Songbook Zipped
Free download 2MB
Ownwith Free Karaoke
A
B
C
D
E
F
G
H
I
J
K
L
M
N
O
P
Q
R
S
T
U
V W X Y
Z
Masood Rana
English songs =>
A
B
C
D
E
F
G
H
I
J
K
L
M
N
O
P
Q
R
S
T
U
V W X Y
Z
<=English songs
Smule Song Search : Song Titles with Spelling variations listed together
Happy smuling .....
      .....Contd


Youtube videos may not stay for long. In case you find a linked video missing, please message at facebook.com/doctorkc


Zabak
Teri duniya se dur, chale ho ke majabur hamen yaad rakhana
Jaao kahin bhi sanam, tumhe itani kasam hamen yaad rakhana

Ayengi bahaaren to tere hi fasaane sunaayengi hamen
Hogi tanahaai to ake teri yaade rulaayengi hamen
Rulaayengi hamen, tadpaayengi hamen
Kabhi dekhi thi bahaar, kabhi hamase tha pyaar, jra yaad rakhana

Le ja jaanewaale duaen mere dilaki, kisise kya gila
Teri hi khata hai na meri hi khata hai, jo hona tha hua
Jo hona tha hua, hai kisi se kya gila
Dekho roe mera pyaar, kahe dil ki pukaar, hamen yaad rakhana
Smule MD NOJRUL
Smule KULDEEP KAUR
Smule HEMA TOMAR
Smule NEENA Agarwal
Smule AZ
    
Zahreela Insaan

O hansni meri hansni kahaan ud chali 
Mere Aramaanon Ke Pankh Lagaake, Kahaan Ud Chali 
Aaja Meri Saanson Mein Mahak Raha Re Tera Gajra
O Aaja Meri Raaton Mein Lahak Raha Re Tera Kajra 
O Hansni Meri Hansni, Kahaan Ud Chali 
Mere Aramaanon Ke Pankh Lagaake, Kahaan Ud Chali 
Der Se Lehron Mein Kamal Sambhaale Hue Man Ka 
Jeevan Taal Mein Bhatak Raha Re Tera Hansaa 
O Hansni Meri Hansni, Kahaan Ud Chali 
Mere Aramaanon Ke Pankh Lagaake, Kahaan Ud Chali
    

Zakhm
Hum yahaan tum yahaan dil jawaan woh sama
Lekin kahaan, shuru shuru ke pyaar ka
Phir se chalo, churaayen dil yaar ka          -2
Hum yahaan tum yahaan

Phir hon wohi baatein phir hon wohi raatein -2
Phir wohi rat jage, phir wohi bechainiyaan
Hum yahaan, tum yahaan, dil jawaan woh sama
Lekin kahaan, shuru shuru ke pyaar ka
Phir se chalo, churaayen dil yaar ka 

Jab kuch kahen labse pehele kahen sabse -2
Jaaneman, meri jaan jaan-e-jaan jaan-e-jahaan
Hum yahaan, tum yahaan, dil jawaan woh sama
Lekin kahaan, shuru shuru ke pyaar ka
Phir se chalo, churaayen dil yaar ka 

 
    

Zakhm
Gali mein aaj
    

maa ne kahaa mujhase sadaa
tuu phuul meraa meraa chaand hai
naa chaand naa phuul huun
raste kii main dhuul huun
ta raa raa aa aa aa
la la laa la laa
o o o laa laa la laa
la la laa laa la laa laa
o o o
la la laa laa la laa laa
maan ne kahaa chhaae ghataa
to barase paanii ye paanii magar
aankhon mein kyuun aa gayaa
baadal kahaan chhaa gayaa
kitanii badii hai ye duniyaa main kitanaa akelaa
o o o
bilkul akelaa main tuute khilaunon se khelaa
ho o o ho o
ye kaisaa jiivan milaa mujhako kairaat mein
ho o o ho o
huun huun hun huun
    

 
 
Padh-likh ke bada ho ke tu ek kitaab likhana
Apane savaalon kaa tuu khud hii javaab likhanaa           - 2
Haathon se jinakaa daaman ik din hai chhuut jaanaa
Taaron ke duubate hii jinko hai tuut jaanaa
Ye aankhein dekhatii hain kyuun aise kvaab likhanaa
Apane savaalon kaa tuu khud hii javaab likhanaa
Maine to pyaar ko hii mazahab banaa liyaa hai
Is dil ko dil kii duniyaa kaa rab banaa liyaa hai
Iimaan ho gayaa kyaa meraa kharaab likhanaa
Apane savaalon kaa tuu khud hii javaab likhanaa
Kahate hain log unkii rasamon ko maine todaa
Ye faisalaa bhii maine terii samajh pe chhodaa
Merii khataaon kaa tuu puuraa hisaab likhanaa
Apane savaalon kaa tuu khud hii javaab likhanaa
    

Zamaane Ko Dikhaana Hai
Hoga Tumse Pyara Kaun,
Humko To Tumse Hai
Hey Kaanchi, Hey Kaanchi, Pyaar...

Oonche Gharwali Ho, Ya Galiyon Ki Rani
Koi Bhi Ho Tum Rehti Ho Kahin
Tumse Badhke Yaara Kaun
Humko To Tumse Hai
Hey Kaanchi...

Arey Dekho In Aankhon Mein
Yeh Surat Hai Kiski,
Ek Nazar To Dekho Kumse Kum
Aakhir Hai Hamaara Kaun
Humko To Tumse Hai
Hey Kaanchi...

Kehte Ho Ke Jao, Lekin Batlaao 
Jaayen Bhi To Jaayen Hum Kahan
Aisa Dil Ka Maara Kaun
Humko To Tumse Hai
Heykaanchi...


    

Dil lenaa khel hai dildaar kaa, o o, bhoole se naam na lo pyaar kaa
( dil lenaa khel hai dildaar kaa, oo oo, bhoole se naam na lo pyaar kaa
pyaar bhi rooThaa yaar bhi rooThaa 
dekho mujhko dilvaaloN, haa 
khaayaa hai dhokhaa ho maine yaar kaa ) -2
vaadoN pe inke na jaanaa , baatoN mein inki na aanaa 
arrey, vaadoN pe inke na jaanaa , baatoN mein inki na aanaa 
arrey inki meeThi baaten ye matvaali aaNkhen 
zahar hai pyaar kaa 
dil lenaa khel hai dildaar kaa, oo oo, bhoole se naam na lo pyaar kaa
pyaar bhi rooThaa yaar bhi rooThaa 
dekho mujhko dilvaaloN, haa 
khaayaa hai dhokhaa ho maine yaar kaa
thaa gunchaa, haa
thaa gunchaa, jiyo jiyo
aisho biyo, haa
aisho biyo, jiyo jiyo
hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey
RD: inpe javaani luTaa do, yaa zindgaani luTaa do 
arrey, inpe javaani luTaa do, yaa zindgaani luTaa do 
arrey kuchh bhi kar deevaane, rahenge ye anjaane 
ronaa hai bekaar kaa..
oo.. dil lenaa khel hai dildaar kaa, oo oo, bhoole se naam na lo pyaar kaa
( dil lenaa khel hai dildaar kaa, oo oo, bhoole se naam na lo pyaar kaa
pyaar bhi rooThaa yaar bhi rooThaa 
dekho mujhko dilvaaloN, haa 
khaayaa hai dhokhaa ho maine yaar kaa ) -2
chorus: yaar kaa yaar kaa yara kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa yaar kaa...
    

Zameer
ho ho ho, hoho hoho hoho
hey hey hey, heyhey heyhey heyhey
ee ee ee-ee ee-ee

( phooloN ke Dere hain, saaye ghanere hain
jhoom rahi hain havaayen
aise nazaaroN mein, khilti bahaaroN mein
pyaar mile to ruk jaayen ) -2

(kahin bhi, aasmaaN ke niche
gaati nigaahoN kaa, lahraati baahoN kaa
haar mile to ruk jaayen) -2
haar mile to ruk jaayen
phooloN ke Dere hain, saaye ghanere hain
jhoom rahi hain havaayen
aise nazaaroN mein, khilti bahaaroN mein
pyaar mile to ruk jaayen

(chale hain door ham deevaane
koi raseelaa saa, baaNkaa sajeelaa saa
yaar mile to ruk jaayen) -2
yaar mile to ruk jaayen
phooloN ke Dere hain, saaye ghanere hain
jhoom rahi hain havaayen
aise nazaaroN mein, khilti bahaaroN mein
pyaar mile to ruk jaayen
hey, pyaar mile to ruk jaayen
ho, pyaar mile to ruk jaayen


    
Tum bhi chalo
Youtube Karaoke
    
Zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal 
Ise khona nahi kho ke rona nahi

Tere girne me bhi teri rah nahi
Ki tu aadmi hai avtaar nahi

Jo ho desh vo bhesh bana pyaare
Chaale jaise kaam chalaa pyaare tu gum na kar

Zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal 
Jahan saach na chale vahan jhooth sahi

Yahan chor hai kayee koi saach nahi
Sukh dhundh le sukh apraadh nahi, 
Pyaar tu gum na kar
Zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal 
Ise khona nahi kho ke rona nahi


    

Zanjeer
Deewane hain deewanon ko na
Ghar chaahiye na dar chaahiye
Mohabbat bhari ik nazar chaahiye
Nazar chaahiye
Jawani mein jawani ke sahaare
Ho jawan mere meharban
Mujhe tu hi tu humsafar chaahiye
Humsafar chaahiye
Deewane hain deewanon ko na
Ghar chaahiye na dar chaahiye
Mohabbat bhari ik nazar chaahiye
Nazar chaahiye

Hai sar pe hamare khula aasman
Khula aasman
Hamare liye hai yehi aashiyan
Yehi aashiyan
Bina pyaar ke zindagi kuchh nahin
Jahan pyaar hai har khushi hai wahin
Ho phoolon bhari chaahe kaanton bhari
Kaanton bhari
Chale jispe tu woh dagar chaahiye
Deewane hain deewanon ko na
Ghar chaahiye na dar chaahiye
Mohabbat bhari ik nazar chaahiye
Nazar chaahiye

Nigahon mein aise ishare hue
Ishare hue
Ke dil ne kaha hum tumhare hue
Tumhare hue
Nazar ban gayi hai zubaan pyaar mein
Maza aa gaya jeet ka haar mein
Milega wohi jo bhi mangoge
Dildar se magar pyaar se
Duaon mein apni asar chaahiye
Asar chaahiye
Deewane hain deewanon ko na
Ghar chaahiye na dar chaahiye
Mohabbat bhari ik nazar chaahiye
Nazar chaahiye
Smule NEENA AGARWAL
     |
tum bhI chalo, ham bhI chale.n, chalatii rahe zindagii - 2
nA zamii.n ma.nzil, nA aasamaa.n, zindagii hai zindagii
tum bhI chalo, ham bhI chale.n, chalatii rahe zindagii

piichhe dekhe.n nA, kabhI mu.D ke raaho.n me.n, ho
jhUme meraa dil, tumhe.n leke baaho.n me.n, ho
dha.Dakano.n kii zubaa.n, nit kaahe daastaa.n
pyaar kii jhil-mil chhaao.n me.n, palatii rahe zindagii
tum bhI chalo, ham bhI chale.n, chalatii rahe zindagii

bahate chale ham, mastii ke dhaaro.n me.n, ho
gU.nje yahii dhun, sadA dil ke taaro.n me.n, ho
ab ruke nA kahii.n, pyaar kA kaaravaa.n
nit naI rut ke ra.ng me.n, DhalatI rahe zindagii
tum bhI chalo, ham bhI chale.n, chalatii rahe zindagii
nA zamii.n ma.nzil, nA aasamaa.n, zindagii hai zindagii
tum bhI chalo, ham bhI chale.n, chalatii rahe zindagii


ab yahaa.N ko_ii nahii.n, ko_ii nahii.n aayegaa
Smule WRAVIE
|

Aa . . .
Gar khuda mujse kahe . . .  (2)
Kuchh maang eh bande mere
Me ye maangu . .  (2)
Mehefilo ke daur yu chalte rahe
Ham pe aalao, ham nibaah laao
Hamsafar, hamraaz ho
Ta qayaamat. . .  (2)
Jo chiraago ki tarha jalte rahe
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi 
Yaar ho bando se ye . . . oh
Yaar ho bando se ye sabse badi hai bandagi
Yaari hai! 
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi 
Saaz-e-dil chhedo jaha me . . . (2) 
Yaar ki gunje sada
He saaz-e-dil chhedo jaha , Me yaar ki gunje sada
In dilo me pyaar hai unpe bahaare ho fida
Pyar leke noor aaya . . .  (2) 
Pyar leke taazgi Yaari hai!
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi 
Jaan bhi jaaye agar . . .  (2) 
Yaari mein yaaro gham nahi
Eh jaan bhi jaaye agar yaari mein , Yaaro gham nahi
Apne hote yaar ho , Gham-geen matlab ham nahi
Ham jaha hai . . us jagaah  (2) 
Jhoomegi naachegi khushi Yaari Hai!
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi 
Aa . . .
Gul-e-gulzaar kyu bezaar nazar aata hai  (2)
Chashme pat ashiqaar yaar nazar aata hai
Chhupaana hamse zara haale-dil suna de tu
Tere hasee ki keemat kya hai ye bataade tu 
Kahe to aasmaa se chaand taare le aau
Haseen jawaan aur dilkash nazaare le aau
Tera mamnoon hu . . .   (2) 
Tumne nibhaaya yaaraana
Teri hasee hai aaj sabse bada nazraana  (2)
Yaar ke hasti hi . . .  (2) 
Mehefil pe jawaani chhaa gayi, chhaa gayi Yaari hai!
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi 
Oh . . . eh . . Qurbaan qurbaanâ?¦oy oy oy
    
Dil jalon ka dil jalaa ke
YouTube Video
    
Zeenat
YouTube Video
Raftaa raftaa vo humaari
    
Zeher
Agar tum mil jao 
Zamana chod denge hum 
Agar tum mil jao 
Zamana chod denge hum 
Agar tum mil jao 
Zamana chod denge hum 
Tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum 
Agar tum mil jao 
Zamana chod denge hum 
Agar tum mil jao 
Zamana chod denge hum 

Bina tere koyi dilkash nazara hum na dekheinge 
Bina tere koyi dilkash nazara hum na dekheinge 
Tumhe na ho pasand usko dobara hum na dekheinge 
Teri soorat na ho jis mein 
Teri soorat na ho jis mein 
Woh sheesha tod denge hum 
Agar tum mil jao 
Zamana chod denge hum 

Tere dil mein raheinge tujhko apna ghar bana lenge 
Tere dil mein raheinge tujhko apna ghar bana lenge 
Tere khwaabon ko beheno ki tarah khud par saja lenge 
Kasam teri kasam 
Kasam teri kasam 
Taqdeer ka roog mod denge hum 
Agar tum mil jao 
Zamana chod denge hum 

Tumhe hum apne jism-o-jaan mein kuch aise basa lenge 
Tumhe hum apne jism-o-jaan mein kuch aise basa lenge 
Teri khushboo apne jism ki khushboo bana lenge 
Khuda se bhi na jo toote 
Khuda se bhi na jo toote 
Woh rishta jod lenge hum 
Agar tum mil jao 
Zamana chod denge hum 
Tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum 
Agar tum mil jao 
Zamana chod denge hum 
Agar tum mil jao 
Zamana chod denge hum

Smule MP GUPTA
YouTube Video
    

Ae bekhabar, ae bekhabar, ae bakhabar, ae bekhabar
Ae bekhabar, ae bekhabar, ae bakhabar, ae bekhabar
Ae bekhabar, ae bekhabar, ae bakhabar, ae bekhabar
Ae bekhabar, ae bekhabar, ae bakhabar, ae bekhabar
Mera dil tere pyaar mein aahe bhare
Ae bekhabar, ae bekhabar
Tujhe yaad kare par yaad kare
Ae bekhabar, ae bekhabar
Mera dil tere pyaar mein aahe bhare
Tujhe yaad kare par yaad kare
Kabhi tu bhi pyaar se dekh zara mere dil ko ek nazar
Ae bekhabar, ae bekhabar, ae bakhabar, ae bekhabar
Ae bekhabar, ae bekhabar, ae bakhabar, ae bekhabar
Tujhe pata kya ke mere dil mein
Hai tere khaatir junoon kitna
Main apne baare mein ruk ke sochoon
Nahin hai ab to sakoon itna
Jeeta hoon magar jeeta bhi nahin
Marta hoon magar marta bhi nahin
Tere gham ne panahon ne ke liye
Peeta hoon main zeher
Ae bekhabar, ae bekhabar, ae bakhabar, ae bekhabar
Ae bekhabar, ae bekhabar, ae bakhabar, ae bekhabar
Daba huwa tha jo mere seene ne tujhko dekha
To dard ughra
Isi bhimar humse bhar na paaya
Teri judaai ka zakhm gehra
Seene mein pyaar machalta hai
Aakhon se dard chalakta hai
Saahil ki tarah kaante mujhko
Chaahat ki har leher
Ae bekhabar, ae bekhabar, ae bakhabar, ae bekhabar
Ae bekhabar, ae bekhabar, ae bakhabar, ae bekhabar
Mera dil tere pyaar mein aahe bhare
Ae bekhabar, ae bekhabar
Tujhe yaad kare par yaad kare
Ae bekhabar, ae bekhabar
Mera dil tere pyaar mein aahe bhare
Tujhe yaad kare par yaad kare
Kabhi tu bhi pyaar se dekh zara mere dil ko ek nazar
    

YouTube Video
Wo Lamhe, wo baatein, Koi na jaane,
Thi kaisi raatein, Hooo, barsaatein,
Wo bheegi bheegi yaadein-2
Na main jaanoun, Na tu jaane, 
Kaisa hai ye mausam, Koi na jaane,
Kahi se hai fizaa aayi, 
Ghamon ki dhoop sang laayi,
Khafaa hogaye hum,
Judaa hogaye hum,
Wo Lamhe, wo baatein,
Koi na jaane,
Thi kaisi raatein,
Hooo, barsaatein,
Wo bheegi bheegi yaadein,
Wo bheegi bheegi yaadein...
(hoooo...)
Saagar ki, Gehraayi se,
Gehra hai, Apna pyaar,
Sehraoun ki, In hawaon me,
Kaise aayeee-gi bahaar,
Kahan se ye hawa aayi,
Ghataayen kaali kyoun chhaayi,
Khafaa hogaye hum,
Judaa hogaye hum,
Wo Lamhe, wo baatein,
Koi na jaane,
Thi kaisi raatein,
Hooo, barsaatein,
Wo bheegi bheegi yaadein,
Wo bheegi bheegi yaadein...
(hooooo hooooooo)
(hoooo hoooo, hoo hooo, hooo ho, ho ho ho)
(hooooooooooooooo)
(aaaaaaah)
    
Ziddi
Duniya bananewale sun le meri kahani 
Roye meri mohabat tadpe meri jawani 
Pyar ki aag mein tan badan jal gaya-2 
Jane phir kyun jalati hai duniya muje-2 
Pyar ki aag mein tan badan jal gaya 
Mein to rota phiroon badaloon ki tarah 
Thandhi aahe bheroon pagloon ki tarah 
Mein to rota phiroon badaloon ki tarah 
Are mein to ho hoo rota phiru uuuuu 
Mein to rota phiroon badaloo ki tarah 
Thandhi aahe bheroon pagloo ki tarah 
Jane phir kyun rulati hai duniya mujhe 
Pyar ki aag mein tan badan jal gaya-2 
Baat jab mein karu munh se nikle dhaun 
Jal gaya jal gaya mere dil ka jahan 
Baat jab mein karu munh se nikle dhaun 
Haa hakhi 
Baat jab mein karu munh se nikle dhaun 
Jal gaya jal gaya mere dil ka jahan 
Jane phir kyun satati hai duniya mujhe 
Pyar ki aag mein tan badan jal gaya-2 
Ishq mujko nachata raha hai sada 
Kya kya sapne dikhata raha hai sada 
Jane phir kyun nachati hai duniya mujhe 
Pyar ki aag mein tan badan jal gaya 
Pyar ki aag mein (tan badan jal gaya)-3

    
YouTube Video
Jaanu kya meraa dil ab kahaan kho gayaa
    
Teri soorat se nahi milati
YouTube Video
    
Zikr
YouTube Video
Hum tere shahr mein hain anjaane
Bin tere hum ko kaun pehchaane
Mera chehra kitaab hai ghum ki-2
Kaun padhta hai ghum ke afsaane
Bin tere hum ko kaun pehchaane
Hum tere shahr mein hain anjaane
Jisne sau baar dil ko torha hai
Hum abhi tak hain uske deewaane
Bin tere hum ko kaun pehchaane
Hum tere shahr mein hain anjaane
Unse koyee bhi kuchh nahin kehta-2
Log aate hain mujhko samjhaane
Bin tere hum ko kaun pehchaane
Hum tere shahr mein hain anjaane
    
Zinda Dil

Hey hey hey hey hey hey hey hey hey 
Ho ho ho ho ho ho ho ho ho.. 
Iqaraar ho na jaaye 
Iqaraar ho na jaaye 
Izahaar ho na jaaye 
Izahaar ho na jaaye 
Mujhe dar hai aapse kahin pyaar ho na jaaye 
Ho ho ho ho ho ho ho ho ho 
Ho ho ho ho ho ho ho ho ho 
Saagar ki maujein hain khulaa aasmaan hai 
Dhadkan deevaani hai dilkash samaa hai 
Dhadkan deevaani hai dilkash samaa hai 
Khvaabon ke hamsafar kaa deedaar ho na jaaye 
Khvaabon ke hamsafar kaa deedaar ho na jaaye 
Mujhe dar hai aapse, kahin pyaar ho na jaaye 
Ho ho ho ho ho ho ho ho ho 
Ho ho ho ho ho ho ho ho ho 
Hey hey hey hey hey hey hey hey hey 
Ho ho ho ho ho ho ho ho ho 
Jee chaahe lahron se karoon main sharaarat 
Inko bataa doon main mere dil ki chaahat 
Inko bataa doon main mere dil ki chaahat 
Bechain meri dhadkan ik baar ho na jaaye 
Bechain meri dhadkan ik baar ho na jaaye 
Mujhe dar hai aapse kahin pyaar ho na jaaye 
Ho ho ho ho ho ho ho ho ho 
Ho ho ho ho ho ho ho ho ho 
Iqaraar ho na jaaye izahaar ho na jaaye 
Mujhe dar hai aapse kahin pyaar ho na jaaye 
Ho ho ho ho ho ho ho ho ho 
Ho ho ho ho ho ho ho ho ho 
Hey hey hey ey hey hey 
O ho ho ey hey hey 
Iqaraar ho na jaaye 
Iqaraar ho na jaaye 
Izahaar ho na jaaye 
Izahaar ho na jaaye 
Is mausam mein kahin mujhe pyaar ho na jaaye 
O ho ho hey hey hey hey 
Hey hey hey hey hey hey hey 
Saagar ki maujein hain khulaa aasmaan hai 
Dhadkan deevaani hai dilkash samaa hai 
Dhadkan deevaani hai dilkash samaa hai 
Khvaabon ke hamsafar kaa deedaar ho na jaaye 
Khvaabon ke hamsafar kaa deedaar ho na jaaye 
Is mausam mein kahin mujhe pyaar ho na jaaye 
O ho ho ho ho ho 
Hey hey hey hey hey hey hey 
Jee chaahe lahron se karoon main sharaarat 
Inko bataa doon main mere dil ki chaahat 
Inko bataa doon main mere dil ki chaahat 
Koi deevaanaa mera dildaar ho na jaaye 
Is mausam mein kahin mujhe pyaar ho na jaaye 
O ho ho hey hey hey hey 
O ho ho hey hey hey hey 
Iqaraar ho na jaaye izahaar ho na jaaye 
Is mausam mein kahin mujhe pyaar ho na jaaye 
Hey hey hey ey hey hey 
O ho ho ey hey hey
    
Itnaa mujhe pyaaraa lage
Itnaa mujhe pyaaraa lage dil vahin jaa ke thahraa
Ek maasoom saa chehraa ho o o ek maasoom saa chehraa
Ho o o ek maasoom saa chehraa
Uspe rahe har pal meri
Uspe rahe har pal meri in aankhon kaa pahraa
Ek maasoom saa chehraa ho o o ek maasoom saa chehraa
Ho o o ek maasoom saa chehraa
Itnaa mujhe pyaaraa lage
Itnaa mujhe pyaaraa lage dil vahin jaa ke thahraa
Ek maasoom saa chehraa ho o o ek maasoom saa chehraa
Ho o o ek maasoom saa chehraa
Dekh rahaa hoon chori chori baandh rahaa hoon pyaar ki dori
Sabse hasin ye sabse suhaanaa isne banaayaa mujhko deevaanaa
Phoolon se bhi naazuk hai ye
Phoolon se bhi naazuk hai ye saagar se bhi gahraa
Ek maasoom saa chehraa o o o ek maasoom saa chehraa
O o o ek maasoom saa chehraa
Meri bechaini ko badaaye armaanon mein pyaas jagaaye
Ho in palkon mein isko chhupaa ke qaid karoongaa dil mein basaa ke
Jaaoongaa main iske ghar mein
Jaaoongaa main iske ghar mein baandh ke sar pe sahraa
Ek maasoom saa chehraa o o o ek maasoom saa chehraa
O o o ek maasoom saa chehraa
Itnaa mujhe pyaaraa lage
Itnaa mujhe pyaaraa lage dil vahin jaa ke thahraa
Ek maasoom saa chehraa ho o o ek maasoom saa chehraa
Ho o o ek maasoom saa chehraa
Ho o o ek maasoom saa chehraa

    
Zindagi zinda dilli ka
    
Zindagi

Ja dekh liya tera pyaar
    
Zindagi
Humne jafaa na seekhi unko wafaa na aayee
Patthar se dil lagaayaa, aur dil ne chot khaayee
Hum ne jafaa na seekhi

Apane hi dil ke haathon, barabaad ho gaye hum
Kisase karein shikaayat, ab kisko dein duhaayee
Patthar se dil lagaayaa, aur dil ne chot khaaiyee
Hum ne jafaa na seekhi

Duniyaa banaane vaale, main tujhse puuchhataa hoon
Kyaa pyaar kaa jahaan mein, badalaa hai bevafaayee
Patthar se dil lagaayaa, aur dil ne chot khaayee
Hum ne jafaa na seekhi

Smule MANDA RATHORE
Smule SHSHID QURESHI
Smule MP Gupta
YouTube Video
 
    
Zindagi

Muskura laadle muskura -2
Koi bhi phool itna nahi khoobsurat
Hai jitana ye mukhada tera
Muskura laadle muskura
Teri ye muskaan koi na cheene kabhi
Ho phool ki sej soye jawaani teri
Maalik se hai ye dua
Hai ye dua
Koi bhi phool itna nahi khoobsurat
Hai jitna ye mukhada tera
Muskura laadale muskura
Tujhko jo dekha wo din yaad aane lage
Aankhon ke bujhate diye jhilmilaane lage
Main tere jaisa hi tha
Aaisa hi tha
Bach ke tu chal laadale bura hain ye jahaan
Ban saanp dansata hain apna hi saaya yahaan -2
Har koi hain bewafa
Hain bewafa
Koi bhi phool itna nahi khoobsurat
Hai jitna ye mukhada tera
Muskura laadale muskura - 2
    
Zindagi
Pehle mile the sapanon mein aur aaj saamne paaya
Haaye qurbaan jaaun            -2
Tum sang jeevan aaise katega jaise dhoop-sang chhaaya
Haaye qurbaan jaaun
Ai saanvali haseena dil mera toone chheena
Madhosh manzilon par toone sikhaaya jeena           -2
Ek jhalak se mera muqaddar toone aaj chamkaaya
Haai qurbaan jaaun
Pehle mile the sapanon mein, aur aaj saamne paaya
Haaye qurbaan jaaun
Zulfein jo munh pe daalo to din mein shaam kar do
Aur benakaab niklo to qatl-e-aam kar do            -2
Vo hi bachega jisko milega tere pyaar ka saaya
Haaye qurbaan jaaun
Pehle mile the sapanon mein, aur aaj saamne paaya
Haaye qurbaan jaaun
Gar jhoomke chalo tum aye jaan-e-zindagaani
Patthar ka bhi kaleja ho jaaye paani-paani         -2
Gore badan par kaala aanchal aur rang le aaya
Haaye qurbaan jaaun
Pehle mile the sapanon mein, aur aaj saamne paaya
Haaye qurbaan jaaun
    
so jaa
so jaa raajkumaari so jaa 
so jaa main balihaari so jaa 
so jaa raajkumaari so jaa 

so jaa mithe sapane aaen 
sapanon men pee daras dikhaayen- 2 
ud kar roopnagar men jaayen 2 
roopnagar ki sakhiyaan aaen - 2 
raajaaji maala pahanaayen- 2 
choome maang tihaaree so jaa 
so jaa raajkumaari so jaa 


    

Zindagi Aur Khwaab
Na jane kaha tum the, na jane kaha hum the
Jadu ye dekho hum tum mile hai
Na jane kaha hum the, na jane kaha tum the
Ab to milan ke sapne khile hai
Na jane kaha tum the, na jane kaha hum the
Kitne dino par mili hai nigahe
Kitne dino par mili hai nigahe
Ab tum na jane chuda kar ye bahe
Ab tum na jana chuda kar ye bahe
Tumhara ye sath pyara ham kyu na chahe
Na jane kaha tum the, na jane kaha hum the
Jadu ye dekho hum tum mile hai
Na jane kaha hum the, na jane kaha tum the
Kise tha pata yu hum tum milenge
Kise tha pata yu hum tum milenge
Ujade hue dil fir se basenge
Ujade hue dil fir se basenge
Mohabbat ke bandhan me hum tum bandhenge
Ab to milan ke sapne khile hai
Na jane kaha tum the, na jane kaha hum the
Jadu ye dekho hum tum mile hai
Na jane kaha hum the, na jane kaha tum the

Zindagi Aur Maut
Dil lagaakar hum ye samjhe zindagi kya cheez hai -2
Ishq kehte hain kise aur aashiqui kya cheez hai

Haay ye rukhsaar ke shole ye baahen marmari -2
Aap se mil kar ye do baatein samajh mein aa gayi
Dhoop kis ka naam hai aur chaandni kya cheez hai
Dil lagaakar hum ye samjhe

Aap ki shokhi ne kya kya roop dikh laaye hamein -2
Aap ki aankhon ne kya kya jaam pilwaaye hamein
Hosh kho baithhe to jaana bekhudi kya cheez hai
Dil lagaakar hum ye samjhe, zindagi kya cheez hai
Dil lagaakar hum ye samjhe

Aap ki raahon mein jabse hamne rakha hai qadam -2
Hamko ye mehsoos hota hai ki hain manzil pe hum
Koyi kya jaane mohabbat ki khushi kya cheez hai
Dil lagaakar hum ye samjhe


    
Zindagi Aur Toofan
YouTube Video
Ek hasarat thi ke aanchal kaa mujhe pyaar mile
Maine manzil ko talaashaa mujhe baazaar mile
(Zindagi aur bataa ) -2 teraa iraadaa kyaa hai
Ek hasarat thii ...
Mujhko paidaa kiyaa sansaar men do laashon ne
Aur barabaad kiyaa qaum ke ayyaashon ne
Tere daaman men bataa maut se zyaadaa kyaa hai
Zindagii aur bataa ...
Jo bhii tasviir banaataa hun bigad jaatii hai
Dekhate-dekhate duniyaa hii ujad jaatii hai
Merii kashtii teraa tuufaan se vaadaa kyaa hai
Zindagii aur bataa ...
Toone jo dard diyaa usakii qasam khaataa hun
Itanaa zyaadaa hai ki ehasaan se dabaa jaataa hun
Merii taqadiir bataa aur taqaazaa kyaa hai
Zindagii aur bataa ...
Maine jazbaat ke sang khelate daulat dekhii
Apanii aankhon se mohabbat ki tijaarat dekhii
Aisi duniyaa men mere vaaste rakhaa kyaa hai
Zindagii aur bataa ...
Aadami chaahe to taqadiir badal sakataa hai
Poorii duniyaa kii vo tasviir badal sakataa hai
(Aadamii soch to le ) -2 usakaa iraadaa kyaa hai -2
Zindagi aur bataa ...
    
Zindagi Ek Jua
Chor sipaahii ke jhagade men hogii kisakii jiit 
Chor kisii ke miit yahaan na mor kisii ke miit 
Yuun ghuur ghuur ke nihaaraa na karo 
Yuun duur duur duur se ishaaraa na karo 
Aisii baaten bhuul ke dobaaraa na karo 
Chaaro taraf paharaa lagaa hai afasaraan kaa 
Ye vaqt hai mere tumhaare intahaan kaa 
Haan bahut kathin hai dagar panaghat kii 
Jhatapat bhar laa_o jamunaa se matakii 
Yuun ghuur ghuur ke 
( sabhii kii lenge ye baarii baarii ye vardii vaale talaashii lenge 
Ho ko_ii majabuurii ko_ii laachaarii kisii ko bhii ye naa chhodenge ) -2 
Dekh ke cheharaa dil kii baaten jaan len inakii aankhen 
Inakii gaharii aankhen siidhe sabake dilon men jhaanken 
Harapal har xan sabakii gardan suulii pe ( latakii ) -4 
Bahut kathin hai dagar

    
YouTube Video
Dil to dil hai
    

Ikke ko baadashaah ne maaraa baadashaah jo begam se haaraa 
Aur gulaam a a am qismat kaa maaraa bechaaraa 
Ye zindagii hai ek ju_aa kabhii jiit bhii kabhii haar bhii 
Yahaan dushmanon kii bhiid men jaa mil jaa_enge tujhe yaar bhii 
Tuu khelataa jaa khelataa jaa baaziyon pe baaziyaan -2 
Ye zindagii hai ek ju_aa 
Ek baazii tuune jiitii ek baazii maine haarii 
Kaun jiitaa kaun haaraa ye hai qissaa baad kaa 
Ye zindagii hai ek ju_aa 
Jab talak hai band mutthii vo hai pyaare laakh kii 
Aur jaise hii khilii ho jaa_egii vo kaaq kii 
Laakh kyaa aur kaaq kyaa ye hai kissaa baad kaa 
Ye zindagii hai ek ju_aa 
Ye zamaanaa mujhase hai main zamaane se nahiin 
Har fasaanaa mujhase hai main fasaane se nahiin 
Ek din zaalim jahaan merii dostii doharaa_egaa 
Ye zindagii hai ek ju_aa
    

 Zindagi Tere Naam

Tu mujhe soch kabhi
    
Main sohni hun
    
 

    
 
Songbook Zipped
Free download 2MB
Ownwith Free Karaoke
A
B
C
D
E
F
G
H
I
J
K
L
M
N
O
P
Q
R
S
T
U
V W X Y
Z
Masood Rana
English songs =>
A
B
C
D
E
F
G
H
I
J
K
L
M
N
O
P
Q
R
S
T
U
V W X Y
Z
<=English songs
Smule Song Search : Song Titles with Spelling variations listed together
Happy smuling .....
      An author of a dozen medical books and Janampatri software, prize winner in most extempore contests participated as student, DoctorKC (1944 born MBBS) solicits invitations to attend debates, declamation contests and such other literary/cultural activities in/around Delhi. No obligations either way.


Dr K Chaudhry
B-1/104 Paschim Vihar, New Delhi-110063 +91-9810570740 http://ukmall.net/doctorkc