|
Free download 2MB |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
Q |
|
|
|
|
V | W | X | Y |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
Q |
|
|
|
|
V | W | X | Y |
|
|
| Mohabbat ki raahon mein chalna sambhal
ke Yahan jo bhi aaya gaya haath mal ke Na paayi kissi ne muhabbat ki manzil
Hamein dhhundhhti hai, bahaaron ki duniya
Kahin doob jaaye na, hasrat bhara dil
|
| Chale aaj tum jahan se Huyi zindagi parayi Tumhe mil gaya thikana Hamein maut bhi na aayi (o door ke musafir Tu ne to de diya gham Sooni hai dil ki raahein |
|
| YouTube Video |
Na ro ai dil, kahin
rone se taqdeeren badalati hain \-2
Kahin aansu bahaane se,
tamannaen nikalati hain,
Na ro ai dil \-2
Natija mil gaya ham ko
kisi se dil lagaane ka \-2
Sitam dekha, nasibon
ka, karam dekha zamaane ka \-2
Muhabbat aah bharati
hai, vafaaen haath malati hain
Na ro ai dil
..............................
Liye jaate the ai dil
ham teri naiyya kinaare par \-2
Muhabbat ke bharose
par, ummeedon ke sahaare par \-2
Khabar kya thi, ke
zaalim aandhiyaan bhi saath chalati hai
Na ro ai
dil..............................
|
| Ab kahaan jaayen hum ye bataa aye zameen
Is jahaan mein to koyee hamaara naheen-2 Apne saaye se bhi log darne lage Ab kissee ko kisse par bharosa naheen-2 Ab kahaan jaayen hum.... Hum ghar ghar jaate hain ye dil dikhlaate
hain Nafrat hai nigaahon mein bahshat hai
nigaahoon mein Har saans hai mushqil ki har jaan hai ik
moti |
|
Duniya waalon
se door jalnewaalon se door
Aaja aaja
chalen kahin door kahin doorkahin door
Jo pyar ka
jahan hai, har dil pe meharban hai
Kuchh aur yeh
zameen hai, kuchh aur aasmaan hai
Na zulm ka
nishan hai , na gam ki dastaan hai
Har koi jisko
samjhe woh pyar ki zubaan hai
Duniya waalon
se
Ulfat ki
raagini mein mastani bekhudi mein
So jayange do
dil ulfat ki chandni mein
Phir kya
karegi duniya, jal jal maregi duniya
Taaron mein
do sitare dekha karegi duniya
Duniya waalon
se
Haathon mein
haath dale khud ko bina sambhale
Niklenge hum
jidhar se ho jayenge ujaale
Chanda kahega
haskar seene par haath rakhkar
Woh ja rahe
hain dekho do pyar karne waale
Duniya waalon
se
|
|
Jhoomata mausam mast mahina
|
|
Sooraj zara aa paas
|
| Yaaro soorat hamaari pe mat jaao |
|
Apne jeevan ki uljhan
ko
Kaise mein
suljhaaun
Apne jeevan ki uljhan
ko
Kaise mein
suljhavoon
Apnon ne jo dard diye
hai
Kaise main
batlaoon
Pyar ke vaade ho gaye
jhoote
Pyar ke vaade ho gaye
jhoote
Wafa ke bandan
tooteeee
Wafa ke bandan
toote
Ban ke jeevan sathi
koi
Chain mera kyon
looteeee
Chain mera kyon
loote
Aise jeevan sathi
seeeeee
Aise jeevan sathi se
main
Kaise saath
nibhaoon
Apne jeevan ki uljan
ko
Kaise main
suljhavoon
Apnon ne jo dard diye
hai
Kaise main
batlaoon
Kaise kaise bhed
chupayein
Kaise kaise bhed
chupayein
Haathon ki
rekhayein
Haathon ki
rekhayein
Koi na jaane is jeevan
ko
Yeh kis oar le
jaayeeee
Yeh kis oar le
jaaye
Padh na pavoon lekh
vidhi kaa
Padh na pavoon lekh
vidhi kaa
Pal pal mein
ghabraoon
Apne jeevan ki uljhan
ko
Kaise mein
suljhavoon
Apnon ne jo dard diye
hai
Kaise main
batlaoon
Apne jeevan ki uljhan
kooo
|
| Jhumta mausam mast mahina, chand
si gori ek hasina Aankh me kajal muh pe pasina Ya allah, ya allah, dil le gayi Ya allah, ya allah, dil le gayi Koi rangila sapno me aake, ek najar se apna bana ke Pyar ka jadu hampe chala ke Ya allah, ya allah, dil le gaya Ya allah, ya allah, dil le gaya Thandi sadak nim tale tir-e-najar khub chale O tum bhi udhar jakhmi huye, ham bhi idhar jakhmi huye Haye lal chunariya chal nirali, sar pe jhumar kan me bali Hath me chudiya motiyo vali Ya allah, ya allah, dil le gayi Ya allah, ya allah, dil le gayi Koi rangila sapno me aake, ek najar se apna bana ke Pyar ka jadu hampe chala ke Ya allah, ya allah, dil le gaya Ya allah, ya allah, dil le gaya Tum bhi yaha ham bhi yaha aisa milan hoga kaha O teri kasam jan-e-jaha, dil hai vahi tu hai jaha O dil ka malik ik matvala, is jahan me sabse nirala Pyar ka suraj dil ka ujala Ya allah, ya allah, dil le gaya Ya allah, ya allah, dil le gaya Jhumta mausam mast mahina, chand si gori ek hasina Aankh me kajal muh pe pasina Ya allah, ya allah, dil le gayi Ya allah, ya allah, dil le gayi Dono taraf aag lagi, aisi lagi bujh na saki O tum bhi jale ham bhi jale, khil to gayi dil ki kali Mukhda tera gul ki kahani, julfe teri shyam suhani Rup ki mallika pyar ki rani Ya allah, ya allah, dil le gayi Ya allah, ya allah, dil le gayi Koi rangila sapno me aake, ek najar se apna bana ke Pyar ka jadu hampe chala ke Ya allah, ya allah, dil le gaya Ya allah, ya allah, dil le gaya Jhumta mausam mast mahina, chand si gori ek hasina Aankh me kajal muh pe pasina Ya allah, ya allah, dil le gayi Ya allah, ya allah, dil le gayi Ya allah, ya allah, dil le gaya Ya allah, ya allah, dil le gayi Ya allah, ya allah, dil le gaya Ya allah, ya allah, dil le gayi |
Smule
ARPITA L |
|
| Mujhe raat din ye |
| Mujhe Ishq Hai Tujhii Se Merii
Jaan-e-zindagaanii Tere Paas Meraa Dil Hai Mere Pyaar Kii Nishaanii -2 Mujhe Ishq Hai Tujhii Se Merii Zindagii Men Tuu Hai Mere Paas Kyaa Kamiin Hai Jise Gam Nahiin Kizaan Kaa Wo Bahaar Tuune Dii Hai -2 Mere Haal Par Hu_ii Hai Terii Kaas Meharabaanii Tere Paas Meraa Dil Hai Mere Pyaar Kii Nishaanii Mujhe Ishq Hai Tujhii Se Tere Husn Ne Dikhaa_iin Mujhe Bekudii Kii Rahen Ye Hasiin Lab Nashiile Ye Jhukii-jhukii Nigaahen -2 Terii Zulf Se Uthii Hai Ye Ghataa_on Kii Jawaanii Tere Paas Meraa Dil Hai Mere Pyaar Kii Nishaanii Mujhe Ishq Hai Tujhii Se Merii Jaan-e-zindagaanii Tere Paas Meraa Dil Hai Mere Pyaar Kii Nishaanii Mujhe Ishq Hai Tujhii Se |
|
In aankhon ki masti
|
| Youtube
Karaoke Audio Karaoke |
Darpan ko dekha
toone
Jab jab kiya singaar
Phoolon Ko Dekha
Toone Jab Jab Aayi Bahar
Ek Badnaseeb Hoon Main,
Mujhae Nahin Dekha Ek
Baar
Darpan Ko Dekha ...
Suraj Ki Pehli Kiranon Ko
Dekha
Toone Alsate Huye
Raaton Mein Taron Ko
Dekha
Sapno Mein Kho Jaate Huye
Yoon Kisi Na Kssi
Bahane
Toone Dekha Sab Sansar
Darpan Ko Dekha ...
Kajal Ki Kismat Kya
Kahiye ,
Naino Mein Tumne Basaya
Hai
Aanchal Ki Kismat Kya
Kahiye
Tumne Ang Lagaya Hai
Hasrat Hi Rahi Mere Dil
Mein
Banoon Tere Gale Ka Haar
Darpan Ko Dekha ...
|
|
Main ik raaja
hun tu ik raani hai - 2
Prem nagar ki
ye ik sundar prem kahaani hai
Main ik raaja
hun ...
Mana mera ik
mahal ho jaise tu is mein rehti hai aise
Jaise seep
mein moti hai saagar mein paani hai
Main ik raaja
hun ...
Kya hoti hai
prem kahaani ye bhi tu naadaan na jaani
Kitni pyaari
pyaari teri ye naadaani hai
Main ik raaja
hun ...
Premi
bhanware rang-raliyon ke kya kehte hain in kaliyon se
Main tujhko
kaise samjhaaun tu diwaani hai
Main ik raaja
hun ...
|
Smule
NILAM SALVI |
|
Deewaanon se
ye mat poochho-2
Deewaanon pe
kyaa gujaree hai
gujaree hai
Haan un ke
dilon se ye poochho
Aramaanon pe
kyaa gujaree hai
gujaree hai
Deewaanon se
ye mat poochho
Auron ko
pilaate rahate hain
Aur khud
pyaase rah jaate hain -2
Ye peenewaale
kyaa jaane
Mehmaanon pe
kyaa gujaree hai
gujaree hai
Deewaanon se
ye mat poochho
Maalik ne
banaayaa insaan ko
Insaan
mohabbat kar baithhaa -2
Wo oopar
baithhaa kyaa jaane
Insaanon pe
kyaa gujaree hai
gujaree hai
Haan un ke
dilon se ye poochho
Aramaanon pe
kyaa
gujaree hai
Deewaanon se
ye mat poochho
|
Smule
ARCHANA SHUKA |
| Koyi kisi ka nahi ye jhoothhe,
Naate hain naato ka kya Kasme waade pyaar wafaa sab, Baatein hain baato ka kya Hoga masiha ... Sukh mein tere ... |
| Mere desh ki dharti… Oh mere desh ki dharti sona ugale, ugale heere moti, mere desh ki dharti Mere desh ki dharti sona ugale, ugale heere moti, mere desh ki dharti Mere desh ki dharti Bailon ke gale mein jab ghunghroo jiwan
ka raag sunaate hain Jab chalte hain is dharti pe hal mamta
angdaaiyaan leti hai Ye baag hai Gautam Nanak ka khilte hain
aman ke phool yaha |
| Aye mere mann |
| Aaha rim jhim ke ye pyaare pyaare geet
liye Aai raat suhaani dekho preet liye Meet mere suno zara hava kahe kyaa, a Suno to zaraa, jheengar bole cheekiimiiki cheekiimiiki Rimajhim ke ye pyaare pyaare geet liye Khoi si bheegi bheegi raat jhoome Aankhon mein sapano ki baaraat jhoome - 2 Dil ki ye duniya aaj baadalon ke saath jhoome Aaha rimajhim ke ye A jaao dil mein basa loon tumhen Nainon ka kajara bana loon tumhen - 2 Jaalim zamaane ki nigaahon se chhupa loon tumhen Aaha rimajhim ke ye Haathon mein tere mera haath rahe Dil se jo nikali hai vo baat rahe - 2 Mera tumhaara saari zindagi ka saath rahe Aaha rimajhim ke ye |
| Wafaa ke deep jalaaye huye nigaahon mein
Bhatak rahee ho bhalaa kyun udaas raahon me Tumhe khayaal hai tum mujhse door ho lekin Main saamne hoon chali aao meri baahon mein Sau baar janam lenge sau baar fana honge
Qismat hame milne se, rokegi bhala kab
tak Ye kaisi udaasi hai, jo husn pe chhaayi
hai |
Smule
DoctorKC Smule Devesh Smule Ashsh Dalvi Smule SIRAJ ABDULLA Smule GULZAR SHAH Smule WASEEM BAIG Smule ARCHANA SHUKLA |
|
Man kyun behkaa
|
|
Free download 2MB |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
Q |
|
|
|
|
V | W | X | Y |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
Q |
|
|
|
|
V | W | X | Y |
|
|
![]() |
Dr K Chaudhry
B-1/104 Paschim Vihar, New Delhi-110063 +91-9810570740 http://ukmall.net/doctorkc |