|
Free download 2MB |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
Q |
|
|
|
|
V | W | X | Y |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
Q |
|
|
|
|
V | W | X | Y |
|
|
|
Chhod baabul ka ghar,
mohe pee ke nagar
Aaj jaana pada
O
Aaj jaana pada
Chhod baabul ka ghar,
mohe pee ke nagar
Aaj jaana pada
Yaad maike ki tan se
bhulaaye chali
Haan bhulaaye chali
Preet saajan ki man mein
basaaye chali
Haan basaaye chali
Yaad kar ke ye ghar, royi
aankhen magar
Muskurana pada
O
Aaj jaana pada
( chhod baabul ka ghar,
mohe pee ke nagar
Aaj jaana pada ) -2
|
| Duniyaa badal gayee meree duniyaan badal gayee Tookaden huye jeegar ke chhuree dil pe chal gayee Duniyaa badal gayee meree duniyaan badal gayee Ayesee chalee hawaa ke khushee dukh mein dhal gayee Dil khaak ho gayaa ye kisee ko khabar nahee Sab ye samajh rahe hai tamannaa nikal gayee Duniyaa badal gayee Barabaad ho gayaa meree ummeed kaa chaman Jis daal par kiyaa thaa baseraa wo jal gayee Duniyaa badal gayee |
| YouTube Video |
Husn waalon ko na dil do
ye mita dete hain
Zindagi bhar ke liye rog
laga dete hain
Khoob
karte hain ye beemaar-e-mohabbat ka ilaaj
Dard badhata he rahe
aaisi dava dete hain
Haay
kuch in ki mohabbat ka bharosa he nahi
Pehale dil lete hain phir
dil ko bhula dete hain
Dil
lagaaye na zamaane mein haseeno se koi
Log kehate hain ki ye dil
ko daga dete hain
|
| Khushi ke saath duniya mein lakhon
ghum bhi hote hain Jahan shehnaayee bajti hain, wahaan maatam bhi hote hain [Mera jeevan sathi bichhad gaya, lo khatam kahaani ho gayi Lo khatam kahaani ho gayi ]-2 [Kismat ne kiye wo dil pe sitam Do chahane wale mil na sake]- 2 Kehane ko bahar aaayi thi magar Do phul khushi ke khil na sake Armanon ka gulshan ujad gaya Barbaad jawani ho gayi Lo khatam kahani ho gayi [Dil deke yahan sab haar gaye Duniya mein kissee ki jeet kahaan]- 2 Hothon pe hain shikwe kismat ke Vo pyaar bhare ab geet kahaan Jab khel he dil ka bigad gaya Har baat puraani ho gayi Lo khatam kahaani ho gayi |
|
Milte hi aankhein dil
huwa diwaana kisika-2
Afsaana mera ban gaya,
afsaana kisika-2
[Poochho
na mohabbat ka asar, haay na poochho
haay na poochho]-2
Dam bhar mein koyi ho
gaya, parwaana kisika-2
Afsaana mera ban gaya,
afsaana kisika
Milte hi aankhein dil
huwa diwaana kisika
[Hanste
hi na aa jaaye kahi, aankho mein aansoo
aankho mein aansoo]-2
Bharte hi chhalak jaaye
na, paimaana kisika-2
Afsaana mera ban gaya,
afsaana kisika
Milte hi aankhein dil
huwa diwaana kisika
|
| Do din ke liye mahamaan yahaan
Maaloom nahi manzil hai kahaan Aramaan bhara dil to hai magar Jo dil se mile vo dil hai kahaan Ek phool jala ek phool khila Kuch apana luta kuch unako mila Kaise karen qisamat se gila Ham kaise karen qisamat se gila Rangeen har ek mahafil hai kahaan Do din ke liye Duniya mein savera hone laga Is dil mein andhera hone laga Har zakhm sisak ke rone laga Kis munh se kahe qaatil hai kahaan Do din ke liye Jalata hai jigar uthata hai dhuaan Aankhon se meri aansu hain ravaan Marane se ho jaaye asaan Jo marane se ho jaaye asaan Aisi ye meri mushkil hai kahaan Do din ke liye |
| YouTube Video |
Duniya badal rahi hai
aansu bahaane waale
Aansu bahaane waale
Toofaan aansuon ka
palakon mein ab chhupa le
Aansu bahaane waale
(dil
mera tujh se bole, aansu bana le shole ) - 2
Ummeed ki kiran se ye dil
ka daag dho le
In gam ki aandhiyon mein
man ke diye jala le
Aansu bahaane waale
Toofaan aansuon ka
palakon mein ab chhupa le
Aansu bahaane waale
(ab
door kar andhera, chamakega phir savera ) - 2
Tujh se nazar mila kar
bhar aaya dil bhi mera
Ujadi jawaaniyon se
bigadi ko tu bana le
Aansu bahaane waale
Toofaan aansuon ka
palakon mein ab chhupa le
Aansu bahaane waale
(tu
bhi to ab badal ja, ye vaqt hai sambhal ja ) - 2
Rokega kaun tujhako ek
teer ban ke chal ja
Main dil ka saaz chhedoon
tu sukh ke geet ga le
Aansu bahaane waale
Toofaan aansuon ka
palakon mein ab chhupa le
Aansu bahaane waale
|
|
Khudgaz duniya mein ye,
insaan ki pehchaan hai
Jo paraayi aag mein jal
jaale, woh insaan hai
Apne liye jeeye to kya
jeeye - 2
Tu jee, eh dil, zamaane
ke liye
Apne liye jeeye to kya
jeeye…
(Bazaar se zamaane
ke,
kuchh bhi na ham
kharidenge) - 2
Haan, bechkar khushi
apni, logo ke gham kharidenge
Bujhte diye jalaane ke
liye - 2
Tu jee, eh dil, zamaane
ke liye
Apne liye jeeye to kya
jeeye…
Apni khudi ko jo samjha
usne khuda ko pehchaana
Aazaad fitratein insaan,
andaaz kyu bhula maana
Sar ye nahi jhukaane ke
liye - 2
Tu jee, eh dil, zamaane
ke liye
Apne liye jeeye to kya
jeeye…
Himmat buland hai apni
patthar si jaan rakhte hain
Qadmo tale zameen to
kya,
Ham aasmaan rakhte hain
Girte huwo ko uthhaane ke
liye
Tu jee, eh dil, zamaane
ke liye
Apne liye jeeye to kya
jeeye…
Chal aaftaab lekar chal
chal mehtaab lekar chal - 2
Tu apni ek thhokar mein
sau inqalaab lekar chal
Zulm aur sitam mitaane ke
liye
Tu jee, eh dil, zamaane
ke liye
Apne liye jeeye to kya
jeeye…
|
| Kushi to qaid mein hai ye koi jeena bhi
jeena hai Are zaalim zamaane tu ne dil ka chain chheena hai Rota hai mera dil Kisako pukaaruun kya karoon Jeena bhi hai mushqil Kisako pukaaruun kya karoon Kisako pukaaruun kya karoon Kya karoon kya karoon Rota hai mera dil Kisako pukaaruun kya karoon ( taqadeer ne mujhako loot liya Har aas ka sooraj doob gaya Har aas ka sooraj doob gaya ) -2 Ye gam ki ghataayen aisi utheen Ummeed pe paani pher diya -2 Ab door hui manzil Kisako pukaaruun kya karoon Ye phool kushi ke kaante hain Ham chupake-chupake rote hain Chupake-chupake rote hain Ai maut gavaahi dena tu Ham pyaar pe qurbaan hote hain -2 Duniya hai badi qaatil Kisako pukaaruun kya karoon Kisako pukaaruun kya karoon Kya karoon kya karoon Rota hai mera dil Kisako pukaaruun kya karoon Mar jaayen to itana kar dena Do aansu aa ke chadha dena -2 Is pyaar ki ujadi basti mein Ik yaad ka deep jala dena -2 Tum ho na sake haasil Kisako pukaaruun kya karoon Kisako pukaaruun kya karoon Kya karoon kya karoon Rota hai mera dil Kisako pukaaruun kya karoon Rota hai mera dil |
| Main raahi bhatakane vaala hoon
Koi kya jaane matavaala hoon Ye mast ghata meri chaadar hai Ye dharati mera bistar hai Main raat mein din ka ujaala hoon Koi kya jaane Ye bijali raat dikhaati hai Manzil pe mujhe pahunchaati hai Main toofaanon ka paala hoon Koi kya jaane Main machaloon to ik aag bhi hoon Main jhoomuun to ik raag bhi hoon Duniya se door niraala hoon Koi kya jaane |
|
O anmol pyaar bin mol
bike -2
Is duniya ke baazaar mein
-2
O insaan aur eemaan bike
-2
Is duniya ke baazaar mein
-2
O anmol pyaar bin mol
bike
Khilate
hi is phulwaari mein
Pyaar ki kaliyaan jal
jaati hain -2
Dil ki dil mein rah jaati
hai
Chaandani raaten dhal
jaati hain -2
Kitane hi sansaar ujad
jaate hain is sansaar mein -2
Is duniya ke baazaar
mein
O anmol pyaar bin mol
bike
Din ke ujaale mein bhi
koi
Hamako loot ke chal deta
hai -2
Pyaar bhara aramaan bhara
ye
Dil pairon se kuchal deta
hai -2
Chaman hamaari ummeedon
ke sookhe bhari bahaar mein -2
Is duniya ke baazaar
mein
O anmol pyaar bin mol
bike
Dhan daulat ke doodh pe
hamane
Paap ke saanp ko palate
dekha -2
Ulati reet ki is duniya
mein
Subah ko sooraj dhalate
dekha -2
Bol yahi insaaf hai kya
maalik tere darabaar mein -2
Is duniya ke baazaar
mein
O anmol pyaar bin mol
bike
Is duniya ke baazaar mein
-2
O anamol pyaar bin mol
bike
|
| Un se pyaar ho gayaa Un se pyaar ho gayaa Dil meraa kho gayaa Dil un kaa kho gayaa Dil dil se mil gayaa -2 Unase pyaar ho gayaa Dard mitaaye tuune teer chubhaa ke -2 Aag bujhaa_ii ik aag lagaa ke -2 Unase pyaar ho gayaa Unase pyaar ho gayaa Dil meraa kho gayaa Dil unakaa kho gayaa Dil dil se mil gayaa Unase pyaar ho gayaa Nainon se nain mile badale zamaane -2 Samajhe samajhane waale aur naa jaane-2 Aur naa jaane ko_ii aur naa jaane -2 Unase pyaar ho gayaa Unase pyaar ho gayaa Dil meraa kho gayaa Dil unakaa kho gayaa Dil dil se mil gayaa Unase pyaar ho gayaa Ulfat kii dekho kaisii ajab kahaanii -2 Aaye naa baadal phir bhii barasaa hai paanii -2 Unase pyaar ho gayaa Unase pyaar ho gayaa Dil meraa kho gayaa Dil unakaa kho gayaa Dil dil se mil gayaa -2 Unase pyaar ho gayaa |
|
Aaya toofaan aaya
Beqadar bewafaa hai ye
aasman
Kaise koi jiye -2
Zahar hai zindagi Utha
toofaan wo
Utha toofaan naach ke Sab
bujh gaye diye
Kaise koi jiye
Baadal
hai ya dhuaan Aag lagi kahaan
Jalata na ho kaheen Mera
hi aashiyaan
Angaare the aansu nahi
wo
Dil ne jo piye
Kaise koi jiye
Zahar
hai zindagi Utha toofaan wo
Utha toofaan naach ke Sab
bujh gaye diye
Kaise koi jiye
Taare
na jaanen Oonchaai gagan ki
Aankhen na samajhen
Gaharaai man ki -2
Taare na jaanen
Pyaase papeehe ne Aas thi
baandhi-2
Ud gaye baadal Aa gayee
aandhi
Gam ne jo chheda Dil ne
hansi se
Honth
si liye
Kaise koi jiye
Zahar hai zindagi Utha
toofaan wo
Utha toofaan naach
ke
Sab bujh gaye diye
Kaise koi jiye
|
| Aa nile gagan tale pyar hum kare Aa nile gagan tale pyar hum kare Hil mil ke pyar ka iqrar hum kare Aa nile gagan tale pyar hum kare Ye sham ki bela ye madhur mast nazare Baithe rahe hum tum yunhi baho ke sahare Ye sham ki bela ye madhur mast nazare Baithe rahe hum tum yunhi baho ke sahare Vo din na aaye intzar hum kare Aa nile gagan tale pyar hum kare Do jaan hai hum aise mile ek hi ho jaye Dhundha kare duniya hume hum pyar me kho jaye Bechain baharo ko gulzar hum kare Aa nile gagan tale pyar hum kare Tu mang ka sindur tu aankho ka hai kajal Le bandh le daman ke kinaro pe ye aanchal Samne baithe raho shringar hum kare Aa nile gagan tale pyar hum kare Aa nile gagan tale pyar hum kare |
Smule NISHA NARANG
|
| Aashiq hun main | YouTube Video |
| Dil kyu dhak dhak karta hai kyu
ye tujhpe marta hai Dil kyu dhak dhak karta hai kyu ye tujhpe marta hai Dil tujhko hi chahe bar bar arre oye oye oye oye Ham to diwane huye yar tere diwane huye yar Ke ab kya kare ham hey hey kaise jiye ham hey hey Itna bata de o mere yar Ham to diwane huye yar tere diwane huye yar Ke ab kya kare ham la la kaise jiye ham la la Itna bata de o mere yar Haaye ham to diwane huye yar tere diwane huye yar Rakhlu nazar me chehra tera din rat ispe marta rahu Jab tak ye sanse chalti rahe tujhse mohabbat karta rahu Itna jo chahoge meri kasam sab kuchh luta dungi tujhpe sanam Tumne kiya hai bekarar, bekarar bekarar bekarar Arre oye oye oye oye ham to diwane huye yar Tere diwane huye yar Ke ab kya kare ham ha ha kaise jiye ham ha ha Itna bata de o mere yar Hey ham to diwane huye yar tere diwane huye yar Bharke mujhe apne aagosh me so ja mere gesuo ke tale Tere siwa kuchh najar aaye naa aise lagale mujhko gale Teri wafao pe bharosa karu tujhse kabhi naa dhokha karu Tune kiya hai aitbar, aitbar aitbar, aitbar Arre oye oye oye oye Ham to diwane huye yar, tere diwane huye yar Ke ab kya kare ham hey hey kaise jiye ham hey hey Itna bata de o mere yar Hey ham to diwane huye yar tere diwane huye yar |
Smule
SHILPA SHARMA |
| Rula kar chal diye ik din hasee ban kar jo aaye the |
| Kahin zulf ka baadal o ho Kahin rangni aanchal aa haa Kahin honth gulabi o ho Kahin chaal sharaabi aa haa Kahin aankh mein jaadu o ho Kahin jism ki khushboo aa haa Kahin narm nigaahein o ho Kahin gori baahein aa haa Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aayein hain Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Kitne hi jalve hai Aankhon mein ghulti hai jaise chaandni Kitni hi ho baatein hai Kaanon mein ghulti hai jaise raagini Yeh chale jaise zaraa balkhaake Woh chale jaise zaraa ithlaake Yeh mile jaise zaraa sharmaake Woh mile jaise zaraa iteraake Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Gulshan ki hai woh kali Jo saare phoolon se bilkul hai judaa Kya kahiye ho dekha hai In aankhon ne aisa roop kya Kya ajeebsi taazagi hai Kya haseen si saadagi hai Kya ajeebsi dil kashee hai Kya haseen si dilbari hai Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain |
|
Main to hu paagal ye kahu
har pal
Kar koi hulchal hone de
hone de
Hone de hone de hone de
koi deewaangi
Ret mein tairna seekh le
aur samundar ke upar tahal
Been bhainson ke aage
baja aur hava mein bana le mahal
Suit lohe ka silva le tu
aur pairon pe chashma laga
Haath mein baandh le vo
ghadi jismein ho saadhe terah baja aany
Main to huun paagal ...
Ped se tod le machhaliya
billiyon ko tu gaana sikha
Chaand ko kar de chakor
tu aur suraj tikona bana
O bina pahiye ki gaadi
mein chal bhool ja apne ghar ka pata
Le ke haathi ko mutthi
mein tu kaibre dekh le uunt ka aany
Main to huun paagal ...
|
| Chandni raat hai to mere saath hai | |
| BollyFM |
Chaha hai tujhe paaya hai
tujhe
Kuch bhi na chahiye aur
ab mujhe
Chaha hai tujhe
Tu hi hai tu hi hai in
aankhon mein
Tu hi hai tu hi hai in
baahon mein
Yu tune mujhko chhua ke
jaagi koi pyaas hai pyaas hai
Tu aa ke lag ja gale
deewana tere paas hai haan paas hai
Tu saath ho to mile
zindagi tere bina kya hai jeena
Har pal sharaabi
nigaahein teri mujhko sikhaati hain peena
Yu tune mujhko
Shole bhadakne lage pyaar
ke aaja ye shole bujha de
Banke main saavan baras
jaaunga dil mein tu armaan jaga de
Yu tune mujhko
|
| Ek chanchal shokh haseena mere sapnon mein
aaye Mujhe ek jhalak dikhala ke vo mere dil ka chain churaaye Honthon se madira chalke gaalon pe hain angaare Phoolon ke jaisi khilti javaani naina nasheele hain kajaraare Jaise ki naagin dole aaise chale balkhaake Madhosh kar de mujhko dekhe jo vo sharma ke Kabhi khulen jo zulfen usaki ghata gagan pe chhaaye Ek chanchal shokh haseena ... Jheel mein khilta ek kamal vo hai kisi shaayar ki gazal Baahen utha ke le angdaai dil mein macha de halchal Pariyon ki vo shehzaadi chehra hai bhola bhala Dekha hai jab se usko main ho gaya matvaala Yahi duaaen maangu har pal vo mujhko mil jaaye Ek chanchal shokh haseena ... |
|
Har kasam se
badi hai kasam pyar ki - 2
Marke bhi is
kasam ko na todenge ham
(har kasam se
badi hain kasam pyar ki
Marke bhi is
kasam ko na todenge ham
Chod denge
zamane ki saari khushi - 2
Saath tera
kabhi bhi na chodenge ham) - 2
Har kasam se
badi hain kasam pyar ki
(Sanso mein hai sargam teri
Dhadkan mein
tere nagmein sanam ) - 2
Yeh zindagi
kutch bhi nahi
Tere liye
phir lenge janam
Dil ki kali
khil hi gayi
Manzil hamein
mil hi gayi
Aandhi jo
aayegi woh laut jayegi
Toofan ko bhi
modenge ham
Har kasam se
badi hain kasam pyar ki
Marke bhi is
kasam ko na todenge ham
(aankhein mili palkein jhuki
Jaane kaha
ham kho gaye) - 2
Pehli nazar
mein hamsafar
Ek dusre ke
ho gaye
Chahat nahyi
jagne lagi
Duniya hasi
lagne lagi
Tode na
tutega
Chhode na
chutega
Aaisa nata
jodenge ham
Har kasam se
badi hain kasam pyar ki
Marke bhi is
kasam ko na todenge ham
Chod denge
zamane ki saari khushi - 2
Saath tera
kabhi bhi na chhodenge ham
|
| Kya hua zara yeh to bata Kiske pyar mein deewana tu bana Kya hua zara yeh to bata Kiske pyar mein deewana tu bana Sapne mein kudi woh ondi hain Ankhaden neend churaondi hain Sapne mein kudi woh ondi hain Ankhaden neend churaondi hain Main to uspe pyaar lutava Main to uspe pyaar lutava Yaad uski dil mein basawa, dhoondho kaha usko Ke dil mera naal naal naal le gayi jo Ke dil mera naal naal naal le gayi jo Phoolon se khili khili chaand se ujli woh Mere liye banti sanwarti thi Phoolon se khili khili chaand se ujli woh Mere liye banti sanwarti thi Uske hi to geet mai gaawa Uske hi to geet mai gaawa Pyaar uska bhool na paawa, dhoondho kaha usko Ke dil mera naal naal naal le gayi jo Ke dil mera naal naal naal le gayi jo Morni si chaal hai hasiton kamal hai Mast adayen suhani we Hirni se dole jaadu sa gole Shokh rangilee jawani we Kaise dil ka dard mitawa Kaise dil ka dard mitawa Haal apna kisko sunawa Dhoondho kaha usko Ke dil mera naal naal naal le gayi jo Ke dil mera naal naal naal le gayi jo Sapne mein kudi woh ondi hain Ankhaden neend churaondi hain Main to uspe pyaar lutava Main to uspe pyaar lutava Yaad uski dil mein basawa, dhoondho kaha usko Ke dil mera naal naal naal le gayi jo Ke dil mera naal naal naal le gayi jo |
|
Bade achhe lagte hain
|
| Tasveer banaataa hun tasweer naheen
banatee Ek khwaab saa dekhaa hai, taabeer naheen banatee Bedard mohabbat kaa itanaa saa hain
afasaanaa Dam bhar ke liye meree duniyaan mein
chale aao |
|
( Daane daane pe likha
hai khaane waale ka naam
Lene waale karod dene
waala ek raam ) -2
( koi
kitana ameer ho ya kitana gareeb
Paaye utana hi jitana hai
usaka naseeb ) -2
Aage maalik ke chalata
nahi koi daam
Lene waale karod dene
waala ek raam
Daane daane pe likha hai
khaane waale ka naam
Lene waale karod dene
waala ek raam
( teri
qisamat ki likhi hui hai kitaab
Tere ek ek din ka hai
usamein hisaab ) -2
Tere bas mein na subah
hai na teri shaam
Lene waale karod dene
waala ek raam
Daane daane pe likha hai
khaane waale ka naam
Lene waale karod dene
waala ek raam
( kabhi
garmi ki mauj kabhi baarish ka rang
Aise chakkar ko dekh
saari duniya hai dang ) -2
Chaand sooraj zameen sab
usake gulaam
Lene waale karod dene
waala ek raam
Daane daane pe likha hai
khaane waale ka naam
Lene waale karod dene
waala ek raam -2
|
| Akelaa hoon main is duniyaa mein Koyee saathee hai, to meraa saayaa Na to parawaanaa, aaur naa diwaanaa
Jaise kabhee pyaare, jheel ke kinaare
|
|
Kisane chilaman se
maaraa
Haay
Kisane chilaman se
maaraa
Are, nazaraa mujhe kisane
chilaman se maaraa
Nazaraa mujhe kisane
chilaman se maaraa
Bikhere baal jab vo -
2
Bikhere baa l, jab
vo
Aasamaanon par ghataa
jhuume
Chale jab
Chale jab, haay
Chale jab
naasuut-e-zaalim
Qayaamat bhii qadam
chuume - 2
Haa, pag men paayal
dhalake
Ghuunghat nayan
jhukaae
Bin baadal kii daaminii -
2
Chamakat latakat jaay -
3
Phir naa dekhaa
haay
Phir naa dekhaa, naa
dekhaa, naa dekhaa, naa dekhaa
Are phir naa dekhaa
palatake
Dubaaraa mujhe phir naa
dekhaa palatake
Dubaaraa mujhe kisane
chilaman se haay
Kisane chilaman se
maaraa
Siine men dil hai, dil
men daag
Daagon men so soz
saadah-e-ishq
Siine men dil hai
Are vaah! siine men dil
hai
Dil men daag
Daagon men so soz
saadah-e-ishq
Pardaa vo pardaa hai
dinha
Pardaa nashiin kaa
raaz-e-ishq
Pardaa vo pardaa
Arre vaah! pardaa vo
pardaa
Vaah vaah! pardaa vo
pardaa
Arre maulaah! pardaa vo
pardaa
Pardaa vo pardaa hai
dinha
Pardaa nashiin kaa
raaz-e-ishq
Jatan milan kaa jab
karo
Naam pataa jab ho
Ek jhalak bas
Ek jhalak dikhalaayake
kar gai paagal moy
Kar gai paagal moy!
Kar gai paagal
moy!!
Mere dil, mere dil, mere
dil
Arre!!
|
|
Kahaan tak yeh man ko
andhere chhalengey
Udaasi bhare din kabhi to
dhalengey
Kabhi
sukh kabhi dukh yehi zindagi hai
Yeh patjhad ka mausam
ghadi do ghadi hai
Yeh patjhad ka mausam
ghadi do ghadi hai
Naye phool kal phir dagar
mein khilengey
Udaasi bahre din kabhi to
dhalengey
Bhaley
tez kitna hawa ka ho jhonka
Magar apne man mein tu
rakh yeh bharosa
Magar apne man mein tu
rakh yeh bharosa
Jo bichhde safar mein
tujhe phir milengey
Udaasi bhare din kabhi to
dhalengey
Kahe
koi kuch bhi magar sach yehi hai
Lahar pyar ki jo kahin
uth rahi hain
Lahar pyar ki jo kahin
uth rahi hain
Usey ek din to kinare
milengey
Udaasi bhare din kabhi to
dhalengey
Kahaan tak yeh man ko
andhere chhalengey
Udaasi bhare din kabhi to
dhalengey
|
| Naa bole tum naa maine kuchh
kaha kaha Magar na jane aisa kyon laga laga Ke dhup me khila hai chand, din me rat ho gayi Ye pyar ki bina kahe sunhari baat ho gayi Naa bole tum naa maine kuchh kaha kaha Magar na jane aisa kyon laga laga Ke dhup me khila hai chand, din me rat ho gayi Ye pyar ki bina kahe sunhari baat ho gayi Badal rahi hai jindagi, badal rahe hai ham Thirak rahe hai jane aaj kyon mere kadam Mere kadam, mere kadam Kisi ko ho na ho magar hame toh hai pata Naa bole tum naa maine kuchh kaha kaha Magar na jane aisa kyon laga laga Ke dhup me khila hai chand, din me rat ho gayi Ye pyar ki bina kahe sunhari baat ho gayi Ghuli si aaj saanso me kisi ki saans hai Saans hai, saans hai Yeh kaun aaj dil ke mere aas-paas hai Yeh dhire dhire ho raha hain pyar kaa nasha Naa bole tum naa maine kuchh kaha kaha Magar na jane aisa kyon laga laga Ke dhup me khila hai chand, din me rat ho gayi Ye pyar ki bina kahe sunhari baat ho gayi Yeh lag raha hain sari uljhane sulajh gayi Sulajh gayi, sulajh gayi Yeh dhadkano ki baat dhadkane samajh gayi Naa boliye ke bolne ko kuchh nahi raha Naa bole tum naa maine kuchh kaha kaha Magar na jane aisa kyon laga laga Ke dhup me khila hai chand, din me rat ho gayi Ye pyar ki bina kahe sunhari baat ho gayi |
Smule
HEMA TOMAR |
| Suniye, kahiye, kahiye Suniye, suniye, kahiye, kahiye na Suniye, kahte sunte baato baato me pyar ho jayega Suniye, kahiye, kahiye Suniye, suniye, kahiye, kahiye na Suniye, kahte sunte baato baato me pyar ho jayega Ye pahali nazar kaa uf kya asar hai Tumhaari kasam dagmagaaye se ham hai La ra la la la ra la la ra la la la ra la Nahi jispe kaabu ye hai kaisa jaadu Mere liye to sach bhi bharam hai Suniye, kahiye, kahiye Suniye, suniye, kahiye, kahiye na Suniye, kahte sunte baato baato me pyar ho jayega Pyar ho jayega Ghata chaand bijali barkha pavan me Chhavi ho tum meri har kalpana me Taarif meri itni karo na Udne lagu mai kahi aasma me Suniye, kahiye, kahiye Suniye, suniye, kahiye, kahiye na Suniye, kahte sunte baato baato me pyar ho jayega Pyar ho jayega Tumaari ada hai vo sabse juda hai Chaha hai tumko isi vaaste Ham bekadar hai, tum bekadar ho Uthate hai dekho naye raaste Suniye, kahiye, kahiye Suniye, suniye, kahiye, kahiye na Suniye, kahte sunte baato baato me pyar ho jayega Pyar ho jayega Suniye, kahiye, kahiye Suniye, suniye, kahiye, kahiye na Suniye, kahte sunte baato baato me pyar ho jayega Pyar ho jayega |
Smule
HEMA TOMAR |
| Dishant |
(khayalon mein kisi ke,
is tarah aaya nahin karte
Kisi ko bewafa ke tadpaya
nahin karte) 2
Dilon ko raund kar dil
apna behlaya nahin karte
Jo thukraye gaye ho unko
thukraya nahin karte
Dilon ko raund kar
(hansi phoolon ki do din
chandni bhi chaar din ki hai
Chandni chaar din ki hai)
2
Mili ho chand si soorat
to itraya nahin karte
Kisi ko bewafa ke tadpaya
nahin karte
Khayalon mein kisi
ke
(jinhe mitna ho woh mitne
se dar jaaya nahin karte
Woh dar jaaya nahin
karte) 2
Mohabbat karnewale gham
se ghabraya nahin karte
Kisi ko bewafa ke tadpaya
nahin karte
Khayalon mein kisi
ke
(mohabbat ka sabak
seekho, yeh jaakar jalnewalon se
Yeh jaakar jalnewalon se)
2
Ke dil ki baat bhi lab
tak kabhi laaya nahin karte
Jo thukraye gaye ho unko
thukraya nahin karte
Khayalon mein kisi ke, is
tarah aaya nahin karte
Kisi ko bewafa ke tadpaya
nahin karte
Khayalon mein kisi ke
|
| YouTube Video |
Teri duniya mein dil
lagataa nahin, waapas bulaa le
Mai sajade mein giraa
hoo, muz ko aye maalik uthhaa le
Bahaar aayee thee, kismat
ne magar ye gul khilaayaa
Jalaayaa aashiyaan,
sayyaad nen par nonch daale
Bhanwar kaa sar naa
chakaraye, n dil laharon kaa doobe
Le kashtee aap kar dee
maine toofaan ke hawaale
|
|
Free download 2MB |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
Q |
|
|
|
|
V | W | X | Y |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
Q |
|
|
|
|
V | W | X | Y |
|
|
![]() |
Dr K Chaudhry
B-1/104 Paschim Vihar, New Delhi-110063 +91-9810570740 http://ukmall.net/doctorkc |