Songbook Zipped
Free download 2MB
Ownwith Free Karaoke
A
B
C
D
E
F
G
H
I
J
K
L
M
N
O
P
Q
R
S
T
U
V W X Y
Z
Masood Rana
English songs =>
A
B
C
D
E
F
G
H
I
J
K
L
M
N
O
P
Q
R
S
T
U
V W X Y
Z
<=English songs

     .....Contd


Youtube videos may not stay for long. In case you find a linked video missing, please message at facebook.com/doctorkc


Ra-One
Youtube Karaoke
Audio karaoke
Chhamak chhalo
    
Raahgeer
Tumhaare nain dekh ke
Youtube - DoctorKC
    
 
Ya meri manzil bata ya zindagi ko chheen le - 2
Jiske peechhe gam lage hon us khushi ko chheen le
Ya meri manzil ...
De nahi sakta agar aaraam ka ik saans bhi -2
Paanv mere tod de aavaaragi ko chheen le
Ya meri manzil ...
Aankh mein aansu kahaan ro duun jo apane haal par -2
A gayi jo apane gam par us hansi ko chheen le
Ya meri manzil ...
    

Raakhi
Raakhi dhaagon ka tyauhaar -2 
Bandha hua ik-ik dhaage mein bhaayee-bahan ka pyaar 
Raakhi dhaagon ka ... 
Kitna komal kitna sundar bhai-behan ka naata 
Is naate ko yaad dilaane ye tyauhaar hain aata 
Behan ke man ki aashaayen raakhi ke ye taar
Raakhi dhaagon ka ... 
Behan kahe mere veer tujhe na buri najariya laage 
Mere raaja bhaiyya tujhko meri umariya laage 
Dhan hu paraaya phir bhi milungi saal mein to ik baar 
Raakhi dhaagon ka ... 
Bhai kahe o behan main teri laaj ka hu rakhwala 
Gunthunga main pyaar se tere armaanon ki maala 
Bhaai-bahan ka pyaar rahega jab tak hain sansaar 
Raakhi dhaagon ka ...

Raaste Ka Pathar
Raaste ka patthar qismat ne mujhe bana diya 
Jo Raaste Se Guzara Ek Thokar Laga Gaya 
Raaste Ka Patthar ... 

Kitane Ghaav Lage Hain Ye Mat Poochho Mere Dil Pe 
Kitani Thokar Khaai Na Pahuncha Manzil Pe 
Koi Aage Phenk Gaya To Koi Peechhe Hata Gaya 
Raaste Ka Patthar ... 

Pahale Kya Kar Paaya Kya Isake Baad Karoonga Main 
Ja Ri Ja Ai Duniya Kya Tujhako Yaad Karoonga Main 
Do Din Teri Mahafil Mein Kya Aaya Kya Gaya 
Raaste Ka Patthar


    

Raat Aur Din
Aawaara ai mere dil
Jaane kahaan hai teri manzil
Aawaara ai mere dil
Jaane kahaan hai teri manzil
Aawaara ai mere dil
Jaane kahaan hai teri manzil
Aawaara
Veeraanon men, saharaaon mein
Aate jaate in raahon mein
Tere ishaaron par
Naachi main jeevan bhar
Aawaara ai mere dil
Jaane kahaan hai teri manzil
Aawaara ai mere dil
Jaane kahaan hai teri manzil
Aavaara ...
Ab to batalaa, ai dil mere
Baaki hain ab kitane phere
Ab to ruke ye safar,
Mera bhi ho koyee ghar
Aawaara ai mere dil
Jaane kahaan hai teri manzil
Aawaara ai mere dil
Jaane kahaan hai teri manzil
Aavaara ...
Raat aur din ke ye do chahare
Kab tak pehnu ye to kah de
Kaun hoon main kya hoon
Sach hoon ke saaya hoon
Aawaara ai mere dil
Jaane kahaan hai teri manzil
Aawaara ai mere dil
Jaane kahaan hai teri manzil
Aavaara ...
Kaise kaise toofaan aaye
Bijali chamkee, baadal chhaaye,
Par na ruke ham tum,
Par na jhuke ham tum
Aawaara ai mere dil
Jaane kahaan hai teri manzil
Aawaara ai mere dil
Jaane kahaan hai teri manzil
Aawaara ...
    

Phool sa chehra chaand si rangat
    
Raat aaur din diyaa jale, 
Mere man mein fir bhee andhiyaaraa hai
Jaane kahaa hai, o saathee, 
Too jo mile jeewan ujiyaaraa hai

Pag pag man meraa thhokar khaaye, 
Chaand sooraj bhee raah naa dikhaaye
Ayesaa ujaalaa koee man mein samaaye, 
Jis se piyaa kaa darshan mil jaaye

Gaharaa ye bhed koee mujh ko bataaye, 
Kisane kiyaa hain mujh par anyaay
Jis kaa ho dip wo sukh naheen paaye, 
Jyot diye kee dooje ghar ko sajaaye

Khud naheen jaanu dhoondhe kis ko najar, 
Kaun dishaa hai mere man kee dagar
Kitanaa ajab ye dil kaa safar, 
Nadiyaa mein aaye jaaye jaise lahar


    

Raat Ke Andhere Me
Agar bewafa tujhko pehchaan jaate
Khuda ki kasam hum mohabbat na karte
Jo maloom hota yeh anjaame ulfat to
Dil ko lagaane ki jurrat na karte
Agar bewafa tujhko pehchaan jaate
Khuda ki kasam hum mohabbat na karte
Jinhe tumne samjha meri bewafai
Meri jindagi ki vo majbooriyaan thi
Jinhe tumne samjha
Hamari mohabbat ka ik inthaan tha
Yeh do din ki thodi see jo dooriyan thi
Jo dooriyan thi
Agar sacchi hoti mohabbat tumhari to
Ghabra ke tum yoon shikayat na karte
Agar bewafa tujhko pehchaan jaate
Khuda ki kasam hum mohabbat na karte
Jo hum pe hai guzri hami jaante hain
Sitam kaunsa hai nahi jo uthaya
Jo hum pe hai guzri
Nigaahon main phir bhi rahee teri soorat
Har ik saans main tera paigaam aaya
Paigaam aaya
Agar jaante tum hi ilzaam doge to
Bhoole se bhi tumko ulfat na karte
Agar bewafa tujhko pehchaan jaate
Khuda ki kasam hum mohabbat na karte
    

Raat Ki Rani
Jin raaton mein neend ud jaati hai, kya kahar ki raatein hoti hain 
Darwaajon se takra jaate hain, deewaaron se baatein hoti hain 

Ghir-ghir ke jo badal aate hain aur bin barse khul jaate hain 
Aashaaon ki jhoothhi duniya mein sukhi barsaatein hoti hai 

Jab woh nahin hote pahlu mein aur lambi raatein hoti hai 
Yaad aake sataati rehti hai aur dil se baatein hoti hain 

Hansaane mein jo aansoo aate hain, do tasveerein dikhlaate hain 
Har roj janaaze uthhaate hain, har roz baaraatein hoti hai 

Himmat kiski hai jo poochh sake ye aarzoo-e-saudaayi se 
Kyun saahib aakhir akele mein ye kisse baatein hoti hain


    
Raaton Ka Raaja
YouTube Video
[Aana to sajani din ko aana
Sapanon mein aake sataana na]-2  Haaye
Are Sapanon mein aake sataana na
Din ko jab gul khile meri jaan tu mile-2
Phir ada ka khazaana aake mujh pe lutaana
Par ye guzaarish sunati jaana
Sapanon mein aake sataana na
Haaye Aana to sajani din ko aana
Sapanon mein aake sataana na-2 Are
Dekh le zaalima ye tadapana mera-2
Meri nindiya ki chori toone ki o chakori 
Haaye mujhe kar ke deevaana 
Sapanon mein aake sataana na
Hoye  Aana to sajani din ko aana
Sapanon mein aake sataana na-2 Are
Tere jalave hazaar tu hai jaan-e-bahaar-2
Leke aanchal ki chhainya kahiyo o more sainya 
Jaagoon to chaahe jo faramaana 
Sapanon mein aake sataana na
Haaye Aana to sajani din ko aana
Sapanon mein aake sataana na-2 Are
    
[Mere liye aati hai shaam chanda bhi hai mera ghulaam 
Dharti se sitaaron tak hai mera intazaam 
Raaton ka raaja hoon main]-3
Mahafil saje doloon jidhar se
Saaqi bahake meri nazar se 
Chaahoon to abhi khud aaye chal ke jaam 
Mere liye aati hai shaam chanda bhi hai mera ghulaam 
Dharti se sitaaron tak hai mera intazaam 
Raaton ka raaja hoon main
Khidaki khule mujhe bulaaye
Mahalon mein hain mere hi saaye 
Khidaki khule
Khidaki khule mujhe bulaaye 
Mahalon mein hain mere hi saaye 
Sote-jaagate sab jaanen mera naam 
Mere liye aati hai shaam chanda bhi hai mera ghulaam 
Dharti se sitaaron tak hai mera intazaam 
Raaton ka raaja hoon main
Maine javaan honthon ki laali 
Akasar palakon se hi chura li 
Maine javaan
Maine javaan honthon ki laali 
Akasar palakon se hi chura li 
Saare gulabadan mujhe karate hain salaam 
[Mere liye aati hai shaam chanda bhi hai mera ghulaam 
Dharti se sitaaron tak hai mera intazaam 
Raaton ka raaja hoon main]-2 
Raaton ka raaja hoon main
    
Raaz

Aap ke pyaar mein hum
    
Akele hain chale aao, jahaan ho-2
Kahaan aawaaz den tumko kahaan ho
Akele hain chale aao, jahaan ho

Tumhen hum dhoondhate hain humein dil dhoondhataa hai-2
Naa ab manzil hain koyee naa koyee raasataa hai
Akele hain chale aao, jahaan ho
Kahaan aawaaz den tumko kahaan ho
Akele hain

Yeh tanahaee kaa aalam aur is par aap kaa gam-2
Naa jeete hain, naa marate, bataao kyaa karen hum
Akele hain chale aao, jahaan ho
Kahaan aawaaz den tumko kahaan ho
Akele hain chale aao jahaan ho

  
 

Jo bhi kasme khaayeen thi tumne
    
Main agar saamne aa bhi jaaya kaun
    

Pyaar se pyaar hum ab to karne lage
Aap ke pyaar mein jeene marne lage
Is kadar aap se humko mohabbat hui - 2
Aap ki dhadkanon mein utarne lage
Pyaar se pyaar hum ab to karne lage
(Ab nahin ho raha dil pe kaabu sanam
Aap ki chaahaton mein hai jaadu sanam) - 2
Ab hosh na kuch bhi raha
Khwaabon mein kho gaye
Zulfon tale hum chain se
Baahon mein so gaye
Aap ko dekhke aahe bharne lage - 2
Is kadar aap se humko mohabbat hui - 2
Aap ki dhadkanon mein utarne lage
Pyaar se pyaar hum ab to karne lage
(Ek duje ko aise tadpa gaye
Dekhte dekhte hi kareeb aa gaye) - 2
Chhede zara mehboob ko
Aawaargi kahe
Chaahe sada bas aap ko
Deewaangi kahe
Aaj to had se aage guzarne lage - 2
Is kadar aap se humko mohabbat hui - 2
Aap ki dhadkanon mein utarne lage - 2
Pyaar se pyaar hum ab to karne lage
    
[Tujhe milke laga hai yeh 
Tujhe dhundh raha tha main] - 2 
Tujh mein hai kuch aise subah sa 
Jiski khaatir main tha jaga sa 
Aa tu mere khwab sajaa ja re 
Maahi aaja re maahi aaja re 
Tujh mein hai kuch aisi subah sa 
Jiski khaatir main tha jaga sa 
Aa tu mere khwab sajaa ja re 
Dil roye ya ilahi tu aaja mere maahi - 3 
Mere maahi mere maahi tu aaja mere maahi 
Tujhe milke laga hai yeh 
Tujhe dhundh raha tha main - 2 
Tujh mein hai kuch aise subah sa 
Jisko khaatir main tha jaga sa
Aa tu mere khwab sajaa ja re 
Dil roye ya ilahi tu aaja mere maahi - 2
Mere maahi mere maahi tu aaja mere maahi 
Dil roye ya ilahi tu aja mere maahi 
Maahi maahi maahi, maahi maahi maahi
Dhadkano mein maahi, saaanson mein hai maahi 
Tu hi hai mere dil ki tamanna 
Teri hi yaadein har lamha 
De mujhe de apna aanchal 
Dhoop mein jalta main harpal 
Tujh mein hai kuch aisi ghata sa 
Jiske liye hoon mein pyaasa sa 
Aa tu meri pyaas bujha ja re 
Dil roye ya ilahi tu aaja mere maahi - 2 
Mere maahi mere maahi 
Ho aaja mere maahi dil roye ya ilahi 
Tu aaja mere maahi dil roye ya ilahi 
Maahi maahi maahi, maahi maahi maahi 
Bas mera tu maahi saaanso mein hai maahi 
Hai mujhe hai tera armaan hai tuhe hai mera banna 
Har ghadi teri dil mein aahat ttu mile mil jaaye raahat 
Jud ke bhi tu mujhse juda sa 
Milke bhi tu kya hai khafaa sa 
Aaaja meri baahon mein saja re 
Hoo, jud ke bhi tu mujhse juda sa 
Milke bhi tu kya hai khafaa sa 
Aaaja meri baaho mein aaja re 
Dil roye ya ilahi tu aaja mere maahi - 4 
Maahi

    
Raaz3

Deewana kar rahaa hai
    
Rab Ne Banaa Di Jodi
Dance pe chance
    

Haule haule se
    
Phir milenge chalte chalte
    
Youtube Karaoke
Audio Karaoke
Tujh mein rab dikhataa hai
    
Rabindra Sangeet
Mone ki dwidha rekhe gele chole…
Sei din bhora saanjhe jete jete duaar-o hote
Ki vebe ferale mukho khani
Ki kotha chilo je mone mone
Mone ki dwidha rekhe gele chole….

Tumi se ki hese gele ankhikone
Ami bose bose bhabi niye kompito hridoyokhani
Tumi se ki hese gele ankhikone
Ami bose bose bhabi niye kompito hridoyokhani

Tumi acho dur bhubone…
Mone ki dwidha rekhe gele chole…

Akashe uriche bokopati
Bedona amar tari sathi….
Akashe uriche
Bareko tomai sudhabare chai
Bidaikale ki bolo nai
Se ki roye gelo go
Sikto jhuthiro gondho-bedone mone…

Mone ki dwidha rekhe gele chole…
Sei din bhora saanjhe jete jete duaar-o hote
Ki vebe ferale mukho khani
Ki kotha chilo je mone mone
Mone ki dwidha rekhe gele chole….

Race
Pehli nazar mein 
Kaise jaado kar diya
Tera ban baita hai
Mera jiya

Jaane kya hoga
Kya hoga kya pata
Is pal ko milke 
Aa jee le zara
Mein hoon yahan
Tu hai yahan

Meri bahon mein aa
Aa bhi ja

[O jaan-e-jaan
Dono jahan 
Meri bahon mein aa
Bhool Ja]2

Baby i love u 4 so more
Baby i love u
O i love u
I love u
I love u so more

baby i love u

[Har dua mein shamil tera pyaar hai
Bin tere lamha bhi dushwar hai 
Lyricsmasti.com
Dhadhkon ko tujhe se hi darkarr hai
Tujhse hai rahtein 
Tujhse hai chahtein ] 2

Tu jo mili ek din mujhe
Mein kahin ho gaya lapata

[O jaan-e-jaan
Dono jahan 
Meri bahon mein aa
Bhool Ja]2

[Kar diya Deewana 
Dard-e-Kash ne
Chain cheena 
Isqh ke ehsaas ne
Bekhayali di hai 
Tere pyaas ne
Lyricsmasti.com
Chaya suroor hai 
Kuch to zaroor hai ]2

Yeh dooriyan
Jeene na de
Hal mera tujhe na pata

[O jaan-e-jaan
Dono jahan 
Meri bahon mein aa
Bhool Ja]2

Baby i love u 4 so more
Baby i love u
uuh i love u
I love u
baby i love u
I love u u uu u 

    

Raat baaki
    
Rachna
Pyaar me mitanaa hi padtaa hai
    
Rafoo Chakkar
Tumko mere dil ne
Tumko mere dil ne pukara hai bade naj se
Apni awaz mila do
Apni awaz mila do meri awaz se
Tumko mere dil ne pukara hai bade naj se
Apni awaz mila do
Apni awaz mila do meri awaz se
Tumko mere dil ne
Mujhko pahli najar me laga hai yu
Mujhko pahli najar me laga hai yu
Sath sadiyo purana hai apna
Or sadiyo hi rahna padega
Tumko banke in aankho ka sapna
Yug yug ki kasme nibhake sanam
Is jag ki rasme nibhake sanam
Apni awaz mila do meri awaz se
Tumko mere dil ne pukara hai bade naj se
Apni awaz mila do meri awaz se
Tumko mere dil ne
Pyar ki in hasi vadiyo me
Pyar ki in hasi vadiyo me
Jhum ke yu hi milte rahenge
Jindagi ke suhane safar me
Humsafar banke chalte rahenge
Is dil ke armaa jagake sanam
Mujhko baho ki raho me lake sanam
Apni awaz mila do meri awaz se
Tumko mere dil ne pukara hai bade naj se
Apni awaz mila do meri awaz se
Tumko mere dil ne
Apni awaz mila do meri awaz se

Ragini

Aa aa...
Man mora baanwaraa -2
Nis din gaaye, geet milan ke -2
Man mora baanwara -2
Aashaaon ke deep jalaake -2
Baithhi kab se aankh lagaake -2
Aaya pritam pyaara -2
Man mora baanwara -2
Nis din gaaye, geet milan ke -2
Man moraa baanwara -2
Man mandir mein shyaam viraaje -2
Chun chun mori paayal baaje -2
Kaisa jaadu daara
Man mora baanwara -2
Nis din gaaye, geet milan ke -2
Man mora baanwara -2
 
 

Railway Platform
Basti basti parvat parvat gaata jaaye banjaara
Lekar dil ka ik taara
Basti basti parvat parvat ...
Pal do pal ka saath hamaara pal do pal ki yaari
Aaj nahi to kal karani hai ( chalane ki taiyaari ) -2
Basti basti parvat parvat ...
Qadam-qadam par honi baithi apana jaal bichhaae
Is jeevan ki raah mein jaane ( kaun kahaan rah jaae ) -2
Basti basti parvat parvat ...
Dhan daulat ke peechhe kyon hai ye duniya deevaani
Yahaan ki daulat yahaan rahegi ( saath nahi ye jaani ) -2
Basti basti parvat parvat ...
Sone-chaandi mein tulata ho jahaan dilon ka pyaar
Aansu bhi bekaar vahaan par ( aahen bhi bekaar ) -2
Basti basti parvat parvat ...
Duniya ke bazaar mein aakar chaahat bhi vyapaar bani
Tere dil se unake dil tak ( chaandi ki deevaar bani ) -2
Basti basti parvat parvat ...
Hum jaison ke bhaag mein likha chaahat ka varadaan nahi
Jisane hamako janam diya vo ( patthar hai bhagavaan naheen) -2
Basti basti parvat parvat ...
 
    

Raj Hath
Aaye bahaar ban ke lubhaa kar chale gaye kya raaz tha jo dil mein chhupakar chale gaye (2)kehne ko woh haseen the aankhen thi bewafa hoaankhen thi bewafakehne ko woh haseen the aankhen thi bewafa haayedaaman meri nazar se bachaakar chale gayeaaye bahaar ban ke lubhaakar chale gaye itna mujhe bataao mere dil ki dhadkanon haayedil ki dhadkanonitna mujhe bataao mere dil ki dhadkanon haaye woh kaun the jo khwaab dikhaakar chale gayeaaye bahaar ban ke lubhaakar chale gaye
    

Raja
Aankh milaate hi dar lagtaa hai
    
Nazarein milleen dil dhadkaa
    
Raja Aur Rank

O phiraki vaali tu kal phir aana 
Nahi phir jaana tu apani jubaan se 
Ki tere naina hain zara beeemaan se
O matavaali ye dil kyon toda 
Ye teer kaahe chhoda nazar ki kamaan se 
Ki mar jaaoonga main bas muskaan se 
O phiraki vaali 
Pahale bhi toone ik roz ye kaha tha -2 
Aaoongi tu na aai 
Vaada kiya tha sainya ban ke badariya 
Chhaaoongi tu na chhaai 
Mere pyaase 
Mere pyaase naina tarase tu nikali na ghar se 
Kaise beeti vo raat suhaani 
Tu sun le kahaani ye saare jahaan se 
Ki tere naina hain
Socha tha maine kisi roz gori hans ke -2 
Bolegi tu na boli 
Meri mohabbat bhari baaten sun-sun ke 
Dolegi tu na doli 
O sapanon mein 
O sapanon mein aane vaali ruk ja jaane vaali 
Kiya toone mera dil chori 
Ye pooch le gori zameen aasamaan se 
Ki tere naina hain
    

Raja Hindustani

Aaye ho meri zindagi mein tum bahaar ban ke-3
Mere dil mein yuun hi rahana
Mere dil mein yuun hi rahana, tum pyaar pyaar ban ke
Aankhon mein tum base ho sapne hazaar ban ke-2
Mere dil mein yuun hi rahana
Mere dil mein yuun hi rahana tum pyaar pyaar ban ke
Ghoonghat mein har kali thi, rangon mein na dhali thi-2
Na shokh thi havaaen, na khushbuu man chali thi
Aaya hai ab ke mausam kaisa khumar ban ke-2
Mere dil mein yuun hi rahana
Mere dil mein yuun hi rahana, tum pyaar pyaar ban ke
Aaye ho meri zindagii mein tum bahaar banke
Man ka nagar tha khaali, sookhi padi thi dali-2
Holi ke rang pheeke, benoor thi diiwaali
Rimjhim baras pade ho tum to phuhaar ban ke-2
Mere dil mein yuun hi rahana
Mere dil mein yuun hi rahana, tum pyaar pyaar ban ke
Aaye ho meri zindagii mein tum bahaar banke
Aankhon mein tum base ho sapne hazaar ban ke
Mere dil mein yuun hii rahana tum pyaar pyaar ban ke
Main ye nahi kehti ki pyar mat karna
Kisi ajnabi ka magar aitbar mat karna
Pardesi pardesi jana nahi
Pardesi pardesi jana nahi
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
Pardesi pardesi jana nahi
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
Pardesi mere yara vada nibhana
Mujhe yaad rakhna kahi bhul na jana
Pardesi pardesi jana nahi
Pardesi pardesi jana nahi
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
Pardesi mere yara vada nibhana
Tum yaad rakhna kahi bhul na jana
Pardesi pardesi jana nahi
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
Maine tumko chaha tumse pyar kiya
Sab kuchh tumpe yaar apna vaar diya
Maine tumko chaha tumse pyar kiya
Sab kuchh tumpe yaar apna vaar diya
Ban gayi jogan maine prit ka jog liya
Na socha na samajha dil ka rog liya
Pardesi mere yara laut ke aana
Tum yaad rakhna kahi bhul na jana
Pardesi pardesi jana nahi
Pardesi pardesi jana nahi
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
Har pal meri yaad tumhe tadpayegi
Main jagunga nind tumhe na aayegi
Har pal meri yaad tumhe tadpayegi
Main jagunga nind tumhe na aayegi
Chhod ke aise hal me jo tum jaaoge
Sach kahta hu jaan bahut pachtaoge
Pardesi mere yara mujhe na rulana
Tum yaad rakhna kahi bhul na jana
Pardesi pardesi jana nahi
Pardesi pardesi jana nahi
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
Pardesi mere yara vada nibhana
Mujhe yaad rakhna kahi bhul na jana
Pardesi pardesi jana nahi
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
Pardesi pardesi jana nahi
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
Pardesi mere yara vada nibhana
Pardesi mere yara laut ke aana
Mujhe yaad rakhna kahi bhul na jana
Pardesi pardesi jana nahi
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
O mere pardesi jana nahi
Mujhe chhod ke, mujhe chhod ke
Smule SHREEJANA POKHR
Smule Shri Satya
|    
Tere ishq mein naachenge
    
Rajkumar
Aa ja aayee bahaar
    

[Is rang badalti duniya mein insaan ki neeyat thheek nahin
Nikla na karo tum saj-dhajkar, imaan ki neeyat thheek nahin]-2
Is rang badalti duniya mein
Ye dil hai bada hi diwaana, chheda na karo is paagal ko-2
Tum se na sharaarat kar baithhe, naadaan ki neeyat thheek nahin
Is rang badalti duniya mein insaan ki neeyat thheek nahin
Nikla na karo tum saj-dhajkar, imaan ki neeyat thheek nahin
Is rang badalti duniya mein
Kaandhe se hata lo sar apna, ye pyaar mohabbat rehne do-2
Kashti ko sambhaalo maujon se, tufaan ki neeyat thheek nahin
Is rang badalti duniya mein insaan ki neeyat thheek nahin
Nikla na karo tum saj-dhajkar, imaan ki neeyat thheek nahin
Is rang badalti duniya mein
Main kaise khuda-haafiz keh dun, mujhko to kissi ka yaqeen nahin-2
Chhup jaao hamaari aankhon mein, bhagwaan ki neeyat thheek nahin
Is rang badalti duniya mein insaan ki neeyat thheek nahin
Nikla na karo tum saj-dhajkar, imaan ki neeyat thheek nahin
Is rang badalti duniya mein

    

Raj kumar
Jaane vaale zara hoshiyaar 
Yahaan ke ham hain raaj kumaar 
Oy hoy 
Aage peechhe hamaari sarkaar 
Yahaan ke ham hain raaj kumaar 
Oy hoy 
Jaane vaale 

Amareeki andaaz bhi seekhe 
Ham yoraph ke raaz bhi seekhe 
Ham se jo baazi le kar jaaye 
Hai koi aisa saamane aaye
Saari duniya mein apani jaykaar 
Yahaan ke ham hain raaj kumaar ... 

Hamse muhabbat hamse javaani 
Rang bhari hai apani kahaani 
Seene mein le kar pyaar bharaa dil
Dhoondh rahe hain apni manzil
Mere liye hai vo beqaraar

Dard sa apane dil mein jo paaya 
Jaan gaye ham kisne bulaaya 
Unse hi milane jhoom ke nikale 
Bhaee, thaath se nikale dhoom se nikale 
Unko bhi hai hamaara intazaar 
Yahaan ke ham hain raaj kumaar ... 

    
Tumne kissee ki jaan ko jaate hue dekha hai
Woh dekho mujhse se rooth kar meri jaan ja rahi hai
Kya jaane kis kasoor ki di hain mujhe sazaayen
Deewana kar rahi hain tauba shikan adaayen
Zulfon mei muhun chhupa kar mujh ko lubha rahi hai
Woh dekho mujhse se rooth kar meri jaan ja rahi hai
Ghabra rahi hai khud bhi bechain ho rahi hai
Apne hi khoone dil mein daaman dubo rahi hai
Bejaan rahe gaye hum woh jaan rahi hai
Woh dekho mujhse se rooth kar meri jaan ja rahi hai
Smule SB Mathur
Smule Moin Khan
Smule Mahender Sharma
    

Rajnigandha
Kayee baar yun bhi dekha hai
Ye jo man ki seema rekha hai, Man Todane Lagataa Hai
Anajaanee Pyaas Ke Peechhe, Anajaanee Aas Ke Peechhe
Man Daudane Lagataa Hai

Raahon Mein, Raahon Mein, Jeewan Kee Raahon Me
Jo Khile Hain Fool Fool Muskuraa Ke
Kaun Saa Fool Churaa Ke, Rakhoo Man Mein Sajaa Ke

Jaanoo Naa, Jaanoo Naa, Ulajhan Ye Jaanoo Naa
Sulajhaaoo Kaise Kuchh Samajh Naa Paaoo
Kis Ko Meet Banaaoo, Kis Kee Pareet Bhoolaaoo

 
    

Rajput

 
 

 

Akela gaya tha main haan main na aaya akela 
Mere sang-sang sang sang sang aaya teri yaadon ka mela 
Mere sang-sang aaya teri yaadon ka mela 
Akela gaya tha main haan main na aaya akela 
Mere sang-sang aaya teri yaadon ka mela 
Mere sang-sang sang sang sang aaya teri yaadon ka mela 
Mere sang-sang aaya teri yaadon ka mela 
Teri gali se
Teri gali se main jab nikala sab-kuch dekha badalaa-badala-2
Jaisa ab hai aisa kab tha ye mausam alabela
Mere sang-sang sang sang sang aaya teri yaadon ka mela 
Mere sang-sang aaya teri yaadon ka mela 
Akela gaya tha main haan main na aaya akela 
Mere sang-sang aaya teri yaadon ka mela 
Ji karata hai
Ji karata hai vaapas jaaoon jaakar tujhako saath le aaoon-2
Main yaadon ke is mele mein kaise rahoon akela
Mere sang-sang sang sang sang aaya teri yaadon ka mela
Mere sang-sang aaya teri yaadon ka mela
Akela gaya tha main haan main na aaya akela
Mere sang-sang aaya teri yaadon ka mela
Mere sang-sang sang sang sang aaya teri yaadon ka mela
    

Rajput
Kahaaniyaan sunaati hai pawan aati jaati 
Ek tha diya ek baatee-2

Bahut dinon ki hai ye baat 
Badi suhaani thi wo raat 
Diya aur baati mile 
Milake jale ek saath                  - 2 
Ye chaand ye sitaare bane saare baaraati 
Ek tha diya ek baatee

Uthaai donon ne qasam 
Jalen bujhenge saath ham 
Unhen kabar na thi magar 
Khushi ke saath bhi hai gam       - 2 
Milan ke saath saath hi judaai bhi hai aati 
Ek tha diya ek baatee 

 
    

Rajput

Rasate pe ham khade hain dil-e-beqaraar lekar 
Guzaroge kab idhar se apani bahaar le kar 
Rasate pe ham khade hain 
Thoda sa pyaar de do ham zindagi bana len 
Ho o o thoda sa pyaar de do ham zindagi bana len 
Ham zindagi bana len 
Thoda sa pyaar le kar 
Rasate pe ham khade hain dil-e-beqaraar lekar 
Guzaroge kab idhar se 
Aramaan machal-machal kar tujhase ye kah rahe hain 
Ho o o aramaan machal-machal kar tujhase ye kah rahe hain 
Aana o pyaar waale aankhon mein pyaar le kar 
Rasate pe ham khade hain dil-e-beqaraar lekar 
Guzaroge kab idhar se 
Aawaaz de rahi hai shaam-e-bahaar tumako 
Ho o o aawaaz de rahi hai shaam-e-bahaar tumako 
Shaam-e-bahaar tumako 
Daaman mein muskaraate phoolon ke haar le kar 
Rasate pe ham khade hain dil-e-beqaraar lekar 
Guzaroge kab idhar se apani bahaar le kar 
Rasate pe ham khade hain
 
 

Ram Aur Shyam
Aa_ii hain bahaaren mite zulm-o-sitam Pyaar kaa zamaanaa aayaa duur hue gam Raam kii lilaa rang laa_ii A-haa haa Shaam ne bansii bajaa_ii A-haa haa-haa -2 Chamakaa hai inasaaf kaa suuraj phailaa hai ujaalaa Ujaalaa, Chamakaa hai inasaaf kaa suuraj phailaa hai ujaalaa Na_ii umangen sang laayegaa har din aanevaalaa Aanevaalaa, Na_ii umangen sang laayegaa har din aanevaalaa Ho ho Munnaa giit sunaayegaa Tunnaa dhol bajaayegaa Munnaa giit sunaayegaa, tunna dhol bajaayegaa Sang-sang merii chhotii munnii naachegii chham-chham Aa_ii hain bahaaren mite zulm-o-sitam Pyaar kaa zamaanaa aaya duur hue gam Raam kii liilaa rang laa_ii A-haa haa Shaam ne bansii bajaa_ii A-haa haa-haa Ab na honge majabuurii ke is ghar men afasaane Ab naa honge majabuurii ke is ghar men afasaane Pyaar ke rang men rang jaayenge sab apane begaane Pyaar ke rang men rang jaayenge sab apane begaane Ho ho ho Sab ke din phir jaayenge Manzil apanii paayenge Jiivan ke taraane milake gaayenge haradam Ho Aa_ii hain bahaaren mite zulm-o-sitam Pyaar kaa zamaanaa aaya duur hue gam Raam kii liilaa rang laa_ii A-haa haa Shaam ne bansii bajaa_ii A-haa haa-haa Aa-aa Aa-aa
    
Ye raat jaise dulhan ban gayee charaagon se
Karungaa aur ujaalaa main dil ke daagon se

Aaj kee raat mere dil kee salaamee le le
dil kee salaamee le le
Kal teree bazm se diwaanaa chalaa jaayegaa
Shammaa rah jaayegee parawaanaa chalaa jaayegaa
Aaj kee raat mere dil kee salaamee le le
dil kee salaamee le le

Teree mahafil tere jalawe ho mubaarak tujh ko
Teree ulafat se naheen aaj bhee inkaar mujhe
Teraa mayakhaanaa salaamat rahe aye jaana-ye-wafaa
Muskuraakar tu zaraa dekh le ek baar mujhe
Fir tere pyaar kaa mastaanaa chalaa jaayegaa
Kal teree bazm se diwaanaa chalaa jaayegaa
Shammaa rah jaayegee parawaanaa chalaa jaayegaa
Aaj kee raat mere dil kee salaamee le le
dil kee salaamee le le

Mainne chaahaa ke bataa dun main hakeekat apanee
Toone lekin naa meraa raaz-e-mohabbat samajhaa
Meree ulajhan mere haalaat yahaan tak pahunche
Teree aankhon ne mere pyaar ko nafarat samajhaa
Ab teree raah se begaanaa chalaa jaayegaa
Kal teree bazm se diwaanaa chalaa jaayegaa
Shammaa rah jaayegee parawaanaa chalaa jaayegaa
Aaj kee raat mere dil kee salaamee le le
dil kee salaamee le le

Tu meraa saath naa de raah-ye-mohabbat mein sanam
Chalate chalate main kisee raah pe mud jaaoongaa
Kahakashaan chaand sitaare tere chumeinge kadam
Tere raste kee main ek dhool hoon, ud jaaoongaa
Saath mere meraa afasaanaa chalaa jaayegaa
Kal teree bazm se diwaanaa chalaa jaayegaa
Shammaa rah jaayegee parawaanaa chalaa jaayegaa
Aaj kee raat mere dil kee salaamee le le
dil kee salaamee le le

    

Ram Avtaar
tera naaam, jan-eee-wafa hai
magar tu badii.ii, bewafa hai
meri jaan tujh.parr, fida hai
magar tu, badi bewafa hai

teri bewafai ka, shikwaaa karu toh..

teri bewafai ka, shikwa karun toh
yeh meri moho.bbat ki, tauhin hogi
teri bewafai ka, shikwa karu toh
yeh meri moho.bbat ki, tauhin hogi

bhari bazm mein tujhkoo
rusava karuun, toh
bhari bazm mein tujhkoo
rusava karun, toh

yeh meri, sharafat, ki tau.hin hogi
teri bewafai ka, shikwa karu toh,
yeh meri mohobbat ki, tauhiin hogi

naa mehfil mein hongi,
naa mele mein hongi
naa mehfil mein hongi,
naa mele mein hongi

yeh aapas, ki baatein, akele mein hongi
main logo se teri

main logo se teri, shikayat karu.un toh
yeh meri, shikayat ki, tauhin hogi

teri bewafai ka, shikwa karu toh,
yeh meri mohobbat ki tauhin ho.ogi

suna hai tera
aur bhi ik, balam haiii
suna hai teraaa
aur bhi, ikk, balam haii
magar ghum, naa kar tujh.ko,
me.rri kasam hai
tujhe besharam
tujhe besharam, be.mura.wat kahu to
yeh meri murawat ki tauhin hogi
teri bewafai ka, shikwa karu toh,
yeh meri mohabbat ki, tauhin hogi

bhari bazm mein, tujhko, ruswa karu to,
yeh meri, sharafat, ki tauhin hogi
teri bewafai ka, shikwa karu toh,
yeh meri mohabbat ki, tauhin hogi
teri bewafai ka, shikwa karu toh...
Smule MALEK ZAMAN
|
Ungali me anguthi, anguthi me nagina
Ungali me anguthi, anguthi me nagina
Tere bin o o o
Tere bin ek bhi din
Mushkil ho gaya jina jina jina
Ungali me anguthi, anguthi me nagina
Ungali me anguthi, anguthi me nagina
Aur kahi dil lagta nahi
Aaj ye tujhse kahna hain
Aur kahi dil lagta nahi
Aaj ye tujhse kahna hain
Chod ke duniya mujhko
Dil me tere rahena hain
Ji chahe nazron se
Ji chahe nazron se, tu ho
Tu ho dur kabhi na
Ungali me anguthi, anguthi me nagina
Ungali me anguthi, anguthi me nagina
Tere bin o o o
Tere bin ek bhi din
Mushkil ho gaya jina jina jina
Ungali me anguthi, anguthi me nagina
Ungali me anguthi, anguthi me nagina
Smule AHLAN
|
Ram Jaane
Sa Saabid??
re Rocky
ga Gama
ma Mallu
pa Poltu
dha Dhanna
ni Nandu
sa....
sa Re Ga Ma, Ma Ga Re Sa...

sur Se Sur Jab Milata Hai
usako Kehte Hai Saragam
ho Dil Se Dil Jab Milata Hai
usako Kehte Hai Sangam
bum Chiki Chiki Bum...
ek Duje Ke Saathi Hum
humko Kaahe, Kaahe Gum
bum Chiki Chiki Bum...

iss Duniya Mein Aaye Ho
iss Duniya Mein Naam Karo
koyi Achchi Baat Karo
koyi Achcha Kaam Karo
yeh Dil Mere Naam Karo - 2
lo Yeh Kaagaz Aur Kalam
bum Chiki Chiki Bum...

ped Jalein Khud Dhoop Mein
par Logo Ko De Saaye
hai Achcha Insaan Wahi
kaam Kisike Jo Aaye
(mere Kaam Tu Na Aaya
tu Jhuta Hai Ram Kasam) - 2
tu Jhuta Hai Ram Kasam
bum Chiki Chiki Bum...

taash Ke Baawan Patto Par
raaja Raj Hamaara Hai
kal Ka Humko Pata Nahi
lekin Aaj Hamaara Hai
hum Jokar Apane Naukar - 2
ikka, Baadshah Aur Begum
bum Chiki Chiki Bum...

iss Duniya Mein Jine Ka
yeh Bhi Ek Tarika Hai
nahi Mila Jo Maar Liya
jaadu Hamane Sikha Hai
aish Karo Mere Yaaro - 2
maaro Dum, Mit Jaaye Gum
bum Chiki Chiki Bum...



Jhumari ne maange jhumru se ghungroo
Jhuru yeh bola ghungroo na damaroo
London se bombay, bombay se kangada
Oy oy oy oy oy ... hoy hoy hoy
Pump up the bangada - 4
Ramba saamba, chya chya chya
Kya hulla hu kya rock n role
Sabka ho gaya bistar gol
Arre kya karane hai baaje gaaje
Ek dol do mithe bol
Nain taraaju mein dil tol
Pump up the bangada - 2
Mithiya mithiya galla kariye
Aaja bai ja mere kol
Jivan jal mein maadira ghol
Main ban jaanyu aaj sapera
Jhume tu banke naagin dol
Dil ke sab darwaaje khol
Pump up the bangada - 2
Yeh naach gaana barso puraana
India se sikha saara jamaana
London se bombay, bombay se kangada
Oy oy oy oy oy ... hoy hoy hoy
Pump up the bangada
O balle, pump up the bangada
O shaava, pump up the bangada
Hoy, pump up the bangada
Kaali kaali julfein teri
Gore gore tere gaal
Usape yeh mastaani chaal
Main mar jaanva gud khaake
Tu puchh na mere dil ka haal
Haal huva mera behaal
Pump up the bangada - 2
Baithe hai sab log bichaye
Mehfil mein naino ke jaal
Loot na jaaye mera maal
Ek najhumi?? ne bola tha
Achcha gujrega yeh saal
Dekhe kya ho abb ke saal
Pump up the bangada
Oy, pump up the bangada
Naach meri jaan tu
Baat meri maan tu
Dil chaahe maangle
Aaj meri jaan tu
London se bombay, bombay se kangada
Oy oy oy oy oy ... hoy hoy hoy
Pump up the bangada - 2
O balle, (pump up the bangada - 2)
Kuchh bhi keh lo
Kuchh bhi karlo
Yeh duniya hai ek baazaar
Bik jaate hai jisme yaar
Kal ki kal dekhenge
Aaja aaj jarasa karle pyaar
Meri jaan mat kar inkaar
Pump up the bhangada - 2
Jine ka hai shauk tujhe toh
Marne ko ho ja taiyaar
Haan karde karde ikraar
Aaye jaaye yaar jawaani
Sau saalon mein bas ek baar
Karle karle aa do chaar
Pump up the bhangada - 2
Tu bhi akeli, main bhi akela
Dono mile toh ban jaaye mela
London se bombay, bombay se kangada
Oy oy oy oy oy ... hoy hoy hoy
Pump up the bangada - 2
O balle, pump up the bangada
O shaava, pump up the bangada
Kehte hain log mujhe Ram Jaane

Apun ki life ka hai tu pehla love song
Phaink hawaa mein ik chummaa

Chori chori chal o gori
      
Ram Teri Ganga Maili
Husn pahaadon ka
Kya kehna ki baaron mahine
Yahan mausam jaado’n kaa

Tum pardesi kidhar se aaye
Aate hi mere man mein samaye
Karoon kya haathon se 
Man nikla jaaye
Kya gul boote hain 
Pahadon míen yeh kehte hain
Pardesi jhoothe hain

Khile khile phoolon se
Bhari bhari vaadi
Raat hi raat mein
Kisne sajadi
Lagta hai jaise yahan apni ho shaadi
Chhote chhote jharne hain
Ke jharnon ka paani chhuke
Kuchh vaade karne hain
Jharne to behte hain
Qasam lein pahadon ki
Jo qayam rehte hain

Duniya ye gaati hain
Sunoji
Duniya ye gaati hai
Ke pyaar se rasta to kya
Zindagi kat jaati hai

    

Raam teri ganga maili ho gai 
Suno to ganga ye kya sunaaye 
Ke mere tatapara jo loga aaye 
Jinhonne aise niyam banaaye 
Ke praana jaaye para vachana na jaaye 
Ganga hamaari kahe baata ye rote rote 
Raam teri ganga maili ho ga 
Paapiyonke paapa dhote dhote 
Hama usa deshake vaasi hain 
Jisa deshame ganga bahati 
R^ishhiyonke sanga rahanevaali 
Patitonke sanga rahati 
Na to hothonpe sachchaai 
Nahi dilame safaai 
Karake gangaako kharaab 
Dete gangaaki duhaai 
Kare kya bichaari ise 
Apanehi loga dubote 
Raam teri ganga maili ho gai 
Paapiyonke paapa dhote dhote 
Vahi hai dharati vahi hai ganga 
Badale hai gangaavaasi 
Sabake haath lahu se range hain 
Mukha ujale mana kaale 
Diye vachana bhulaake 
Jhoothi saugandha khaake 
Apani aatma giraake 
Chalen sarako uthaake 
Aba to ye paapi ganga 
Jalasebhi shuddha na hote 
Raam teri ganga maili ho gai 
Paapiyonke paapa dhote dhote
    
Sun sahiba sun pyaar ki dhun
Ho maine tujhe chun liya tu bhi mujhe chun
Sun sun sahiba sun pyaar ki dhun
Ho maine tujhe chun liya tu bhi mujhe chun
Sun sun sahiba sun pyaar ki dhun
Koi haseena kadam pehle badhaati nahin
Majboori dil se na ho to paas aati nahi
Majboori dil se na ho to paas aati nahi
Majboori dil se na ho to paas aati nahi
Khushi mere dil ko had se zyaada hai
Tere sang zindagi bitaane ka iraada hai
O preet ke yeh dhaage tu bhi sang mere gun
Sun sun sahiba sun pyaar ki dhun
Ho maine tujhe chun liya tu bhi mujhe chun
Sun sun sahiba sun pyaar ki dhun
Tu jo haan kahe to ban jaaye baat yeh
Hote na ishaara to chal doon main saath bhi
Hote na ishaara to chal doon main saath bhi
Tere liye sahiba naachoongi main gaaoongi
Dil mein basa le tera ghar bhi basaaoongi
Ho daal de nigaahon kar de pyaar ka shagun
Sun sun sahiba sun pyaar ki dhun
Ho maine tujhe chun liya tu bhi mujhe chun
Sun sun sahiba sun pyaar ki dhun
O mera hi khoon-e-jigar dega gawa hi meri
Tere hi haathon likhi shaayad tabaahi meri
Tere hi haathon likhi shaayad tabaahi meri
Dil tujhpe waara hai, jaan tujhpe waaroongi
Aaye ke na aaye, tera rasta nihaaroongi
O kar le kabul mujhe hoga bada pun
Sun sun sahiba sun pyaar ki dhun
Ho maine tujhe chun liya tu bhi mujhe chun
Sun sun sahiba sun pyaar ki dhun
Smule Pooja
    
Ramadan
Bulla ki jaana main kaun

angoli sajaavo re rangoli sajaa -2 
Teri paayal, mere geet, aaj banenge donon meet -2 
Rangoli sajaao 
Neel-gagan par chamakaa taaraa, maine samajhaa teraa ishaaraa 
Ban gai dhadakan prem-sandesaa, shaayad mujhako tune pukaaraa 
Tere dar par laai preet \-2 
Rangoli sajaao 
Dard ke sur men raag hai meraa, pyaar ki lay par naach hai teraa 
Jeevan beenaa baaje surili, jo sur bole naam le teraa 
Arpan tujh par har sangeet-2 
Rangoli sajaao

    
Rani Rupmati
Aa laut ke aaja mere meet
Tujhe mere geet bulaate hain
Mera Soona Padha Re Sangeet
Tujhe Mere Geet Bulate Hain
Aa Laut Ke Aaja Mere Meet
Barse Gagan Mere Barse Nayan
Dekho Tarse Hai Man Ab To Aaja
Sheetal Pavan Yeh Lagaye Agan
O Sajan Ab To Mukhada Dikha Ja
Toone Bhali Re Nibhai Preet
Tujhe Mere Geet Bulate Hain
Aa Laut Ke Aaja Mere Meet
Ek Pal Hai Hasna Ek Pal Hai Rona
Kaisa Hai Jeevan Ka Khela
Ek Pal Hai Milna Ek Pal Bichhadna
Duniya Hai Do Din Ka Mela
Yeh Ghadi Na Jaye Beet
Tujhe Mere Geet Bulate Hain
Aa Laut Ke Aaja Mere Meet
    
Razia Sultaana

YouTube Video
Ae dile nadaan
    
Aayi zanjeer ki jhankaar khuda khair kare
Dil hua kiska giraftaar khuda khair kare
Jaane yeh kaun meri rooh ko chhukar guzara
Ek qayaamat hui bedaar khuda khair kare
Lamha meri aankhon mein kheencha jaati hai
Ek chamakti hui talwaar khuda khair kare
Khoon dil ka na chhalak jaaye kahi aankhon se
Ho na jaaye kahi izahaar khuda na kare

    
Dhalti jaaye raat, kehle dil ki baat, 
Shamma parawane ka na hoga phir saath, 
Dhalti jaaye raat, kehle dil ki baat 
Shamma parawane ka na hoga phir saath, 
Dhalti jaaye raat.. 

Mast nazaare chaand sitaare, 
Raat ke mehemaan hain yeh saare, 
Uth jaayegi, shab ki mehfil, 
Noore seher ke sunke nakaare, 
Ho na na ho, dubara mulaqaat, 
Hmmmm... 
Dhalti jaaye raat.. 

Neend ke bas mein khoyi khoyi, 
Kul duniya hai, soyi soyi, 
Aise mein bhi jaag raha hai, 
Ham tum, jaisa koyi koyi, 
Kya haseen hai taaron ki baraat, 
Hmmmm... 
Dhalti jaaye raat.. 

Jo bhi nigaahen chaar hai karata, 
Uspe zamana vaar hai karata, 
Raah-e-wafa ka, ban ke raahi, 
Phir bhi tumeh dil, pyar hai karata, 
Baitha na ho leke khoyi dhaal, 
Hmmmm... 

Dhalti jaaye raat, kehele dil ki baat, 
Shamma parawane ka na hoga phir saath, 
Dhalti jaaye raat, kehele dil ki baat 
Shamma parawane ka na hoga phir saath, 
Dhalti jaaye raat...

Smule SAROJA ADHI
 Refugee
Mere humsafar mere paas aa
    
Rehna Hai Tere Dil Mein

YouTube Video
Sach keh rahaa hai deewaana
    
Resham Ki Dori
YouTube Video
Chamakaa paseena
    
Reshmi Rumaal
Gardish mein hon taare na ghabraana pyaare
Gar tuu himmat na haare, to honge vaare nyaare
Gardish men hon taare...

Mujhko merii aashaa, deti hai dilaasaa -2
Aayengii bahaaren chalii jaayegi khizaa
Ho, aasmaan ye neelaa-neelaa kare hai ishaare
Gardish men hon taare...

Duniyaa hai saraay, rahane to kahm aaye -2
Aayaa hai to hansi-khushi rah le tuu yahaan
Ho, sooramaa hai zindagi jo kaanton men guzaare
Gardish men hon taare...

Baazuon men dam hai, phir kaahe kaa gham hai -2
Aaheli iraade hain, umangen hain javaan
Ho, mushilen kahaan hain, umhen meraa dil pukaare
Gardish men hon taare...

 
    

Contd.....