|
Free download 2MB |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
Q |
|
|
|
|
V | W | X | Y |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
Q |
|
|
|
|
V | W | X | Y |
|
|
|
Chaand sifaarish
|
| Mere haath mein teraa haath ho |
| Ho…akela chal re, ho… fakeera chal re
(Oh sun ke teri pukaar… Sun ke teri pukaar, sang chalne ko tere koyi ho na ho taiyaar Himmat na haar, chal chala chal akela chal chala chal Akela chal chala chal fakeera chal chala chal) -2 (Bachpan mein huwa ghar se be-ghar, aaj talak na bas paaya Ghar mein lagi jo aag woh bujh gayi, jalti rahi teri kaaya) -2 Beeti baatein bisaar, Ho beeti baatein bisaar, aisa koyi nahin jo na ho gham se bezaar na haar Himmat na haar, chal chala chal akela chal chala chal Akela chal chala chal fakeera chal chala chal (Jisne liya sankalp sabhi ke dukh aur dard mitaane ka Uspe hansa jag, usne kabhi na paaya saath zamaane ka) -2 Le le auron ka bhaar Ho le le auron ka bhaar, koyi jinka nahin hai unka jiwan sanwaar Himmat na haar, chal chala chal akela chal chala chal Akela chal chala chal fakeera chal chala chal (Suraj chanda taare jugnu, sab ki apni hasti hai Jis mein jitna neer ho badli, utni der barasti hai) -2 Teri shakti apaar Ho teri shakti apaar, tu to laaya re akela ganga dharti pe utaar Himmat na haar, chal chala chal akela chal chala chal Akela chal chala chal fakeera chal chala chal Oh… sun ke teri pukaar… Ho sun ke teri pukaar, sang chalne ko tere koyi ho na ho taiyaar Himmat na haar, chal chala chal akela chal chala chal Akela chal chala chal fakeera chal chala chal Ho…akela chal re…ho…fakeera chal re (Woh kya samjhe dard kisi ka jisne dukh na jhela ho Do ab aur do haath ho jiske, woh kaahe ko akela ho) -2 Aaye sankat hazaar, teri khaatir koyi na khole kabhi na apna dwaar Himmat na haar, chal chala chal akela chal chala chal Akela chal chala chal fakeera chal chala chal |
| Mai
pyasa tum sawan Mai pyasa tum sawan Mai dil tum meri dhadkan Hona hu to ho hona hu to Mai pyasi tum sawan Mai pyasi tum sawan Mai dil tum meri dhadkan Hona hu to ho hona hu to Aankho ko jab band karu mai Aankho ko jab band karu mai Sapne tumhare aaye O pyar bina ye jiwan fika Sapne ye samhjaye Man se man ki dori ka Tumhi to ho bandhan Hona hu to ho hona hu to Maine jab jab anjane se Maine jab jab anjane se Dekhi hath ki rekha Mai batla du us rekha me Tumne mujhe hi dekha Mai to ek parchhai hu Tumhi ho mere darpan Hona hu to ho hona hu to Mai pyasa tum sawan Mai pyasa tum sawan Mai dil tum meri dhadkan Hona hu to ho hona hu to |
Smule
Anamika Nath Smule NEHA PAWAR |
| Aa Mohabbat Ki Basti Basaayenge Hum |
|
Ye teri aankhen jhuki
jhuki ye teraa cheharaa khilaa khilaa
Badii qisamat vaalaa hai
vo, pyaar teraa jise milaa
Ye terii aankhen jhukii
jhukii …
Chhalakatii gaalon se
laalii, baduu tuu sharam-o-hayaa vaalii
Honth tere puujaa ke
phuul, phuul kii naazuk tuu daalii
Ye terii aankhen jhukii
jhukii …
Ksiii ke pyaare pyaare
baal, kisii kii pyaarii pyaarii chaal
Tuu sar se paanv talaq
sundar, tuu hai kudarat kaa koii kamaal
Ye terii aankhen jhukii
jhukii …
|
YouTube Video ` |
Happy birthday to you - 2
Happy birthday to you, Sunita, happy
birthday to you
Baar baar din ye aaye
baar baar dil ye gaaye-2
Tu jiye hazaaron saal, ye
meri hai aarzoo
Happy birthday to you - 2
Happy birthday to Sunita,
happy birthday to you
Beqaraar hoke daaman,
thaam lun main kiska - 2
Kya misaal dun main teri,
naam lun main kiska
Nahin, nahin, aisa
haseen, koyi nahin hai
Jis pe ye nazar ruk
jaaye, be-misaal jo kehlaaye
Tu jiye hazaaron saal, ye
meri hai aarzoo
Happy birthday to you - 2
Happy birthday to Sunita,
happy birthday to you
Auron ki tarha kuchh main
bhi, tohfa aaj laata-2
Main teri haseen mehfil
mein, phool leke aata
Jinhe kaha usse kya hai,
phoolon ki zaroorat
Jo bahar khud kehlaaye,
har kali ka dil dhadhkaaye
Tu jiye hazaaron saal, ye
meri hai aarzoo
Happy birthday to you - 2
Happy birthday to Sunita,
happy birthday to you
Phoolon ne chaman se
tujhko hai salaam bheja-2
Taaron ne gagan se tujhko
ye payyam bheja
Dua hai ye khuda kare ai
shokh tushko
Chaand ki umar lag jaaye
aaye to kyamat aaye
Tu jiye hazaaron saal, ye
meri hai aarzoo
Happy birthday to you - 2
Happy birthday to Sunita,
happy birthday to you
Baar baar din ye aaye,
baar baar dil ye gaaye
Tu jiye hazaaron saal, ye
meri hai aarzoo
Happy birthday to you - 2
Happy birthday to Sunita,
happy birthday to you
|
| Mast bahaaron ka main ashiq main jo chaahe yaar karoon Chahay gullon kay saaye se kheloon, chahay kalli say pyar karoon Sara jahan hai mere liye mere liye -2 Main hoon wo dewaana, jis ke sab dewane
ha-2 Meri aankhon say zara, aankhein to mila
de ha-2 Sab ko yeh bata do, kah do har nazar se
ha-2 |
| Ga divaane jhuum ke Raat ki zulfein chuum ke Dil bhi hai diladaar bhi hai Mausam bhi hai pyaar bhi hai Kal tak duniya aur thi par aaj zamaana aur hai Dil ki kahaani aur hai aankhon ka fasaana aur hai Duub nashe mein chhed maze mein tu koyi nagama mastaana Ga divaane Kaun ye aaya jhuumata masti mein qadam hain chuur se Dekh rahe hain ye samaan mud-mud ke sitaare duur se Husn chala hai ishq se milane lekar dil ka nazaraana Ga divaane |
|
Dost milte hain bichhadne
ke liye
Phool khilte hain
bikharne ke liye
Aashiyaan bante ujadne ke
liye
Ab samajh aayaa ke
duniyaa kyaa hai-2
Ik ubaal thaa ik junoon
thaa
Mere jism mein garm khoon
thaa
Sochaa kuchh nahin bas
nikal gayaa
Apni aag mein khud hi jal
gayaa-2
Dhoop chadti hai utar
jaati hai
Mauj saahil pe thahar
jaati hai
Baat bhi had se guzar
jaati hai
Ab samajh aayaa ke
duniyaa kyaa hai-2
Har taraf yahaan maut hai
ravaan
Zindagi mujhe laayee hai
kahaan
Dekhaa aainaa to main dar
gayaa
Jeene ke liye kitnaa mar
gayaa-2
Vaqt jaadoo hai ye chal
jaataa hai
Roop kaa rang bhi dhal
jaataa hai
Tap ke lohaa bhi pighal
jaataa hai
Ab samajh aayaa ke
duniyaa kyaa hai-2
Duniyaa kyaa hai-2
|
| Shaamegum ki kasam aaj ghumgeen hain hum
Aa bhi ja aa bhi ja aaj mere sanam Shaam-e-ghum ki kasam Dil pareshaan hai raat veeraan hai Dekh jaa kis tarah aaj tanahaa hain ham Shaamegum ki kasam Chain kaisaa jo pahaluu mein tuu hii
nahiin [Ab to aajaa ke ab raat bhii so gai
|
|
| YouTube Video |
[Main deewaana mastaana
mushquil bhed mera paa jaana
Main deewaana mastaana
]-2
Duniya meri thokar mein
toofaan qaid mere saagar mein
Saara zamaana mera
nishaana khel nahin mujhase takaraana
Mushkil bhed mera pa
jaana
Charche mere panaghat par
roke raah machal ke dilabar
Mast javaani meri divaani
husn mujhe dil de nazaraana
Mushkil bhed mera pa
jaana
Dushman jhuuthe yaaron ka
sachcha yaar vafaadaaron ka
Yaaron sachcha yaar
vafaadaaron ka
Tod de patthar josh mein
aakar ye dil ka naazuk paimaana
Mushkil bhed mera pa
jaana
|
|
Ai meri topi palat ke
aa
Na apne fantoosh ko
sata
Ai mere dilbar idhar
nazar kar
Na ja bichhud kar
Na ja na ja
Ai meri topi ...
Ai meri hamjoli tu bhi
gair ki ho li
Tu bhi de gayi
ghakka
Auron ke sang ghoomein
ithalaaye aur jhoomein
Dekhu main
bhauchakka
Meri topi -3
Ai meri topi ...
Baandh ke sar pe sehare
choome gore chehare
Aur mujhe tarsaaye
Kaaru pe chadh jaaye
honthon tak badh jaaye
Dil pe teer
chalaaye
Meri topi -3
Ai meri topi ...
Dekhe jise akeli usse
kare athkheli
Raah mein raas
rachaaye
Mora pet bajaaye ganje
sar ko chhupaaye
Chhede aur chhup
jaaye
Meri topi -3
Ai meri topi ...
|
| Dukhi man mere sun mera kehna
Jahan nahin chaina wahan nahin rehna Dard hamaara koi na jaane Laakh yahan jholi phaila le
Apne liye kab hain yeh mele
|
|
Free download 2MB |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
Q |
|
|
|
|
V | W | X | Y |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
Q |
|
|
|
|
V | W | X | Y |
|
|
|
|
|
|
|
|
|||||||||||||||||||||
|
|
|
|
|
|
|||||||||||||||||||||
![]() |
Dr K Chaudhry
B-1/104 Paschim Vihar, New Delhi-110063 +91-9810570740 http://ukmall.net/doctorkc |