
 Mousam jawa sathi hansi us pe nazar ke isharo ka rang
 Jitne bhi rang the sab teri aankho me dhal gaye
 Lakho diye mere pyar ki raho me jal gaye
 Tum jo hue mere humsafar raste badal gaye
 Lakho diye mere pyar ki raho me jal gaye
Smule Kiran Dalia


1857
Gam-e-aashiana sataayega kab tak
sataayega kab tak
Mujhe mera dil yun rulaayega kab tak-2
Gam-e-aashiana sataayega kab tak rulaayega kab tak

Banaa kar bigaade hain ghar toone laakhon-2
Falaq ye tamaashe dikhaayega kab tak-2
Gam-e-aashiana sataayega kab tak rulaayega kab tak

Sitam aaj karte hain insaan pe insaan-2
Tu insaan ko insaan banaayega kab tak-2
Gam-e-aashiana sataayega kab tak rulaayega kab tak

Teri aaj duniya jahanum bani hai-2
jahanum bani hai
Tu shaane khudaai dikhaayega kab tak sataayega kab tak
Mujhe mera dil yun rulaayega kab tak-2
Gam-e-aashiana sataayega kab tak rulaayega kab tak

    

1920
YouTube Video
[Vaada... tumse hai vaaada Vaada... tumse hai vaaada
Janmon ka pyar ka dard ka saathiya... ]-2
Vaada vaada vaada vaada vaada vaada vaada vaada 
Meri palko mein, tere sapno ka dard hai..
Haaaa….mere is dil mein teri chahat ka ghar hai… 
Meri rag rag mein tu bas tera prem samaya hai…samaya hai… 
Meri in saason mein ab teri sanson ki sargam bajti hai… 
Vaada... tumse hai vaaada Vaada... tumse hai vaaada
Janmon ka pyar ka dard ka saathiya... 
Jeena bhala kya is duniya se darr ke.. ho...
Yuhi rakhunga baahon mein tujko bhar ke… 
Aaa… tere sajde meri hi sar ko hamesha jhukaya.. raha jhukaya raha… 
Meri tasveeron pe bas teri rangon ki mala sajti hai... 
Vaada... tumse hai vaaada Vaada... tumse hai vaaada
Janmon ka pyar ka dard ka saathiya... 
    

1942 A Love Story
Dil ne kaha chupke se 
Yeh kya hua chupke se 
Kyon naye lag rahe hein 
Yeh dharti gagan 
Maine poochcha to boli yeh pagli pawan 
Pyar hua chupke se 
Titliyon se suna maine kissa bagh ka 
Bagh mein thi ek kalee 
Sharmeely unchhooee 
Ek din manchala bhanwara aa gaya 
Khil uthi woh kalee paya roop naya 
Pochhti thi kalee 
Yeh mujeh kya hua 
Phool hansa, chupke se 
Pyar hua 
Meine badal se kabhi 
Yeh kabani thi sunee 
Parvaton ki ek nadee 
Milne sagar se chalee 
Jhoomti ghoomti, nachtee doltee 
Kho gayee apna sagar mein 
Ja ke nadee dekhne 
Pyar ki aisi jadugari 
Chand khila chupke se pyar hua
    
KaraokeOnline
YouTube Video
Ho o ... ek ladakii ko dekhaa to aisaa lagaa 
 Ek ladakii ko dekhaa to aisaa lagaa, jaise
 Khilataa gulaab, jaise
 Shaayar kaa khvaab, jaise
 Ujalii kiran, jaise
 Ban mein hiran, jaise
 Chaandanii raat, jaise
 Naramii ki baat, jaise
 Mandir mein ho ek jalataa diyaa, ho ooo
Ek ladakii ko dekhaa to aisaa lagaa!
 
 Ho, ek ladakii ko dekhaa to aisaa lagaa
 Ek ladakii ko dekhaa to aisaa lagaa, jaise
 Subah kaa roop, jaise
 Saradii kii dhoop, jaise
 Vinaa kii taan, jaise
 Rangon kii jaan, jaise
 Balakhaaye bel, jaise
 Laharon kaa khel, jaise
Khushabuu liye aaye thandii havaa, ho!
 O... ek ladakii ko dekhaa to aisaa lagaa!
 
Ho, ek ladakii ko dekhaa to aisaa lagaa
 Ek ladakii ko dekhaa to aisaa lagaa, jaise
Naachataa mor, jaise
 Resham ki dor, jaise
 Pariyon kaa raag, jaise
Sandal ki aag, jaise
 Solah singaar, jaise
Ras ki phuhaar, jaise
 Aahistaa aahistaa badhataa nashaa, ho!
 O... ek ladakii ko dekhaa to aisaa lagaa!
 Ek ladakii ko dekhaa to aisaa lagaa!
    

1942 A Love Story
Kuchh naa kaho
kuchh bhi naa kaho
Kuchh naa kaho
kuchh bhi naa kaho
Kyaa kehnaa hai
kya sunanaa hai
Mujh ko pataa hai
tum ko pataa hai
Samay kaa ye pal
tham saa gayaa hai
Aur is pal me
koyee nahin hai
Bas ek main hun
bas ek tum ho
Kuchh naa kaho
kuchh bhi naa kaho
Kitane gahre halke
shaam ke rang hain chhalake
Parvat se yun utare baadal
jaise aanchal dhalake
Kitane gahre halke
shaam ke rang hain chhalake
Parvat se yun utare baadal
jaise aanchal dhalake
Aur is pal me
koyee nahin hai
Bas ek main hun
bas ek tum ho
Kuchh naa kaho
kuchh bhi naa kaho
Sulagi sulagi saansen
behaki behaki dhadakan
Mehke mehke shaam ke saaye
pighale pighale tan man
Sulagi sulagi saansen
behaki behaki dhadakan
Mehke mehke shaam ke saaye
pighale pighale tan man
Aur is pal me
koyee nahin hai
Bas ek main hun
bas ek tum ho
Kuchh naa kaho
kuchh bhi naa kaho
Kyaa kehnaa hai
kya sunanaa hai
Mujh ko pataa hai
tum ko pataa hai
Samay kaa ye pal
tham saa gayaa hai
Aur is pal me
koyee nahin hai
Bas ek main hun
bas ek tum ho
    

Rimjhim rimjhim
    

YouTube Video
Rooth na jaanaa tum se kahun to 
Main in aankhon mein jo rahun to      -2 
Tum ye jaano yaa naa jaano
Tum ye maano yaa naa maano
Mere jaisa divaanaa tum paaoge nahiin
Yaad karoge main jo na huun to 
Rooth na jaanaa tum se kahuun to 
Merii ye divaanagii kabhii na hogii kam 
Jitane bhii chaahe tum kar lo sitam           -2 
Mujh se bolo yaa naa bolo 
Mujh ko dekho yaa naa dekho 
Ye bhii maanaa mujhase milane aaoge nahiin 
Saare sitam hansake main sahun to
Rooth na jaanaa tum se kahuun to
Prem ke dariyaa mein laharen hazaar 
Laharon mein jo bhii dubaa huaa vohii paar         -2 
Uunchii niichii niichii uunchii
Niichii uunchii uunchii niichii
Laharon mein tum dekhuun kaise aaoge nahiin 
Main in laharon mein jo bahuun to
Rooth na jaanaa tum se kahuun to 
Tum ye jaano yaa naa jaano
Tum ye maano yaa naa maano
Mere jaisa divaanaa tum paaoge nahiin
Rooth na jaanaa tum se kahuun to
Main in aankhon mein jo rahuun to        -2
    

1942 A Love Story
Dil naaumeed to nahin naakaam hi to hai 
Lambii hai gam ki shaam magar shaam hi to hai 

Ye safar bahut hai kathin magar 
Na udaas ho mere hamasafar        -2
Na udaas ho mere hamasafar

Ye sitam kii raat hai dhalane ko 
Hai andheraa gam kaa pighalane ko        -2 
Zaraa der is mein lage agar-2
Na udaas ho mere hamasafar
Ye safar bahut hai kathin magar 
Na udaas ho mere hamasafar

Nahiin rahanevaalii ye mushkilen 
Ye hain agale mod pe manzilen       -2 
Merii baat kaa tuu yakiin kar-2
Na udaas ho mere hamasafar 
Ye safar bahut hai kathin magar 
Na udaas ho mere hamasafar 

Kabhii dhundh legaa ye kaaravaan 
Vo nayii zamiin nayaa aasamaan         -2 
Jise dhuunhdhatii hai terii nazar-2
Na udaas ho mere hamasafar 
Ye safar bahut hai kathin magar 
Na udaas ho mere hamasafar     -2
Na udaas ho mere hamasafar 

    

1947 Earth
YouTube Video
Umm umm, umm umm
Umm umm, umm umm umm umm
Dheemi dheemi, dheemi dheemi
Khushboo hai tera badan
Sulgeh mehke, pighale dehke
Kyoon na behke mera mann
Sulgeh mehke, pighale dehke
Kyoon na behke mera mann
Woh chali hawaa, ke nasha ghula
Hai samaa bhi jaise dhuan dhuan
Tera roop hai, ke ye dhoop hai
Khule baal hain, ke hain badliyaan
Tu jo paas hai mujhe pyaas hai
Tere chune ka ahsaas hai
Tu jo paas hai mujhe pyaas hai
Tere chune ka ahsaas hai
Tu jo paas hai mujhe pyaas hai
Tere jism ka ahsaas hai
Umm umm, umm umm
Umm umm, umm umm umm umm
Dheemi dheemi, dheemi dheemi
Khushboo hai tera badan
Sulgeh mehke, pighale dehke
Kyoon na behke mera mann
Sulgeh mehke, pighale dehke
Kyoon na behke mera mann
Saans bhi jaise ruk si jaati hai
Tu jo paas aayee to aanch aati hai
Dil ki dhadkan bhi mere
Seenay mein ladkhadati hai
Ye tera tan badan, kaise hai ye aggan
Thandak hai tu woh aag hai
Balkhati hai jo tu lehraati hai jo tu
Lagta hai ye badan ek raag hai
Woh chali hawaa, ke nasha ghula
Hai samaa bhi jaise dhuan dhuan
Tera roop hai, ke ye dhoop hai
Khule baal hain, ke hain badliyaan
Tu jo paas hai mujhe pyaas hai
Tere chune ka ahsaas hai
Tu jo paas hai mujhe pyaas hai
Tere chune ka ahsaas hai
Tu jo paas hai mujhe pyaas hai
Dheemi dheemi, dheemi dheemi
Khushboo hai tera badan
Sulgeh mehke, pighale dehke
Kyoon na behke mera mann
Sulgeh mehke, pighale dehke
Kyoon na behke mera mann
Umm umm, umm umm
Umm umm, umm umm umm umm
Umm umm, umm umm
Umm umm, umm umm umm umm...
    
1947 Earth
Raat ki daldal hain gaadhi re
Gaadhi re
Dhadkan ki chale kaise gaadi re
Gaadi re
Raat ki daldal hain gaadhi re
Gaadhi re
Dhadkan ki chale kaise gaadi re
Gaadi re
Saihmey saihmey hai dishayein
Jaise kuch khoney ko hai
Saans rokey hain hawaein
Jaane kya hone ko hai
Saihmey saihmey hai dishayein
Jaise kuch khoney ko hai
Saans rokey hain hawaein
Jaane kya hone ko hai
Maut chupi jhadi jhadi re
Jhadi re
O, raat ki daldal hai gaadhi re
Gaadhi re
Dhadkan ki chale kaise gaadi re
Gaadi re...
Dil ke aangan mein hain phailey
Saaye kaise khauff ke
Ro rahe hain yoon
Andhere khaab jaayein jo suney
Dil ke aangan mein hain phailey
Saaye kaise khauff ke
Ro rahe hain yoon
Andhere khaab jaayein jo suney
Doobi samey ki hai naadi re
Naadi re
O, raat ki daldal hai gaadhi re
Gaadhi re
Dhadkan ki chale kaise gaadi re
Gaadi re...
    

1971
Khoon mein dharati nahaaye
Aag barase aasmaan se
Hai Kasam Mujhko Tumhaari
Main Ladunga Main Ladunga
Jung Jitane Rang Badale
Rang Badale Dhang Badale
Kwaayishen Mit Jaayen
Gum Ho Sapne Apane
Khoon Mein Dharati Nahaaye
Aag Barase Aasmaan Se
Hai Kasam Mujhko Tumhaari
Main Ladunga Main Ladunga
(Kaal Ke Antim Palon Tak
Maut Se Antim Ghadi Tak
Hai Kasam Mujhko Tumhaari
Main Ladunga Main Ladunga) - 2
Jisam Marate Hain, Na Marati Aatma
Phool Marata Hai, Na Marata Baagba
Saamane Hai Desh, Hai Apana Aasamaan - 2
Khoon Mein Dharati Nahaaye
Aag Barase Aasmaan Se
Hain Kasam Mujhko Tumhaari
Main Ladunga Main Ladunga
(kaal Ke Antim Palon Tak
Maut Se Antim Ghadi Tak
Hai Kasam Mujhko Tumhaari
Main Ladunga Main Ladunga) - 2
    
YouTube Video
Khushiyan ne dere laaye ki woti ghund andar sharmaaye
Eh ghungata laahn nu ji kardaae
Pichchad pichche aaye ke jatti agge nasadi jaaye
Saada jhappi paan nu ji kardaae
Saada bhangra paan nu ji kardaae-8
Yaaran ne mele laaye, dekh kudiyaan de tole aaye
Nahi mud ke jaan nu ji kardaae
Koyi raj ke zor lagaaye
Saaddi yaari tod na paaye
Eh geet gaanenu ji kardaae
Saada bhangra paan nu ji kardaae-8
Bhaanve duniya aa jaave
Eh saada bhangra rok na paave          - 3
Eh boli paan nu ji kardaae
Saada bhangra paan nu ji kardaae-8
    
Aankhon mein tu saanson mein hai tu meri
Manzil Hai Tu Kaise Bhuuloon Yaadein Teri
Tu Paas Rehkar Bhi Hai Mujhse Dur
Na Honge Fir Bhi Hum Majboor
Sehlenge Hum Saare Sitam
Bhulega Mann Tujhe Na Sanam
Khwabon Mein Tu Aisi Wafa Hai Teri
Nagamon Mein Tu Inmen Sada Hai Teri
Tu Paas Reh Kar Bhi Hai Mujhse Dur
Na Honge Fir Bhi Hum Majboor
Sehlenge Hum Saare Sitam
Bhulega Mann Tujhe Na Sanam
Subah Shaam Raat Mein Bhula Diya
Yeh Dil Bhula Nahi Saka
Naam Tera khoon Se likha Hai Jo
Koyi Mita Nahi Saka
Tu Mere Mann Ka Hai Gilsita
Tuhi zamin Aur Aasamaan Teri Kasam
Sehlenge Hum Saare Sitam
Bhulega Mann Tujhe Na Sanam
 
    

36 China Town
Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 5
De de dil china town mein - 2
Hai kasam hai meri
Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 2
Tu meri jannat hai tu hi meri chahat hai
Tu meri bechaini tu hi meri raahat hai
Tu hi manzil meri
Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 2
Main teri deewangi mein hadh se guzar chuka hoon
Kya bataaun kis kadar main tujhpe marr chuka hoon
Main teri deewangi mein hadh se gujar chuka hoon
Kya bataaun kis kadar main tujhpe marr chuka hoon
Tu meri saansen hai tu hi meri dhadkan hai
Tu meri madhoshi tu hi meri tadpan hai
Tu hi manzil meri
Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 2
Har ghadi nazar mein hai chehra sirf tera
Kya karun main ab nahi hai bas mein dil yeh mera
Har ghadi nazar mein hai chehra sirf tera
Kya karun main ab nahi hain bas mein dil yeh mera
Tu meri tanhaai tu hi meri mehfil hai
Tu meri betaabi tu hi mera qaatil
Tu hi manzil meri
Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 2
De de dil china town mein - 2
Hain kasam hain meri
Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri- 2
 
    

 
Surat yeh teri pyari pyari surat teri - 2
Meri aankhon mein basti hai 
Mujhe tujhmein badi dilchaspi hai - 4
Surat yeh teri pyari pyari surat teri
Meri aankhon mein basti hai 
Mujhe tujhmein badi dilchaspi hai-4

Shikaari yeh dil hai mausam qaatil hai
Mujhse tera bachana meri jaan mushkil hai
Saanson mein toofan bechain hai armaan
Bas pal do pal ka yeh waqt hai mehmaan
Tere chehre se meri yeh nazar meri nazar
Meri jaan nahi hatt ti hain
Mujhe tujhmein badi dilchaspi hai-2

Sab kuchh kahti hai khaamoshi teri
Bechain padi hai dhadkan ye meri
Teri yeh adaaye kuchh bol rahi hain
Yeh raaz hazaaron ab khol rahi hain
Yeh raat badi beimaan hai yaar beimaan hai 
Kaate nahi katt ti hai
Mujhe tujhmein badi dilchaspi hai-2
Surat yeh teri pyari pyari surat teri
Meri aankhon mein basti hai 
Mujhe tujhmein badi dilchaspi hai-2
Mujhe tujhmein badi dilchaspi hai-2



24*7 I Think Of You...
Subah Subah Subah Subah - 2
24*7 I Think Of You - 2
Raat Raat Raat Raat
24*7 I Think Of You - 2
Subah Subah Subah Subah
Raat Raat Raat Raat
Aankhon Mein Dil Mein Tu
24*7 I Think Of You - 4
Subah Subah Subah Subah
Raat Raat Raat Raat
Aankhon Mein Dil Mein Tu
24*7 I Think Of You - 4
24*7 I Think Of You .....
24*7 24*7
Khoya Main Khoya Rehta Hoon
Betaabiya Main Sehti Hoon
Khoya Main Khoya Rehta Hoon
Betaabiya Main Sehti Hoon
Isse Pyar Kaho Ya Paagalpan
Lamha Lamha Tujhe Soche Mann
Isse Pyar Kaho Ya Paagalpan
Lamha Lamha Tujhe Soche Mann
Subah Subah Subah Subah
Raat Raat Raat Raat
???? De Tu
24*7 I Think Of You - 4
24*7 I Think Of You .....
24*7 24*7
Har Waqt Tera Hi Nasha Hain
Yeh Pyar Karne Ki Sazaa Hain
Har Waqt Tera Hi Nasha Hain
Yeh Pyar Karne Ki Sazaa Hain
Tune Itna Bechain Kiya 
Dil Jaan Tujhpe Qurbaan Kiya
Tune Itna Bechain Kiya 
Dil Jaan Tujhpe Qurbaan Kiya
Subah Subah Subah Subah
Raat Raat Raat Raat
Har Jagah Tu Hi Tu
24*7 I Think Of You - 4
Subah Subah Subah Subah
Raat Raat Raat Raat
Aankhon Mein Dil Mein Tu
24*7 I Think Of You .....
Ab tanhaa raha na jaaye
Rock your body - 3
Rock your body - 3
Rock your body - 3
Rock your body - 3
Ab tanhaa raha na jaaye
Rock your body - 3
Rock your body - 3
Dil tumhare bina kahi chain na paaye
Ab tanha raha na jaaye
Rock your body - 3 shake shake
Rock your body - 3
Dil tumhare bina kahi chain na paaye
Ab tanha raha na jaaye
Rock your body - 3
Beqaraari badi hain badi betaabiyan hain
Inn faasalon mein nazdeekiyan hain
Dil ki deewaron pe hain sirf tasveer teri
Teri yaad jana zanzeer meri
Bhala chahat ko jaanam koi kaise chhupaaye
Ab tanha raha na jaaye
Rock your body - 3
Rock your body - 3
Mere jazbaat tujhse mere din raat tujhse
Mere aashiqui ke khayal tujhse
Teri aahat jo aayen dhadke dil yeh mera
Har khayal se hain bas tera basera
Ishq tera mujhe toh deewana banaye
Ab tanha raha na jaaye
Rock your body - 3 shake shake
Rock your body - 3
Dil tumhare bina kahi chain na paaye
Ab tanha raha na jaaye
Rock your body - 3 shake shake
Rock your body - 3
Rock your body - 3 shake shake


Jab kabhi main kho jaaun toh mujhe dhundh loge naa
Jab kabhi main tanha rahu mera saath doge naa
Jab kabhi mere behke kadam tum thaam loge naa
Jab kabhi main kho jaaun toh mujhe dhundh loge naa
Jab kabhi main tanha rahu mera saath doge naa
Jab kabhi mere mushkil ho dagar tum sang chaloge naa
Jab kabhi mere behke kadam tum thaam loge naa
[ jab kabhi main kho jaaun toh song lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]
Jab kabhi de aawaz dil tum sun loge naa
Jab kabhi toote khwaab toh tum bun loge naa
Jab kabhi mujhse ho khata mujhe baksha doge naa
Jab kabhi meri num ho nazar mujhe pyar doge naa
Jab kabhi ham na aye sanam tum ?? loge naa
Jab kabhi mere aansu bahen unhe poch loge naa
Jab kabhi umra dhal jaayegi mujhe yun hi chahoge naa
Lo kasam kuchh bhi ho sanam tum durr jaaoge naa - 2
Tum hi meri jaan ho tum hi armaan ho
Tum hi dhadkanon mein ho sanam
Dil ka yeh iraada hain
Tumse mera vaada hain
Jeena marna tere sang hai sanam - 2
    

3 Idiots
Zoobie zoobie
Karaoke
    
40 Days
YouTube Video
[Main deewaana mastaana mushquil bhed mera paa jaana
Main deewaana mastaana ]-2
Duniya meri thokar mein toofaan qaid mere saagar mein
Saara zamaana mera nishaana khel nahin mujhase takaraana
Mushkil bhed mera pa jaana
Charche mere panaghat par roke raah machal ke dilabar
Mast javaani meri divaani husn mujhe dil de nazaraana
Mushkil bhed mera pa jaana
Dushman jhuuthe yaaron ka sachcha yaar vafaadaaron ka
Yaaron sachcha yaar vafaadaaron ka
Tod de patthar josh mein aakar ye dil ka naazuk paimaana
Mushkil bhed mera pa jaana
    
5 Rifles
 
  Naa haram mein, naa sukuun milataa hai butakhaane mein 
Chain milataa hai to saaqii tere maikhaane mein 
Jhuum, jhuum, jhuum 
( Jhoom baraabar jhoom sharaabi, jhoom baraabar jhoom) -3 
Kaalii ghataa hai, aa aa, mast fazaa hai, aa aa 
Kaalii ghataa hai mast fazaa hai, jaam uthaakar ghuum ghuum ghuum 
Jhuum baraabar 
Aaj anguur kii betii se muhaubbat kar le 
Shekh saahab kii nasiihat se bagaavat kar le 
Isakii betii ne uthaa rakhii hai sar par duniyaa 
Ye to achchhaa huaa anguur ko betaa naa huaa 
Kamasekam surat-e-saaqii kaa nazaaraa kar le 
Aake maikaane mein jiine kaa sahaaraa kar le 
Aankh milate hii javaanii kaa mazaa aayegaa 
Tujhako anguur ke paanii kaa mazaa aayegaa 
Har nazar apanii basad shauq gulaabii kar de 
Itanii piile ke zamaane ko sharaabii kar de 
Jaam jab saamane aaye to mukaranaa kaisaa 
Baat jab piine ki aajaaye to daranaa kaisaa 
Dhuum machii hai, aa aa, maikaane mein, aa aa 
Dhuum machii hai maikaane mein, tuu bhii machaa le dhuum dhuum dhuum 
Jhuum baraabar 
Isake piine se tabiiyat mein ravaanii aaye 
Isako buudhaa bhii jo piile to javaanii aaye 
Piine vaale tujhe aajaaegaa piine kaa mazaa 
Isake har ghuunt mein poshiidaa hai jiine kaa mazaa 
Baat to jab hai ke tuu mai kaa parastaar bane 
Tuu nazar daal de jis par vohii maikvaar bane 
Mausam-e-gul mein to piine kaa mazaa aataa hai 
Piine vaalon ko hii jiine kaa mazaa aataa hai 
Jaam uthaale, aa aa, munh se lagaale, aa aa 
Jaam uthaale, munh se lagaale, munh se lagaakar chuum chuum chuum 
Jhuum baraabar 
Jo bhii aataa hai yahaan piike machal jaataa hai 
Jab nazar saaqii ki padatii hai sambhal jaataa hai 
Aa idhar jhuumake saaqii kaa leke naam uthaa 
Dekh vo abr uthaa tuu bhii zaraa jaam uthaa 
Is qadar piile ke rag-rag mein suruur aajaaye 
Kasarat mai se tere chehare pe nuur aajaaye 
Isake har katare mein naazaan hai nihaan dariyaadilii 
Isake piinese pataa hotii hai ke zindaadilii 
Shaan se piile, aa aa, shaan se jiile, aa aa 
Shaan se piile shaan se jiile, ghuum nashe mein ghuum ghuum ghuum 
Jhuum baraabar
    
Teraa husn allah allah teraa rup ram ram
Ek mai hee nahee tere karodo gulam
Teraa husn allah.......
Too jo palke jhukaye himalay jhuke
Too ishara kare ganga jamuna ruke
Teree julfe sanware kashmir kee hava
Dhoye kanyakumaree tere panv sada
Teraa husn allah.......
Aaj kitne dilo pe teraa raj hai
Yeh teree sadagee hee teraa taj hai
Kya ajanta kee mai tujhko murat kahun
Too banaras kee subah avadh kee hai sham
Teraa husn allah.......
    
Practically all members of the parliament - ruling and opposition - believe in astrology. Most of them have faith in various hidden sciences, including telepathy. Very few would deny that India must be having at least a hundred genuine telepaths. In case government can channelise their capabilities, police force, CBI, vigilance, intelligence services would not be needed. Yet no one bells the cat. BECAUSE the first person to be trapped is likely to be a police boss, second one a minister, third one a chair person and fourth one a judge. India can once again be a golden eagle. Retarding factors are these corrupt people whose bread and butter are illiteracy and unawareness of people. Just as a dog confined in a room can identify intention of a person on the street, a confined person can be trained to scan a site 100 m away, 100 km away or any where on earth. Wings can be developed to make the man fly like a bird, with no fuel.



7 Khoon Maaf
Awaara awaara
Awaara awaara awaara
Awaara awaara
Awaara awaara awaara
Hawa pe rakhe sookhe patte, awaara
Hawa pe rakhe sookhe patte, awaara
Paon zameen pe lagte hi udh lete hain dobara
Awaara awaara awaara

Na shaakh jude, na jadh pakde
Na shaakh jude, na jadh pakde
Mausam mausam banjara
Awaara awaara awaara
Awaara awaara awaara

Jhonka jhonka yeh hawa
Hoo jhonka jhonka yeh hawa
Roz udaaye re
Jaaki daar gayi woh toh beet gaya
Jaaki maati gayi waka meet gaya
Koi na bulaaye re
Rut rang liye aayi bhi gayi
Muthiyan na khuli berang rahi
Sookha patta banjara
Awaara awaara awaara
Awaara awaara awaara

 Haule haule yeh hawa
 Haule haule yeh hawa
 Khel khilaaye re
 Khole dhoop kabhi, ghole chhaon kabhi
 Kabhi pankh bane, bane paon kabhi
 Dhool dikhaaye re
 Koi thaa na mili na hawa na zameen
 Na umeed ugi na dilaasa kahin
 Udta jaaye bechara
 Awaara awaara awaara ...

    
Bekaraan hai bekaraan
Aankhein bandh keeje naa
Doobne lage hai hum
Saans lene deeje naa
Bekaraan hai bekaraan
Aankhein bandh keeje naa
Doobne lage hai hum
Saans lene deeje naa
illallah
Ek zara chehra
Udhar keejay inayat hogi
Ek zara chehra
Udhar keejay inayat hogi
Aap ko dekh ke
Badi der se
Meri saans ruki hai
Aap ko dekh ke
Badi der se meri saans ruki hai
Bekaraan hai bekaraan
Aankhein bandh keeje naa
Doobne lage hai hum
Saans lene deeje naa
Bekaraan hai bekaraan
Aankhein bandh keeje naa
Doobne lage hai hum
Saans lene deeje naa
Ek zara dekhiye to
Aapke paaon tale
Kuch toh atka hai kahin
Waqt se kahiye chale
Udti udti si nazar
Mujhko choo jaaye agar
Ek tasleem ko har baar meri aankh jhuki hai
Aap ko dekh ke badi der se meri saans ruki hai
Aankh kuch laal si hai
Raat jaage to nahi
Raat jab bijli gayi
Darr ke baagey to naye kya laga
Honth tale jaise koi choth chale
Jaane kya sochke iss baar meri ankh jhuki hai
Aap ko dekh ke badi der se meri saans ruki hai
Bekaraan hai bekaraan
Aankhein bandh keeje naa
Doobne lage hai hum
Saans lene deeje naa
Aankhein teri bekaraan
Aankhein bandh keejay na
Aasman hi aasman
Aankhein bandh keejay na
Bekaraan hai bekaraan
Aankhein bandh keeje naa
Doobne lage hai hum
Saans lene deeje naa
illallah

    

Darling
    
Aa Ab Laut Chalen
O yaaro maaf karna kutch kahne aaya hun
Kutch apne bareme samjhane aaya hun
O yaaro maaf karna kutch kahne aaya hun...2
Kutch apne bareme samjhane aya hun
Mai hun pardesi naujawan, dil me rahne aaya hun...2
O yaaro maaf karna kutch kahne aaya hun...2
Oy..Oy...Oy... Mere ehle vatan, o tera kya kahna
Nasrino saman, o tera kya kahna
Khushboo e chaman tera kya kehna
Meri gango jaman tera kya kehna
Oy...Oy...Oy...Ae desh se aanewale bata
Kaisa hai mera mehboob vatan...2
Kya ab bhi vahan khaliyanome, sab neem ke niche sote hai
Kya ab bhi vahan bachpanwale, woh khel suhane hote hai
Kya ab bhi vahan rajarani ke, kisse dadi sunati hai
Kya ab bhi vahan per bachhon ko, maa lori ga ke sunati hai
Kya ab bhi vahan baisakhi me, sab jhumke bhangda pande hai
Oy...Oy...Oy... Kya ab bhi vahan baratome, sab tashe dhol bajande hai
Oy...Oy...Oy... Kya ab bhi vahan ke dhabome milti hai makke di roti
Oy...Oy...Oy... Kya ab bhi vahan ke melome udti hai hasinoki choti
Tere desh ki mitti ki vohi khushboo laya hun, vohi khushbo laya hun
O yaaro maaf karna kutch kahne aaya hun
Kutch apne bare me samjhane aaya hun....
Ae mere vatan kurbaan
Tu meri aan... vai vai... Tu meri shan...vai vai
Tu meri jaan...vai vai... Tujhpe kurbaan... vai vai
Mera armaan...vai vai... Meri pahchan...vai vai
Mera imaan... vai vai... Tujhpe kurbaan...vai vai
Kya ab bhi muhobbat ki lahre uthti hai chanab ke pani se
Kya ab bhi suroor chalkta hai madmast hawa ki rawani se
Kya ab bhi vahan pe galib mir ki gazle gaayi jaati hai
Kya ab bhi vahan pe mastani mahfilen sajai jaati hai
Kya ab bhi vahan ki iadome aati hai sevayiyoki khushboo
Kya ab bhi vahan tyoharome lagte hai woh mele harsoo
Kya ab bhi vahan per shadi me dulhe ka sehra gaate hai
Kya ab bhi vahan khushhaali me ghar ghar laddo bhijwate hai
Tu laga le gale mujhko mai bhi tera hi sayaan hun...2
O yaaro maaf karna kutch kahne aaya hu
Kutch apne bare me samjhane aaya hun
Mai hun pardesi naujawan, dil me rahne aaya hun...4
Aa...aa...aa...aa...
Aa...aa...aa...aa...

    
Aa Dekhen Zaraa
YouTube Video
(Aa dekhen jara kisame kitana hai dum
Jamake rakhana kadam mere saathiya) - (2)
(aage nikal aaye hum woh pichhe rah gaye
Upar chale aaye hum woh niche rah gaye) - (2)
You can never stop us, never break us down
B' z I have you beside me, ???
(aa dekhe jara kisame kitana hai dum
Jamake rakhana kadam mere saathiya) - (2)
Life is light, life is flash
Thodi thodi slow, aur haan thodi hai rush
Inn raahon mein hai khatara bada
Kya hona hai aage aa dekhe jara
(saare shehar mein hami hai, ham sa kaun hai
Dekho idhar hum yahin hai, hum sa kaun hai) - (2)
You can never stop us, never break us down
B' z I have you beside me, ???
(aa dekhe jara kisame kitana hai dum
Jamake rakhana kadam mere saathiya) - (2)
Mai khatam toh khel khatam
    
Aa Gale Lag Jaa
YouTube Video
Na koyee dil mein samaya 
Na koyee pehlu mein aaya 
Jaake Bhi Paas Rahi Tum Hi 
O Jaane Jaa Jaaneman 
Jaanti Ho 
Kyon Tumne Daaman Chuaraya 
Tum Jaano Main Kya Bataoon 
Mujhme hi Kuch Aeb Hoga 
Kyon Tumpe Tauhmat Lagaoon 
Main To Yehi Kahoonga 
Poochhogi Jab Bhi 
Hmmm Hmmm Hmmm 
Jaake Bhi Paas Rahi Tum Hi 
O Jaane Jaa Jaaneman 
Jaanti Ho 
Tum Jo Mujhe De Gayi Ho 
Ek Khubsurat Nishani 
Lipta Ke Seene Se Ussko 
Kat Jayegi Zindagani 
Main To Yehi Kahoonga 
Poochhogi Jab Bhi 
Hmmm Hmmm Hmmm 
Jaake Bhi Paas Rahi Tum Hi 
O Jaane Jaa Jaaneman 
Jaanti Ho 
Na Koi Mein Samaya 
Na Koi Pehlu Mein Aaya 
Jaake Bhi Paas Rahi Tum Hi 
O Jaane Jaa Jaaneman
    
Tera mujhse hai pehle ka naata koyee
Yoonhi nahin dil lubhaata Koyee
Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na
Tera mujhse hai pehle ka naata koyee
Yoonhi nahin dil lubhaata Koyee
[Dhuaan Dhuaan Tha Vo Samaan
Yahan Vahan Jaane Kahan]-2
Tu Aur Main Kahin Milay Thay Pehle
Dekha Tujhe To Dil Ne Kaha
Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na
Tu Bhi Rahi Mere Liye
Main Bhi Raha Tere Liye
Pehle Bhi Main Tujhko Baahon Mein Leke
Ghooma Kiya Aur Jhooma Kiya
Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na
[Dekho Abhi Khona Nahin 
Kabhi Juda Hona Nahin]-2
Ab Ke Yoohin mile Rahenge Dono
Vaada Raha Ye Is Shaam Ka
Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na
[Tera mujhse hai pehle ka naata koyee
Yoonhi nahin dil lubhaata Koyee]-2
Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na
YouTube Video
|   
O thehro meri jaan
Waada karo nahi chhod ogi tum mera saath
Jahan tum ho, vahan main bhi hoon
Waada karo nahi chhod ogi tum mera saath
Jahan tum ho, vahan main bhi hoon
Chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath
Jawaan tum ho, jawaan main bhi hoon
Chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath
Jawaan tum ho, jawaan main bhi hoon
Suno meri jaan, hanske mujhe yeh keh do
Bheege labon ki narmi mere liye hai
Ho, jawaan nazar ki masti mere liye hai
Hasi ada ki shokhi mere liye hai
Mere liye leke aayi ho yeh saugaat
Jahan tum ho, vahan main bhi hoon
Chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath
Jawaan tum ho, jawaan main bhi hoon
Mere hi peechhe aakhir pade ho tum kyun
Ek main jawaan nahi hoon, aur bhi to hai
Oh, mujhe hi ghere aakhir khade ho tum kyun
Main hi yahan nahi hoon, aur bhi to hai
Jaao jaake le lo jo bhi de de tumhe haath
Jahan sab hai, vahan main bhi hoon
Waada karo nahin chhod ogi tum mera saath
Jahan tum ho, vahan main bhi hoon
Jawaan kayi hai, lekin jahan mein koi
Tum si hasi nahin hai, hum kya kare
Oh, tumhe miloon main iska tumhe yaki hai
Humko yaki nahi hai, hum kya kare
Aise nahin bhoolo zara dekho aukaat
Kisi ka to dena hoga, de do mera saath
Jahan tum ho, vahan main bhi hoon
Chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath
Jawaan tum ho, jawaan main bhi hoon
Jahan tum ho, vahan main bhi hoon
Smule ARUNA
 |

 

Contd.....

  
Dr K Chaudhry
B-1/104 Paschim Vihar, New Delhi-110063 +91-9810570740 http://ukmall.net/doctorkc